Tweezer Bottom,Tweezer top and Indicators
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tweezer Bottom,Tweezer top and Indicators
    Tweezer bottom and tweezer top:

    Ya support and resistances par bana i size ki 2 candles hoti ha

    Tweezers wohi kam kati ha jo open pin bar ka karti ha
    Sari candlestick patterns ik ghanata sa upr ka time frame ma behtreen result show karti ha

    indicators

    Upr ham na candlesticks ka bara ma batya ha kahi traders in patterns ko use karna ka sath kuch alag sa be alamat istamil karta ha jin ko ham indicators kahta ha
    Ya indicators tadat ma bhot zada hota ha mgr ham log sirf kuch specific indicators zada use karta ha

    Fibonacci

    Fibonacci kia ha is ka majad kon tha is ki calculation kasa hoti ha ham is ma detail ma nai jaya gaya . support and resistances ka bara ma ham logo ko pata ha ka kabhi be price seedhi nahi jati chalti hai stairs ki shakal ma upr and neechay jati ha . stairs ka levels ko hum log Fibonacci kehta hai . In levels ko ) 23.6%) (38.2%)(50.0%) (61.8%) (76.4%) ka hisaab ma rakha gaya ha . agr price up trend ma ha to am deal dalna ka liya intazr kiya jaya ka price kisi muqam par wapus murha. Is murhna koretracement kahta ha. Usually price upr diya gaya level ma kisi ik level ka bad wapis aya jati ha aur yaha sa dobra upr jana ka safr shuru karti ha neechay di gayi shakl price upr jaya rahi thi ka wapis neechay murhi aur 38.2% sa dobra upar chalna shuru hui yeh maqam price ko buy karna ka liya bhot faida mand ha

    Aur downtrend ma is ka ulta hoga jasa ka neechay di gayi shakl ma dekha jaya sakhta ha

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Tweezers Bottom Candlestick Pattern
    Tweezers bottom candlestick pattern prices main aik qisama kar double bottom candlestick pattern hai, jiss main muntakhib karda timeframe main two black aur white candles same bearish point ko touch karke wapis upward reversal ho jati hai. Ye candlestick pattern prices k bottoms ya low bearish trend main banta hai, jiss main do candles same low point ko touch karne k baad bullish reversal ho jati hai. Pattern ki candles main pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jiss k baad banne wali candle bhi aik bearish banti hai, jiss ka low price same pehli candle k low se match karta hai. Pattern ki pehli aur dosri candles ka low same point par hota hai, jo k bullish trend reversal ka sabab bante hen.
    Candles Formation
    Tweezers bottom candlestick pattern two days candles par mushtamil hota hai, jiss main shamil dono candles do mukhalif colour ki hone k bawajood same low banati hai, pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;
    1. First Candle: Tweezers bottom candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo k prices k downtrend ya low prices area ko zahir karti hai. Ye candle aik black ya red real body main hoti hai, bearish trend ki akhari candle hoti hai.
    2. Second Candle: Tweezers bottom candlestick pattern ki dosri candle bhi aik real body wali bullish candle hoti hai, jiss ka lower price same pehli candle se match karta hai, lekin ye candle white ya green color main vnati hai.
    Explaination Tweezers bottom candlestick pattern prices main sellers ki adam dilchaspi ki waja se prices chart par banta hai, jiss main pehli aur dosri candles same low point se upward side par back ho jati hai. Tweezers bottom candlestick pattern aur matching low candlestick pattern dekhne main same hen, lekin iss pattern main dono candles ka closing point same hona zarori bhi nahi hai, aur na hi ye dono candles same bearish candles hoti hai. Iss k elawa Tweezers bottom candlestick pattern k candles k lower sides par wick ya shadow bhi ho sakta hai, jiss se same point match karne se ya aik ka low dosre k shadow k sath same low match karne par bhi ye pattern complete hota hai. Ye pattern prices k lower sides par double low pattern banata hai, jiss se prices k reversal honne k ziada chances hote hen. Trading
    Tweezers bottom candlestick pattern prices k lower sides par aik long timeframes ka pattern hai, jiss main candles k lower sides ki low prices same point par hoti hai. Yanni pehli candle k low pricesya real body k point aur dosre candle ki lower price same low point par hota hai. Ye candles shadow samet ya shadow k bagher bhi ho sakti hai, lekin dono candles ka lower side same hona chaheye. Pattern par trading se pehle confirmation bullish candle ka hona zarori hai, jo k aik real body k sath high price par close honi chaheye. Aggar pattern ki confirmation indicators jaise Stochastics oscillator ya CCI oscillator se karna ho to inn ka oversold area hona chaheye. Stop Loss pattern k sab se low position jo k dono candles ka lower banta hai, se two pips below set karen.
    • #3 Collapse

      TWEEZER BOTTOM INDICATOR DEFINITION Ek Tweezer Ek technical analysis ka pattern hai Jo market Mein Upar ya niche ki maloomat kar sakti hain ismein three candles stick pattern Shamil hoti hai tweezer bottoms ko short term bullish ke reversal Samjha jata hai buniyadi Taur per donon forms ke sath buyers ya to sellers wale Upar Ja niche ko Maszid Aage barhane ke kabil nahi the aur yah use Waqt Hota Hai Jab two ya two Se zyada candlestick tweezer bottom pattern ke liye ek hi Upar ko touch Karti Hain Ek Bearish tweezer bottoms Ek Upar Trends ke dauran Hota Hai Jab bull price ko niche dhakel Dete Hain Aksar De ka end unchai ke kareeb Hota Hai TWEEZER TOP OF BULLISH phir next dusre day traders Apne market ke sentiment ko ullat Dete Hain Jaise market open hoti hai aur jab Do Ya Do Se zyada candle stick tweezer top pattern ke liye ek hi niche ko touch karti hai Ek Bullish tops niche ka trend Hota Hai Jab bears price ko kam Karte rahte hain Jis Se day Ek kam hone ke kareeb Hota Hai tweezer Top ki identify two candles stick Se Ki Jaati Hai Ek tweezer Ke Niche two candle Nazar Aayenge Jiske Bajaye ISI Tarah Ke back To back Lows hongi BEARISH INDICATOR OF BULLS Investment ki strategy amlitar Pare traders ko market ke trend se fayda uthane ki Ek level pesh Karti Hain tweezer different types ki forms taiyar kar Leti Hain trends traders ke liye trading signals provides karne ke liye market ke analysis Ko istemal Kiya jata hai next day 1 Barish candle banana chahie Jiski unchai Pichhle Day ki candles stick se milti hai candles stick ke bare mein janne ke liye stockk market ke Tamam 35 candle stock chart patterns per Hamara blog read Karen Jab bull price ko Upar ki taraf dhakelte hain to support and resistance ko niche ki taraf Rakhna chahie
      • #4 Collapse

        Tweezer Bottom Tweezer Bottom forex mein ek aham candlestick pattern hai jo price trend ko samjhne mein madadgar hota hai.Tweezer Bottom ek bullish reversal pattern hai, jiska matlab hai ke jab ye pattern market mein aata hai, to yeh ishara deta hai ke downtrend khatam ho sakta hai aur uptrend shuru ho sakta hai. Groth Step: Tweezer Bottom tab paida hota hai jab do consecutive (aik ke baad aik) candlesticks aik he price level par close karte hain, jahan par pehli candlestick bearish (girawat ki taraf) hoti hai aur dosri candlestick bullish (barhawat ki taraf) hoti hai. Uses Traders Tweezer Bottom ko ek bullish trend ki confirmation ke liye istemal karte hain. Agar ye pattern aapko milta hai to aap samajh sakte hain ke bearish trend weaken ho raha hai aur aane wala trend upar ki taraf ja sakta hai. Tweezer Top: Tweezer Top bhi ek candlestick pattern hai, lekin yeh bearish reversal ko darust karta hai.Tweezer Top ek bearish reversal pattern hai, jisse jab market mein dekha jata hai, to yeh ishara deta hai ke uptrend khatam ho sakta hai aur downtrend shuru ho sakta hai. Gorth Step Tweezer Top tab paida hota hai jab do consecutive candlesticks aik he price level par close karte hain, jahan par pehli candlestick bullish hoti hai aur dosri candlestick bearish hoti hai. Uses: Forex traders Tweezer Top ko bearish trend ki confirmation ke liye istemal karte hain. Is pattern ko dekhte hue woh samajhte hain ke bullish trend kamzor ho raha hai aur market nichle taraf ja sakta hai. Indicators Indicators forex trading mein aik ahem hissa hain jo market analysis aur tijarat ko asaan banate hain ,Indicators forex market ki data aur trends ko analyze karne ke liye istemal hotay hain. Ye mathematical formulas aur graphical tools hote hain jo traders ko market ki sthiti aur future predictions ke liye madadgar hote hain. Uses: Forex traders indicators ka istemal market trends ko samjhne aur tijarat ki sahi samay pe entry aur exit ke liye karte hain. Examples of common forex indicators include Moving Averages, Relative Strength Index (RSI), aur Bollinger Bands.Tweezer Bottom aur Tweezer Top candlestick patterns ke sath forex indicators ka istemal karke trading strategies develop kar sakte hain. Yah patterns aur indicators aapko market ki sthiti ko behtar samajhne aur sahi faisle lene mein madadgar sabit ho sakte hain.
        • #5 Collapse

          TWEEZER BOTTOM AUR TWEEZER BOTTOM:-
          "Tweezer Bottom" aur "Tweezer Top" stock market aur technical analysis me aam istemal hone wale do chart patterns hain. Ye patterns candlestick charts par dekhe jate hain aur traders aur investors inka istemal market ke reversals ko samjhne ke liye karte hain. Chaliye in dono patterns ko detail me samjhe:
          TWEEZER BOTTOM AUR TWEEZER BOTTOM KI KHASOSIAAT:-
          Tweezer Bottom: (1)Tweezer bottom ek bullish reversal pattern hai, jo downtrend ke baad aata hai aur uptrend ke signal ke roop me dekha jata hai. (2)Is pattern me, do consecutive candles hote hain. Pehla candle ek downtrend ke dauran aata hai aur ek bearish candle hota hai. (3)Dusra candle, pehle candle ke niche ya uske kareeb close hota hai, aur ye ek small bullish candle hota hai. (4)Dono candles ke low price ek dusre ke bohot kareeb hoti hain, jisse ye pattern "tweezer" ke roop me dikhta hai. (5)Tweezer bottom, sellers ke exhaustion aur buyers ke comeback ko darust karta hai aur uptrend ki shuruaat ka sign ho sakta hai. Tweezer Top: (1)Tweezer top ek bearish reversal pattern hai, jo uptrend ke baad aata hai aur downtrend ke signal ke roop me dekha jata hai. (2)Is pattern me, do consecutive candles hote hain. Pehla candle ek uptrend ke dauran aata hai aur ek bullish candle hota hai. (3)Dusra candle, pehle candle ke upar ya uske kareeb close hota hai, aur ye ek small bearish candle hota hai. (4)Dono candles ke high price ek dusre ke bohot kareeb hoti hain, jisse ye pattern "tweezer" ke roop me dikhta hai. (5)Tweezer top, buyers ke exhaustion aur sellers ke comeback ko darust karta hai aur downtrend ki shuruaat ka sign ho sakta hai. In dono patterns ko samajhna aur sahi tarah se interpret karna chart analysis me mahatvapurn hota hai, kyun ki ye market sentiment aur price action ke important signals provide karte hain. Traders in patterns ko combine karke trading decisions le sakte hain, lekin hamesha yaad rahe ki ek pattern ke akele hone par pura bharosa na karen aur doosre technical indicators aur analysis tools ka bhi sahara len.
          • #6 Collapse

            Introduce of Tweezers Bottom Candlesticks Pattern Aoa Ummid karta hon Ap Sab khariat Say Hon gy AJ ham Tweezers BOTTOM candlestick pattern prices main aik qisama kar double bottom candlestick pattern hai, jiss main muntakhib karda timeframe main two black aur white candles same bearish point ko touch karke wapis upward reversal ho jati hai. Ye CANDLESTICKS pattern prices k bottoms ya low bearish trend main banta hai, jiss main do candles same low point ko touch karne k baad bullish reversal ho jati hai. Pattern ki candles main pehli candle aik long real body wali BEARISH candle hoti hai, jiss k baad banne wali candle bhi aik bearish banti hai, jiss ka low price same pehli candle k low levels ki traf following ho gy The Explanation of Tweezer Bottom Candlesticks Pattern Dear Jab bh Tweezers BOTTOM candlestick pattern two days CANDLESTICKS par mushtamil hota hai, jiss main shamil dono candles do mukhalif colour ki hone k bawajood same low banati hai, pattern main candles ki Tweezers BOTTOM candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo k prices k downtrending ya low prices area ko Trad Len Trading Stradgy Dear Jab bh Tweezers BOTTOM CANDLESTICKS pattern prices main sellers ki adam dilchaspi ki waja se prices chart par banta hai, jiss main pehli aur dosri candles same low point se upward side par back ho jati hai. Tweezers bottom candlestick pattern aur Matchings low candlestick pattern dekhne main same hen, lekin iss pattern main dono candles ka closing point same hona zarori bhi nahi hai, aur na hi ye dono candles same bearish candles hoti hai. Iss k elawa Tweezers bottom CANDLESTICKS pattern k candles k lower sides par wick ya shadow bhi ho sakta hai, jiss se same point match karne se ya aik ka low dosre k Shadow k sath same low match karne par bhi ye pattern complete hota hai. Aor Jab Tweezers bottom candlestick pattern prices k lower sides par aik long timeframes ka PATTERN hai, jiss main candles k lower sides ki low prices same point par hoti hai. Yanni pehli candle k low pricesya real body k point aur dosre candle ki lower price same low point par hota hai. Ye candles shadow samet ya shadow k bagher bhi ho sakti hai, lekin dono candles ka lower side same hona chaheye. Pattern par trading se pehle confirmation bullish candle ka hona zarori hai, jo k aik real body k sath high price par close ho Jay gy aor Trad Stop loss say Ho Jay Gi
            • #7 Collapse

              EXPLAINATION OF TWEEZER BOTTOM AND TWEEZER TOP PATTEREN
              Jab market apni top positions per jati hai or us k bad aik aisi candlestick banti hai jahan per last candlestick close hui thi same usi jaga say next candlestick bearish trend ki banti hai tu us point ko ap tweezer top khety hain. Last bullish closing candlestick or next bearish candlestick ka point or shadows same point same hona cheyie.Jab market apni low positions per jati hai or us k bad aik aisi candle stick banti hai jahan per last candlestick close hui thi same usi jaga sa next candlestick bullish trend ki banti hai tu us point ko ap tweezer Bottom khety hain. Last bearish closing candlestick or next bullish candlestick ka point or shadows same point same hona chieye. Is ko tweezer Bottom kaha jata hai candlesticks ka bara mei batya ha kahi traders in patterns ko use karna ka sath kuch alag sa be sign use karta ha jin ko ham indicators kahta ha.Ya indicators trade mein bhot zyada hota ha mgr ham log sirf kuch specific indicators use kartay hain.
              TRADING STATERGY
              Tweezer top mein ye pattern uptrend mein appear hota ha is mein pehli candle large aur bullish hoti ha jb k 2nd candle bearish aur small body wali hoti ha, is mein dono candles same high honi chaian ya un ki body same high level par honi chaie, ye pattern normaly resistance ya high trend lines k qareeb appear hota ha,where as tweezer bottom mein ye pattern down trend mein appear hota ha jis mein pehli candle dark bearish aur large real body wali hoti ha jb k dusri candle bullish short real body k sath hoti ha, is mein dono candles same low honi chaien, ya un ki body ki bottom same level par ho, ye normaly support line ya lower trend lines k qareeb show hota ha, hamein is tarah k patterns say aware rehnay k liay apni learning ko behtar bnana chaiae aur forex mein mehnat k sath kam karna chaie ta k achay results hasil hon. WAY FORWARD Tweezer Top aur Tweezer bottom pattern k bad tweezer top new resistance aur Tweezer bottom new support hoga.Tweezer candlesticks pattern asal mein aik Reversal candlesticks pattern ha. Tweezer top ki best examples Bullish Engulfing candlesticks pattern aur dark-cloud cover hain.Tweezer bottom k foran bad ager hammer candlesticks patterh banna correctness k signal ha. Is mein ha Buy ki trade lagaen.Tweezer top banta hai jb 2 candle opposite but back to back banti hain or un ka high point samr hota hai, Ese tarha tweezer bottom two candle ko join kar k banta hai. Ye back to back banti hai or same height ki hoti hai but in both candle ka low point same hota hai. But forex trading mein patterns k sath sath experience b use karna chahie or kisi pattern par kbi blindly trust ni karna chahie wo ketna he reliable kio na ho.
              • #8 Collapse

                Present of Tweezers Base Candles Example Aoa Ummid karta hon Ap Sab khariat Say Hon gy AJ ham Tweezers Base candle design costs fundamental aik qisama kar twofold base candle design hai, jiss primary muntakhib karda time period principal two dark aur white candles same negative point ko contact karke wapis up inversion ho jati hai. Ye Candles design costs k bottoms ya low negative pattern primary banta hai, jiss fundamental do candles same depressed spot ko contact karne k baad bullish inversion ho jati hai. Design ki candles principal pehli light aik long genuine body wali Negative flame hoti hai, jiss k baad banne wali candle bhi aik negative banti hai, jiss ka low cost same pehli candle k low levels ki traf following ho gy The Clarification of Tweezer Base Candles Example Dear Punch bh Tweezers Base candle design two days Candles standard mushtamil hota hai, jiss principal shamil dono candles do mukhalif variety ki sharpen k bawajood same low banati hai, design primary candles ki Tweezers Base candle design ki pehli light aik negative candle hoti hai, jo k costs k downtrending ya low costs region ko Trad Len Exchanging Strange Dear Poke bh Tweezers Base Candles design costs fundamental dealers ki adam dilchaspi ki waja se costs diagram standard banta hai, jiss principal pehli aur dosri candles same depressed spot se up side standard back ho jati hai. Tweezers base candle design aur Matchings low candle design dekhne fundamental same hen, lekin iss design primary dono candles ka shutting point same hona zarori bhi nahi hai, aur na howdy ye dono candles same negative candles hoti hai. Iss k elawa Tweezers base Candles design k candles k lower sides standard wick ya shadow bhi ho sakta hai, jiss se same point match karne se ya aik ka low dosre k Shadow k sath same low match karne standard bhi ye design total hota hai. Aor Punch Tweezers base candle design costs k lower sides standard aik long time spans ka Example hai, jiss primary candles k lower sides ki low costs same point standard hoti hai. Yanni pehli flame k low pricesya genuine body k point aur dosre light ki lower cost same depressed spot standard hota hai. Ye candles shadow samet ya shadow k bagher bhi ho sakti hai, lekin dono candles ka lower side same hona chaheye. Design standard exchanging se pehle affirmation bullish candle ka hona zarori hai, jo k aik genuine body k sath exorbitant cost standard close ho Jay gy aor Trad Stop misfortune say Ho Jay Gi.
                • #9 Collapse

                  Assalamu-Alaikum! Dear members Me umeed kerti hoke aap sb khair se hoge or ap sb ka forex trading py kam bahut acha chal rha hoga. Aj jis topic py hum baat kre gy wo Neeche mention hy. Tweezer Bottom, Tweezer Top, aur Indicators - Roman Urdu Mein Tafseelat Tweezer Bottom Tweezer Bottom ek technical analysis pattern hai jo kisi bhi financial market mein trend reversal ko indicate karne ke liye istemal hota hai. Is pattern mein, do consecutive candlesticks (mumkin hai ke bull aur bearish) hoti hain jo aik hi price level pe close hoti hain. Tweezer Bottom normally bearish trend ke baad paya jata hai aur future mein bullish trend ki starting ko point karta hai. Tafseelat Tweezer Bottom main pehli candlestick bearish hoti hai, matlab iski opening price upper side pe hoti hai aur closing price lower side pe. Dusri candlestick bhi bearish hoti hai, lekin iski opening price lower side pe hoti hai aur closing price pehli candlestick ki closing price ke kareeb hoti hai. Yeh pattern bearish trend ke baad paya jata hai, iska matlab hai ke market down jaa raha tha, lekin Tweezer Bottom ke appearance ke baad, bullish trend ki starting ho sakti hai. Tweezer Top Tweezer Top bhi ek technical analysis pattern hai, lekin yeh bullish trend ke baad paya jata hai aur future mein bearish trend ki starting ko indicate karta hai. Is pattern mein bhi do consecutive candlesticks hoti hain jo aik hi price level pe close hoti hain, lekin Tweezer Top main pehli candlestick bullish hoti hai aur dusri candlestick bearish hoti hai. Tafseelat Tweezer Top main pehli candlestick bullish hoti hai, matlab iski opening price lower side pe hoti hai aur closing price upper side pe. Dusri candlestick bhi bearish hoti hai, lekin iski opening price pehli candlestick ki closing price ke kareeb hoti hai aur closing price lower side pe hoti hai. Yeh pattern bullish trend ke baad paya jata hai, iska matlab hai ke market up jaa raha tha, lekin Tweezer Top ke appearance ke baad, bearish trend ki starting ho sakti hai. Indicators Isharaat Indicators financial markets mein trading aur investment ke liye ahem tools hain. Ye tools traders aur investors ko market ke trends aur price movements ko samajhne mein madadgar hotay hain. Kuch aham indicators hain Moving Averages Harkat Pazeer Averages Ye indicator market ke average prices ko track karta hai aur trend ko samajhne mein madadgar hota hai. Relative Strength Index (RSI) RSI overbought aur oversold conditions ko identify karne mein help karta hai, jo market reversals ki pehchan mein madadgar hoti hain. Bollinger Bands Bollinger Bands volatility aur price range ko measure karte hain, jo market ke future movements ko predict karne mein madadgar hoti hain. MACD Moving Average Convergence Divergence MACD short-term aur long-term moving averages ke beech ki convergence aur divergence ko track karta hai, trend changes ko detect karne ke liye. Stochastic Oscillator Stochastic Oscillator market ke momentum ko measure karta hai aur overbought ya oversold conditions ko identify karta hai. In indicators ka istemal traders aur investors apne trading aur investment decisions mein karte hain taake woh market ke trends aur price movements ko behtar tarike se samajh saken.
                  • #10 Collapse

                    Introduction of Tweezers Bottom Candlesticks Pattern Dear jab ISS Tweezers BOTTOM candlestick patterned prices main aik qisama kar double bottom candlestick pattern hai, jiss main muntakhib karda time frame main two black aur white candles same bearish point ko touch karke wapis upward reversal ho jati hai. Ye CANDLESTICKS pattern prices k bottoms ya low bearish trend main banta hai, jiss main do candlesticks same low point ko touch karne k baad bullish reversal ho jati hai. Pattern ki candles main pehli candle aik long real body wali BEARISH candle hoti hai, jiss k baad banne wali candle bhi Tweezers BOTTOM candlestick pattern two days CANDLESTICKS par mushtamil hota hai, jiss main shamil dono candles do mukhalif colour ki hone k bawajood same low banati hai, pattern main candles ki Tweezers BOTTOM candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo k prices k downtrending ya low prices say hi trad lon gy Trading with Tweezers Bottom Candlesticks Pattern sir jab say hi Tweezers BOTTOM CANDLES pattern prices main sellers ki adam dilchaspi ki waja se prices chart par banta hai, jiss main pehli aur dosri candles same low point se upward side par back ho jati hai. Tweezers bottom candlestick pattern aur Matchings low candlestick pattern dekhney main same hen, lekin iss pattern main dono candles ka closing point same hona zarori bhi nahi hai, aur na hi ye dono candles same bearish candles hoti hai. Iss k elawa Tweezers bottom CANDLESTICKS pattern k candles k lower sedides par wick ya shadow bhi ho sakta hai, jiss se same point match karne se ya aik ka low dosre k Shadowes k sath same low match karne par bhi ye pattern complete hota hai. Aor Jab Tweezers bottom candlestick pattern prices k lower sides par aik long timeframes ka PATTERN hai, jiss main candles k lower sides ki low prices same point par hoti hai. Yanni pehli candle k low pricesya real body k point aur dosre candle ki lower price same low point par hota hai. Ye candles shadow samet ya shadow k bager say hi possible ho jay ap ka ik hi thanks post ki quality kalye bhoot importent hy
                    • #11 Collapse

