kiya ap apni loss wali trades ko band kar dete hu?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    yes ager ap ko zyada loss ho rha hy or ap ko lagta hy k mazed apko is trade sy or loss ho ga to behter yeh hy k is trade ko band kr den
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      ma to abi first time karne ja rahi ho lakin demo account me practice k waqt loss hota tha to ma trading ko ak ya do din tak dakhti thi k kia market set ho jay ge profit pe to ma is me kamyab b ho jati thi,i think trade ka thora w8 karna chaia.
      • #243 Collapse

        mare dost yer mare khyal me agher ap ky pass big capital ha bonus ka tu yer ap ko loss wali trade ko band ni karan chay is ka koi fada tu ni but loss ha hi ha mare dost in forex trading business market yer ap open trading karo.
        • #244 Collapse

          Jab b trader mjhay kisi trade mainzayada loss ho to is ko main band kar data hon or yon zayada loss or account kay wash honay say bach jata hon or is kay badlay aik new trade laga lata hon . or pher us say apna profit hasil kartahon . or apna loss cover kar lata hon .
          • #245 Collapse

            G han mn trading stop loss k sath krta hon stop loss achi cheez hy ye hum ko ziada loss hone se save rakhta hy agar open order rakhn ge to wo ap k sare account ko empty kr skta hy.
             
            • #246 Collapse

              yeh loss par depend kssarta hy agar humara loss ziadsa ho raha hy tu hum ko trade main bajaye is kay ziada loss ho hum ko trade close kar deni chahye .agar kam hy tu wait kar lani chahye ho sakt hy kay humara loss kprofit main badal jaye
              • #247 Collapse

                G han kabhi kabhar lekin me to ap ko sirf ye hi batana chahu ga k ap kisi bhi trade ko jald bazi me band na kren q k ap ne agar esa kia to ap ko sirf loss hi ho ga is se is liye me ap ko yehi kahu ga ke ap is ko kuch din chalny dia kren
                • #248 Collapse

                  Brother men stop loss use karta hun kyoun ke mujhey pata he ke mene aik limit ke hisaab se stop loss lagana he agar men stop loss use nai karun ga tou mujhey bohat sahat loss bi hosakta he light ki problem ki wajah se
                  • #249 Collapse

                    ager is tarha ka masla hai k ap loss me jarahen hai to ap ye kar sakten hai k loss wali trade ko delt kar k ap nai trade laga den ye bheter ho ga shayed ap ko profit hojaye.
                    • #250 Collapse

                      asslam o alikum dear's yes dear kuch log ha jo apne losss ma jany wale trader close kar daty ha humy us wakat loss wale trader close akrne cahye jab humy ache trarha pata ho ky ya trader our loss ma jay ge nhe to takreban har trader loss sy kabe na kabe profit ma a he jate ha.
                      • #251 Collapse

                        my dear mere khayl me to hamy is forex trading business me zyada se zyada profit hasil karny k liy apny trad ko kuch loss m jany se nahi rokmna chahiy balky wait or sabar karna chahiy magr ap ki trade agr ap k account ko b kharab klar rahi ho to ap ko wo trade band kar deni chahiy
                        • #252 Collapse

                          apnay ek acha sawal pocha ha aur akser logon ko is baat ki samaj bhi naih a rahi hoti ha k wo is situation main kaya kerain tu mainay bhi ye experince ker k dekha ha aur yahi seekha ha k aap apni loss main janay wali trade ko jitna juldi hosakta ha close kerdain bhat din tek market k return hona ka wait nahi kerna chaiye hain aur ager lot size bara ha tu phir tu bhat zaroori hota ha close kerdena
                           
                          • #253 Collapse

                            agar ap apna account bachana chahte hain to apne account mein stop loss zaroor use karein is se ap ki agar loss mein hai to wo khud hi close hojaye gi aur ap ko 1 aur moka mil jaye ga profit banane ka agar ap nahi karein ge to ap ka poora account ur jaye ga aur wash hojaye ga .
                            • #254 Collapse

                              Brother sab se pehly tu main ye dekhta hn k mujhy kisi bhi trade main loss na ho aur jab kisi main loss chal rha ho tu main dekhta hn k mere pass kitna free margin hai aur agr free margin kam ho tu phir main hedging he ka tareeqa choose karta hn.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                ko nahin band karte kyon kai agar ham nikal dein to hamein loss ho jaey ga to hamein intizar karna chahiye ke wo trades profit mein aa jaey . IS ke barey mein he ke patience is the key to success. hoa hai or app ko loss ho raha hai so app ko trade kabhi bi band nahi karna chaei kun k market ka kuch pata nahi hta loss me ja rehi hti ai achanak app k profit me chali jati hai so app ko sabr or tahmul se kam lena chahei ... ................

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X