Point Of View
Asslam O Alikum
Dosto aaj hum jis indicator ke bare main janne ke koshish karainge is indicator ke sahe or barwaqat istamal se trading main accoracy ko barha sakte hain or market se profit hasil karsakte hain
Coppock Curve Indicator .
Friends ye ek esa indicator hai jo humy market ki price momentum k bare main btata hai . Ye ek long time curve candlestick pattern hai . Is k sath humy ye pta chlta hai k market ki up trend main jayegi ya down trend main .is liye agr hum chahte hain k hm is main kamyab ho to us k liye indicator ki calculation krne k liye humy is k 10 moving average ka pta hona chaiye .isliye market k mouth average rate ka pta hona zroori hai tab hi hum indicator ko calculate kr k hm is main kamyab hon gy .
![Click image for larger version
Name: images (1).png
Views: 4
Size: 31.9 کلوبائٹ
ID: 12507611](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12507611&d=1642161393)
Importance of Coppock Curve Indicator
Coppock Curve ek technical indicator haiye humy signal deta hai market k market long sell main hai or long buy main .or is k sath Market k momentum chnge krne k signals bhi deta hai .mounthly candlestick chart k liye ye indicator use hota hai .
Agr indicator reading zero sy upr hoga to tab market sell ki taraf jayegi or tab humy sell ki trade open krni chaiye .or agr zero sy niche reading main jaye to tab market buy main hoti hai .
How to trade with Coppock Curve Indicator
hm is main tab hi kamyab ho skhte hain jab hmy pattern ki confirmation ho jaye .or jab trade zero line sy use hoti hai to ye traders ko buy ka a second signal provide kr rahi hoti hai ye us surt main hita hai jab market prices zero sy above move krti hai . Or jab market prices zero sy below move krti hai to tab humy sell ki trade open krni chaiye
Is tarah jab indicator ki confirmation ho jaye to us k sath others technical support ko bhi sath use krna chaiye . Is tarah humy is main long short both k signals milte hain . Tab hm trading main successful ho skhte hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим