kiya ap apni loss wali trades ko band kar dete hu?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    Forex is a business of both profit and loss and so if you suffer loss then i encourage that you do not get frustrated over it because loss makes us more experience and so we must make sure that we learn from the loss and then never repeat it again. loss can only be stressful if you are a new trader
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      agr humen es main lag raha ho k trade ghalt ja rahi hy or es main mazid loss hoga to humen usy ct kr daina chahye or es main stop loss ka humen ziada istamal krna chahye taky risk na ho
      its my Fb Address
      www.facebook.com/Sunny.Sumra
      Skype: Sunny_Sumra:o
      • #573 Collapse

        G han me apni loss wali trade ko band kar daita hn lakin tb jb wo zyada loss me ja rahi hoti ha lakin jb meri trade itni loss me nahi hoti tu me us ko band nahi kartaa hn kyun k market kabhi bhi ulat jati haa is liye forex me hmeshah soch smjh kar kam laina chahey
        • #574 Collapse

          nhe bhai jaan mai to demo acount he use kar raha hu and mje b demo mai loss howa ta per mai samjta hu humay lots lagane say pehle ache say news ko follow kar lene chaiye
          • #575 Collapse

            yh market ki movement par hota he ke ham kese trade karte hen or hamari trading par bhe boht depend krta he ke ham ne kese trade karni he or kistrah se ham apni trade me win kar skate hen baki ham ko chhaie ke ham apni har trade me munasib stop loss ka use karen
            • #576 Collapse

              ager humari trade loss main ja rahi ho to phir humein wait karna chahiye to phir hamari trade zaror positive main aa jaye gi aur humen preshan nai hona chahiye balkay himmat k sath kam leina chahiye
              • #577 Collapse

                G han meri trade jo bht zyada loss me ja rahi ho tu me us ko band kaar daitaa hn lakin jo kam loss me hoti ha me us ko nahi band karta hn kyun k market kabhi bhi badal jati haa is ka khuch nahi pata hmen k kab market badly gi or kab nahi..
                • #578 Collapse

                  jee bhai jaan aisa hy ekey aap ko is kaa mey loss or prfoti dono ko daikna hoga is mey aap ko loss ho jaye tho aap ko wo trade agar pata ho tho close kar dena chaiye or isi mey faida lena chaiey
                  • #579 Collapse

                    Dear sir main apni loss walai trade ko apnay free margin kay hasab say band ya chalta rehany deta hon agar free margin ziada ho to loss wali trade ko band nahi karna chahyie. agar account wash honay ka khtra ho band kar dena chahyie.
                    • #580 Collapse

                      yeah! brother loss wali trade ko hum asani sy close kar sakty hain but zyda loss na ho is k lye trade ko close kar dena ya zyda best hai agar ap loss ma jany wali trade ko close karen gy tw bhot bary loss hony sy ap bach sakty hai or ap ka balance bach jaye ga
                      • #581 Collapse

                        abhi tak is kaam par pohancha nahin hun to iske baare main apko main kuch bol kay khamakha apka time bar baad nahin karna chahta hun main to khud abhi practice main hun learn kar raha hun
                        • #582 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                          aksar hamari trades buhut dino se loss mai rehti hain aur kabhi uper ati hain laikin zada tar mazeed loss mai jati rehti hain aur aik din ap ko margin call mil jati hai tu kia loss wali trades ko band kar dena chaiye ya wait karna chaiye?
                          main nay apnay tajurbay say yehi seekha hay kay thora nuqsan bardasht kar lena ziada nuqsan karwanay say behtar hay is lye stop loss ka use lazmi karain
                          • #583 Collapse

                            main jab daikhta hun k ye ziada loss dainey wali hain to main us ko band kar daita hun aur us k bad is ko reacover karna hta hai
                            • #584 Collapse

                              han jin trades main humain loss hota ya to stop loss use kar lete hain ya phir trades ko close kar dete hain vaise trading agar ap sahi lagayen gen to ap ko loss nahin ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                Mai apni loss wali lot ko tab close karta ho jab mai samjho k mai yaha par hedging nhi kar sakta lekin ziada tar mai apni loss wali lots ko hedging k zariye loss hone se bacha leta ho kyu k hedging wo wahid tarika hai jis ko MAKE USE OF kar k hum trading me apna loss recover kar sakty hai as well as is usually se apni loss wali lot ko bhi profit me la sakty hai mai jab hedging karta ho for you to mai apny analysis perfect karta ho or perhaps phir selling ya buying wali lot jab 1 pip k bhi income me a great jaye to be able to mai you ko close kar k market k then trend se apni loss wali lot ko bhi revenue me le ata ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X