                      Introduction Forex trading mein technical analysis ka aham hissa hota hai jis mein traders charts aur price action ki madad se market ki movement ka andaza lagate hain. Ek aisi candlestick pattern jo traders ke liye bohat ahmiyat rakhti hai Tweezer Bottom aur Tweezer Top hai. Is article mein, hum Tweezer Bottom aur Tweezer Top candlestick pattern ke baray mein roman urdu mein baat karenge. Is ke sath sath, hum indicators ke baray mein bhi baat karenge. Tweezer Bottom Tweezer Bottom bullish reversal candlestick pattern hai jo typically downtrend ke doran dekha jata hai. Is pattern mein 2 candles hoti hain, ek long black (red) candle aur ek long lower shadow wali white (green) candle. Ye pattern bullish momentum ki wajah se form hota hai aur is ka matlab hota hai ke market ka downtrend khatam ho raha hai aur bullish trend shuru ho raha hai. Traders ko is signal ke baad buy positions lena chahiye. Tweezer Top Tweezer Top bearish reversal candlestick pattern hai jo typically uptrend ke doran dekha jata hai. Is pattern mein 2 candles hoti hain, ek long white (green) candle aur ek long upper shadow wali black (red) candle. Ye pattern bearish momentum ki wajah se form hota hai aur is ka matlab hota hai ke market ka uptrend khatam ho raha hai aur bearish trend shuru ho raha hai. Traders ko is signal ke baad sell positions lena chahiye. Indicators Indicators forex trading mein bohat ahmiyat rakhte hain. In ki madad se traders market trends aur price movements ko samajh sakte hain aur apni trading strategies bana sakte hain. Kuch popular indicators hain: 1. Moving Averages: Ye trend following indicator hai jo market ki trend ko identify karta hai. Moving averages ko chart par add karte hue traders short term aur long term trends ko identify kar sakte hain. 2. Relative Strength Index (RSI): Ye momentum oscillator hai jo price ki strength aur weakness ko measure karta hai. Is indicator ki madad se traders overbought aur oversold levels ko identify kar sakte hain aur trading signals generate kar sakte hain. 3. Bollinger Bands: Ye volatility indicator hai jo price ke around ek band create karta hai. Is indicator ki madad se traders price ke fluctuations ko identify kar sakte hain aur trading signals generate kar sakte hain. Conclusion Tweezer Bottom aur Tweezer Top candlestick pattern forex trading mein bohat ahmiyat rakhte hain. Ye patterns bullish aur bearish reversals ko identify karte hain aur traders ko buy aur sell signals provide karte hain. Is ke sath sath, indicators bhi traders ke liye bohat ahmiyat rakhte hain. In ki madad se traders market trends aur price movements ko identify kar sakte hain aur trading strategies bana sakte hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Introductions of Tweezes Bottoms Candlesticks Pattern Sir Jab bh Tweezers BOTTOMS candlestick patterned prices main aik qisama kar double bottom candlestick pattern hai, jiss main muntakhib karda time frame main two black aur white candles same bearish point ko touch karke wapis upward reversal ho jati hai. Ye CANDLESTICKS Pattern prices k bottoms ya low bearish trend main banta hai, jiss main do candlesticks same low point ko touch karne k baad bullish reversal ho jati hai. Pattern ki candles main pehli candle aik long real body wali BEARISH candle hoti hai, jiss k baad banne wali candle bhi Tweezers BOTTOM candlestick pattern two days CANDLESTICKS par mushtamil hota hai, jiss main shamil dono candles do mukhalif colour ki hone k bawajood same low banati hai, pattern main candles ki Tweezers BOTTOM candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo k prices k downtrending Say hi Followings ho gy Tradings with Tweezes Bottoms Candle My dear Ham Tweezers BOTTOMS CANDLES pattern prices main sellers ki adam dilchaspi ki waja se prices chart par banta hai, jiss main pehli aur dosri candles same low point se upward side par back ho jati hai. Tweezers bottom candlestick pattern aur Matchings low candlestick pattern dekhney main same hen, lekin iss pattern main dono candles ka closings point same hona zarori bhi nahi hai, aur na hi ye dono candles same bearish candles hoti hai. Iss k elawa Tweezers bottom CANDLESTICKS pattern k candles k lower sedides par wick ya shadow bhi ho sakta hai, jiss se same point matching karne se ya aik ka low dosre k Shadowes k sath same low match karne par bhi ye pattern complete hota hai. Aor Jab Tweezers bottom candlestick pattern prices k lower sides par aik long timeframes ka PATTERN hai, jiss main candles k lower sides ki low prices same point par hoti hai. Yanni pehli candle k low pricesya real body k point aur dosre candle ki lower price same low point par hota hai. Ye candles shadow samet ya shadow ka Sath

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X