Dear members, Forex trading me kamyabi k liy knowledge aur experience zarori hai. Candlesticks k knowledge k sath ap professional trader ban sakty hain. Candlesticks aur chart pattern say ap ko market understanding lainy me asani hoti hai. Yah ap ko market k current aur future trend k bary me btaty hain. Aj main ap sy bullish mat hold pattern price chart say related knowledge share krna chata hoon.
Basic knowledge of Bullish mat hold pattern:
Dear members, Yah Pattern five different candles aay mil kr banta hai. Is ko samjhny k liy ap ko her candle ko individually study krna Hoga.
1. First Candle: Is pattern ki pehli candle real body wali long bullish candle hoti hai. Is ka shadow nai hota ya na hony k braber hota hai.
2. Second Candle: is pattern ki dosri candle aik choti body wali bearish candle hoti hai. Yah pehli bearish candle se gap up open hoti hai, lekin close pehli candle ki real body main hoti hai.
3. Third Candle: is pattern ki third candle aik small real body main hoti hai, yah bearish candle ye bullish bhi ho sakti hai. Is ki pehchan yah hai k yah pehli candle k body range me hi banti hai.
4. Fourth Candle: is pattern ki fourth candle small bearish candles ki tarah banti hai. Ye candle bullish bhi ho sakti hai aur bearish bi. Yah teesri candle k top par banti hai.
5. Fifth Candle: is pattern ki fifth candle aik long real body wali candle hoti hai. Yah fourth candle k baad top par open hony k bad teeno small candles k low k pass close hoti hai. Yah candle bullish bi ho sakti ahai aur bearish bi. Yah long shadow k without hoti hai.
Meaning:
Dear members, Bullish mat hold pattern, bullish trend k bary me bata hai. Yah show krta hai k previous down trend khtum ho giya hai aur ab market me up trend start hony wala hai.
How to trade:
Dear members, Bullish Mat hold pattern buyers ki activation ko show krta hai, lekin kuch time k leye market main gap movement hoti hai. Is time buyers aur sellers, soch rahe hote hen, k trend continue ho ga ya trend reversal hona chaheye, lakin is pattern k banany k bad trend reversal hota hai. Bullish mat hold pattern ki formation k baad market main buy ki entry lani chaiy.
Chart explanation:
Dear members, main ny ap k sath is ka chart share kiya hai. Is say ap ko is pattern ki understanding lainy me asani ho gi aur ap acha profit earn kr sakty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим