kiya ap apni loss wali trades ko band kar dete hu?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    loss aor profit har business ka hisa hota hy agar koi loss ma jata hy aor trad vlose nai karta hy tu wo aor loss ma jata hy. es liya lalach nai karni chahiye.
    lalach hi insan ko aksar dabo deti hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      bat darasal ye hai k aggr app ne trade lagaye a hoa hai or app ko loss ho raha hai so app ko trade kabhi bi band nahi karna chaei kun k market ka kuch pata nahi hta loss me ja rehi hti ai achanak app k profit me chali jati hai so app ko sabr or tahmul se kam lena chahei ...
      • #78 Collapse

        jnab mery khyal say aisy nahe karna chaiya balkah apny loss ke waja ka pta krian aur jin mistakes ke waja say aap ko loss hota hay un par kabu paian aur un ko repeat na hony dain aur apny knowledge aur experience may izafa krian aur mehnat say kaam krian ta k loss say bach kar profit hasil kar sakian
        • #79 Collapse

          apni loss wali trade ma stop loss per kat deta hoon kyou k ma na ya asool bana liya haa k ager app ko profit chahiya to app ko stop loss per kam karna ho ga our app tub hi aik kamyab trader bun sakta hoo warna app kbi bi acha trader nai bun sakta our lazmi stop loss per kam krna chahiya apni loss wali trade cat deni chahiya ager app apni loss wali trade nai katoo ga to app ka acount wash ho jaha ga
          • #80 Collapse

            deear mery khayal main ager aap tarad kar rahy hain or aap ko losses ho rahain hai or profit nahi ho raha to to business k asool k mutabiq filhal aap ko us trade ko close karna chahye sahi waqat aany par phar us trade kop aap dubara start karain
            Azadar Morai
            • #81 Collapse

              forex trading aik bohat acha business hai is mai ham jitni learning kary gy ham is mai utni hi earning kar sakty hain and mai forex trading mai abhi posting karta hun mai ny abhi trading start ni ki hai mai is mai ziada sy ziada hard working karta hun ta k mai aik kamayab trader ban skun
              • #82 Collapse

                jab apko treding me loss ho jana shoro ho jaye k forex treding me loss dar los ho jaye tu behtar yahi he k ap os treding ko band kar den kiun zehni tenshan ban jati he ,wese treding ki eak khas bat he k is bussness me maza ata he kiun k profit ya loss .lazmi hota he but loss k bad jab profit hota he tu tens khatam ho jati he
                • #83 Collapse

                  yeh to ap k analysis aur emotions pay depend krta hai k ap ki trade agr loss main ja rai hai to ap close krtay ho ya rehnay detay ho, agr ap ko lagta eh k market apk analysis k mutabic movement kry gi to ap trade ko close na kro...
                  • #84 Collapse

                    bhai jan aap ka sawal bohat hi acha hay k aap apni loss wali trades ko band kar dete hen jahan tak mera kheyal hay k hum apni loss wali trades ko band kar dete hen dekhen aggr aap band nai karte to aap ko loss hi hota jae ga han aggr aap k pas belance ziada hay to aap wait kar len ok
                    • #85 Collapse

                      agar app ko loss wali lot band karni he to app ko time par decision lena pary ga, other wise sabr karen long term trading men app ko wohi lot profit bhi dy sakti he,
                      • #86 Collapse

                        Well, dear ye aap k capital pr depend krta hy k aap ny ju trade lgai hy us ma aap ktna loss afford kr sakty hain. mery khyal ma tu kam capital k sath short trading krni chahy. long nhe. han agr koi trade aysi hy k js k bary ma aap ko yaqeen hy k wo aap ko profit dygi tu phr aap ko thora buht wait zarur krna chahy.
                        • #87 Collapse

                          nahan bhai jan man abhe larning kr rha hon man bonas bna rha hon abhe tak trading nahan ke ese liy mujhy abhe es k bary man pta nahan ha k loss wale tradeband ho sakti ha ya nahan.
                          • #88 Collapse

                            no main apni loss wali trades ko clse nahe kerta khoe ky is tra loss hota hai forex trading main wait kerta ho k kes waqat loss kahtam ho aur market profit main aye tab main dobara forex main tarding kerta ho
                            • #89 Collapse

                              dear ap nay ik acha sawal keya hay kay kya ap apni loss wali trade band kertay hani ya nahe to may to band nahe kerta q kay mujahay is say koi arj nahe hota ha losss hota hay mage rclose nahe kerta ik moka a jata hay level may close ker daita hu
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                bilkol thik kaha hay ap nay ha ham apni trade ko jis may ham ko loss honay ka khtara hota hay k hamra account khli na ho jay to ap os trade ko bend kar k ik dosri trade open kar sakty hay is sy ap ki trade ko or ap ko profit ka chence mil jata hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X