How to trade by using Aroon indicator and Aroon oscillator.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to trade by using Aroon indicator and Aroon oscillator.
    Aroon indicator.

    Aroon indicator wo indicator hai jo market ka trend or pair ya commodity ki price ko find karny k lae use kiya jata hai es k sath sath ye trend ki strength ko b measure karny k lae use kiya jata hai. Ye indicator highs or lows k darmiyan ma time mahloom karta hai. So strong uptrend ki sorat ma ye new high ko show karta hai. Es k sath sath ye strong downtrend ko new low sy share karta hai. Ye indicator signal deta hai jb es tarha hota hai or tb b signal deta hai jb es tarha ni hota. Ye indicator 2 lines par depend karta hai ik hoti ha aroon up line jo up trend ko find karny ma use hoti hai or ik hoti hai aroon down line jo down trend ko measure karny k liye use hoti hai. Aroon indicator date k 25 periods ko use karta hai or ye batat hai k ketny period high or low thy en 25 periods ma sy. Jb aroon up aroon down sy uper hu to yw bullish behaviour show karta hai or jb aroon down aroon up sy upar hai to ye downward signal show karta hai. Jb both lines ma cross over hota hai to ye trend change ko show karta hai. Aroon up or aroon down lines 0 sy 100 k darmeyan ma chalti rehti hain. Jb enki value 100 k kareeb ho to iska matlab hota hai market ma strong trend hai but jb ye lines 0 k pas hoti hai to iska matlab hota hai market ma weak trend hai. Aroon up jitna low hoga trend etna he weak ho ga.

    Click image for larger version

Name:	aroon-forex-indicator.gif
Views:	3
Size:	15.7 کلوبائٹ
ID:	12507424

    Aroon oscillator.

    Jb oscillator zero sy nechy ho ga to iska matlab hai k new trend start hony wala hai. Es ka matlab hai k aroon down aroon up ko nechy sy cross kary ga. Es ma low zayada banta hai agr ham esko high sy compare karyn to. Aroon oscillator aroon up or aroon down ko use karta hai oscillator ko bananay ma. Aroon up or aroon down periods ko measure karty hai last 25 high or low ma sy. Aroon oscillator zero ko cross karta hai jb aroon up aroon down k uper sy move karta hai. Aroon oscillator zero line par drop ho jata hai jb aroon down aroon up k nechy move kar rha hu.

    Click image for larger version

Name:	aroon-oscillator-mt4.gif
Views:	1
Size:	16.9 کلوبائٹ
ID:	12507426

    Same working procedure.

    Dear forex me aroon indicators aur aroon oscillator basically same hoty hen sur Inka working procedure hamesha technical indicator ki trha hota Hy technical indicators jo aap ki training ke dauran aapko market Ki Maut ke bare mein batati hain yah market Ka Sabka trend show Karti Hain aur usse aap gas karte hain aur aapko signal deti Hain ki aap bhaiya yah Sal Mein trade Karen tender indicators Forex mein bohat umeed kya mile technical indicator ko samajhna Forex make basic chij hai technical indicator ko samajhna Shuru kar bhejo trader uske liye trading bahut Aasan Ho Jaati Hai indicators Jo hote hain vah Hamari analysis Mein Hamari bahut jyada madad Karte Hain Jab Bhi aap market ke analysis Karte Hain To aap Logon ke technical indicators used kar rahe hain specially relative strength index indicator jo hai vah bahut hi Acha hai agar aap isko use karte hain to yah aap logon ko bahut acchi Tarah Se market ki condition ke bare mein batate auronext market mein kya hone wala hai Iske bare mein aap Logon Ko signal Dete Hain koshish Karke aap log technical indicator use karte hue Apne analysis acchi Tarah Se Karen Taki aap logon ko jo bhi trading entry Laga rahe hain usmein aap Logon Ko acchi Tarah Se Apna profit target complete ho sake indicators ko achy sy samaj kar is main mehnat sy kam karna chahiye her hi ha kamyab ho sakta hain or acha bonus hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar saky hain ham is main 24 ghanta main sy kisi be waqt kam kar sakte hain yeh ek asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zaroorat nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain.

    Click image for larger version

Name:	Aroon_Oscillator.png
Views:	1
Size:	3.0 کلوبائٹ
ID:	12507427

    Calculation of Aroon Indicator.
    • Aroon indicator last 25 period k High/lows ko track karta ha.
    • Is indicator man last high/low k periods ko note kia jata ha.
    • In up aur down ko Aroon Formula man put kia jata ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How to trade by using Aroon indicator and Aroon oscillator.

    Sal Mein trade Karen tender indicators Forex mein bohat umeed kya mile technical indicator ko samajhna Forex make basic chij hai technical indicator ko samajhna Shuru kar bhejo trader uske liye trading bahut Aasan Ho Jaati Hai indicators Jo hote hain vah Hamari analysis Mein Hamari bahut jyada madad Karte Hain Jab Bhi aap market ke analysis Karte Hain To aap Logon ke technical indicators used kar rahe hain specially relative strength index indicator jo hai vah bahut hi all of forex trader is very us foll tender bast indcator us in forex trading and succfull tradin

    اب آن لائن

    Working...
    X