kiya ap apni loss wali trades ko band kar dete hu?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1021 Collapse

    main aaapni loss wali trade ko kaaab b band nhe kaogi na kabi band hone dugi small lot say main trade opan akrogi agar main small lot say trade opan akrogi tu lazmi baaat ye hain k meri trade wapis entry poit pay aa skti hain qk merkast ko main ne bhot dekha hain vo na kabi itni up gai hain or na kabi itni down k down he gai ho aaap loss say nikal skte hain aram sya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1022 Collapse

      loss wali trade hamy us waqat itna nuksan nahi dyti jb hm ny us trade ka t.p or s.l select kya hota he is sy bohot bary loos sy bacha ja sakta he. agar aap ny t.p or s.l nhi lagaya hota to ek time par apko lagta he k is trade main hmy loss ho sakta he markeet ek dam change hoi he to main apni loss wali trade ko finish kar dyta hn taky or loss hony sy bacha ja saky.
      • #1023 Collapse

        Jessica Pucha gaya tha kya Keh apni loss wali trading hum band kar dete hain toh main aisa nahi karta balkay IS par kaam karta Rehta Hun Ta ki koshish karne se Insaan Kamyab ho sakta hai aur koshish Kabhi Na kaam nahi hoti
         
        • #1024 Collapse

          Dear Agar Ap Ko Forex Trading me loss hota hai to ap apna experince acha karian aor trade close na karain wo wapid apny point par zaroor ati hai warna ap ka loss ho sakhta hai close karne se..
          • #1025 Collapse

            Main 2 years sy trading kar raha hun aur 4/5 real accounts main kam kia hy. Lekin har bar main aik hi ghalti kar jata hun k apni loss main janey wali trade ko close nhi karta balke es ka profit mai anay ka wait karta hun aur es traha main ney apney real account wash karwa deey hen. Friend hamesha SL k sath trading karen plaz.
            • #1026 Collapse

              Bhai main tu aapko yehi mashwara don ga keh, aap hamesha har trade main Stop loss zaroor use karain taa keh Margin call ki nobatt hi naa aey. agar successful trader ban'na hai aur proper capital management seekhni hai tu SL zaror use karain. sub kuch lose karnay say behtar hai keh, kuch hissa hi lose kia jaey.
              • #1027 Collapse

                Jab munhe kisis trade oai ziada loss hota hai to main wait krta hon k ye meri trade loss sy profit main ajai laikin jab wo market mere profit side oai nahi ati to main trade ko hata daita hon
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #1028 Collapse

                  jee ha bhai ham close bhi kr sakty ha qk agar apki tarde loss ma ja rhi ha or ap chaty ha kay apko isay zida loss nai ho to apni trade ko close bhi kr sakty ha islay ap stop loss bhi lagaya kry isay apko zida loss nai hota ha balkay ap aek achi earning bhi kr sakty ha islay bs apko dakh kr trading krni chahiye
                  • #1029 Collapse

                    nhe asa nhe kanra chaiye hum ko chakiye k hum loss wali trader ko band na kare asa karne say hamara account b khatam ho jyga is liye hum ko wait karna hoga jaaab tak hamri trade loss say nikal na jy agar haamri trade loss say nikal jati hain tu hum ko chaiey k hum pher apni trade closs kare ya propar tariqa say hum sl use kare
                    • #1030 Collapse

                      forex business Mei Yeh jaroori nhi hai ki aapki trade open hote hi profit Mei as jaaye kabhi kabhi aapko man mutabik result ke liye rukna parta hai patients rakhna parta hai isi hi money management kehte hai Money management aapke risk Ko define karta hai Mei bhi apni open trade Mei jab tak loss bear krta Hun jab tak maine use define Kiya hua hai aapko apni har trade Mei loss ratio pehle se tag karna hoga risk to forex mei Lena hi parega agar aap risk taking person nhi hai to forex business aapke liye nhi hai
                      • #1031 Collapse

                        Bahut Sare log toh aisa Karte Hain Jisko loss ho raha hota hai woh apni post ko close kar dete Hain entry close kar dete hain lekin no such a trader hote hain woh long term is working karna chahte hain aur aap ne state Coke open rakhte Hain
                         
                        • #1032 Collapse

                          Bhai mein ap ko is mein yahe bat kaho ge kah ya ap par depend karta hai kah ap ka knowledge kitna hai is ka bara mein agr ap ka pas acha knowledge hai or ap ko pta hai kah market ab yaha sa itna move kara ge or move hona ka bad yha tak aya ge tab ap usa chlana dain agr ap ko ni pata tab ap kuch pips ka stop loss lazmi use karin takh ap ka account wash na ho jaya.
                          • #1033 Collapse

                            Mairy khyal mai kuch loss zyada loss say behtar hai some time jab trade loss mai chale jati hai tau bohot say log trade close nahi kartay jis ki waja say loss aor zyada ho jati hai ao akhir kar account wash out ho jata hai es say behtar hai k stop loss option ko active kary aor jab agar trade wrong side par jaye tau zyada loss say bacha jaye .
                            • #1034 Collapse

                              Agar order Mein Zyada loss ho raha ho tu apne order ko band hai kar dena chahiye Zyada 9 se behtar hai ki kam loss mein Apne order ko band kar do tark Aur Zyada loss Na Ho aur aapka account to wash Na Ho isliye baithe hai ke thoda loss Leke Apne order ko band kar do Taki Dobara be aap trading kar sake aur order sake
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1035 Collapse

                                g nahi mai apni forex mein loss wali trades ko market daikh kar close karta hn, or maiapni trades start karny sy pehly market k analysis ko daikh kar trade karta hn. so loss k chanses kam hoty hein. or meri zaida tart trade loss mein nahi jati. so mai apko bhi yehio mashwara daita hn k forex mein aap bhi daikh hi trades ko start kia karein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X