kiya ap apni loss wali trades ko band kar dete hu?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    ji nahi mene to abhi is business me kabhi trading ki he nahi hai me just is ko learn kar raha hun an dseekh raha hun me bas yahi chahta hun ke jab me real account open karun to mujhko is me profit ho jaye .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      apnay bara acha sawal kia ha ye asai problm ha jikso mainay kafi dafa face kia ha aur acha khasa loss bhi kerwaya ha tu is k lia mainay tu yahi seekh ah k buss thora say loss zyada honay lagay tu wait na kerain trade forun close kerdain market humeray against hi rehti ha zyada ter islia risk na lain
       
      • #168 Collapse

        mera itna experience naheen hay forex par lakin itna janta hun k loss wali trade ka koi faida naheen hota hay apko dbara say kaam karna parta hy usay delete hi kar dyna chahye taaky wo apki profile par show na ho or apki profile theak rahy customers k samny. so loss wali trade ko delete kardo or theak say kaam karo dbara say takky ab ki bar kam theak hu.
        • #169 Collapse

          g bilkul jab kjhe lagta hai k ab is ko continue karne ka koi faida ni hai tu me is ko band kar deta hun or dobara se try karta hun ye ak best online business hai sab k lea i like it very much.
          • #170 Collapse

            Agar ap k account me itna amount hai k agr ap loss wali trade ko band nai kar rahay hain aur wo jahan se dubara wapis aati hai tou ap us trade ko band na karen aur agar ap k account men amount itna nai hai aur ap samajtay hain k apka account wash ho saktahi tou beshak ap us trade ko band karden.
             
            • #171 Collapse

              bhai jan jha tak mera khayal ha k jb b hm koi tarde open karty han to wo aik na aik dafa plus mai zaroor ati ha ios lai hamin thora wait kar lyna chahia na l loss mai band kar dyni chahia tardes ko
               
              • #172 Collapse

                agar apke account mien itna balance ha k ap loss bardasht kar sako to loss wali trade katna bewakoofi ha or is thra trade ko chalte rehna dena chahiye inshaAllah profit a jaey ga kuch time mien
                • #173 Collapse

                  dear humein market mien order place kerne se pehle marker ko analyze kerna chahie and than order place kerna chaie or humein market k support and resistance ko dekhte hoy stop lose and take profit set kerna chaie.humein trailing stop lazmi use kerna chaie qiun k forex bohut riksy business he.
                  • #174 Collapse

                    yea dear meri trading ki set capacity ha isi trh profit aur loss ki bh meri capacity ha ... jab trade meri limit se kaafi loss ma chali jati ha to ofc ma wo trades bnd krdyta hn un par mazeed rely nh krta ..
                    • #175 Collapse

                      Dear apko har trade open krne se pehle yeh baat tasleem krni chaiyeh k ap ki yeh trade ya profit main jaegi ya loss main or ek bar stop loss set krne k bad sirf reduce krne k liyeh hi stop loss ho hilaya jae stop level barhana apke account k liyeh zehr hai.
                      • #176 Collapse

                        nai me band nai karti aksar esa hota hai logon k sath k unhe jab mustaqil loss rehta hai toh wo band kardete hain jo ni karna chyea balke ek suljhi hui planning k sath restart lena chye k loss na ho overcome kar sakein
                        • #177 Collapse

                          my dear friend sab e pehli bat yai kay ap koshish karain kay wo trades kholay hee aheen jo loss mein jarahee hon.lekin agar ap koi trade open karchukay hon or wo loss ei jaraha ho to usko foran band karnay kee zaroorat nahee hai.agar kch time tak wo sif loss mein jatee rahay to trade close kardain.foran close na karain.ki pata apko faida hojaye.
                          • #178 Collapse

                            hmmm jo trades aap ki loss mein rehte hain us ko aap aik had tak open rakhte q ke chances hote hain market flow change hone ka but aap ko asa kam kerna chaye q ke is se aap ka account ko khatra hai is liye aap stop loss use kerein woh aap ke account ke liye acha hai.
                            • #179 Collapse

                              agar kisi trade me loss hote hai to wo hum band nahi karte balke market news per depend rakhte hai aur wait karte hai dusre din ka yea fir teesre din kaa usme wo profit me aajati hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                ji han me kar deta hun or kabhi kabhi nahi bhi karta hun , jab mujhko lagta hai ke yeh ziada wrong jane wali hai tab me close kar deta hun warna chalne deta hun or kabhi kabhi loss hota hai warna mostly mujhko profits he milty hain .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X