Introduction of Sentimental analysis.
Friends Sentimental analysis ka use expert and professional traders karte hain, is sentiment analysis ke andar trader ke jazbaat ka jaiza liya jata hai aur uske manfi aur masbat jajbat ka jaiza le kar forex market ke andar trade lagai jaati hai. Is tarah agar ham sentimental analysis karna chahtey hain to first, hamain technical aur fundamental donon mein expert hona chahiey aur uske bad hamein ziada se zyada news ko read karna chahyie aur forex market ke sath zyada time tak rahana chahiye.
Basics for market sentiments.
Forex market ke andar sentimental analysis karnay kay liye experince mist hay hain jo minimum 10 se 12 years ka ho. Sentimental analysis basically market main traders ka woh behaviour hota hay jo aik security ko buy ya sell ka bata raha hota hay. Beshak ager news effect positive ho laikin ager traders buy karna chahin to market tab he buy hogi warna market aik spot per ruki rahy gi.
Importance of sentimental analysis in forex.
Frirnds, forex trading ke andar ham 3 types kay analysis karte hain jo keh bahut zaroori hain aur yeh aik three leg waly stool ki tarah hain, so, first type technical analysis jis mein ham price action ko use karty huye market ki present position ko dekhty hain support or resistance ko dekhte hain aur uske bad ham indicators ko follow karte hue trend ki strength ko find karte hain, keh ye uptrend hai ya strong downtrend hai. Second, hamen trade Lagane se pahle fundamental ko dekhna hota hay keh ham jis khas pair main trade laga rahe hain uski market position kia hay. Yani iski real value kia hay, jab ham iski haqeeqi value jan laity hain to phir ham market ka sentiment bhi jan paty hain air is tarah ager market reversal main bhi jaye to hamain yeh confident rehta hay keh real position is pair ki some more hay, youn ham kabhi bhi forex main nuqsan nai uthaty.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим