kiya ap apni loss wali trades ko band kar dete hu?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    bhai jaan bazz dfa loss wali trades ko bnd kerna hi perta ha ager ap isy bnd na kerin tu kya pta market again and again ap ki trade k against chli jaye or ap ko 1 buht bry loss ka samna kerna pery ma tu trade hamesha stop loss use ker k kerta hon ager market trend change b kerti ha tu sl hit ho jaye ga or zyada loss sy bach jaon ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      yar good question but it actually depends upon the condition that if it seems k market trend aik dum se change horaha hai or loss barh raha hai to ma kat daita hoon or agar ziada margin hota hai to hedging kar key trades lock kar daita hoon mai agar short term trade ho to amoman stop loss pe bi cut jati hai
      • #63 Collapse

        I think the trader who is is such kind of problem he/she need to stop trading for some days and need to learn again about the business. Then they can start again with the new experience.
        • #64 Collapse

          I never close my loss trades. I patiently wait for the right time when it will come in a small profit or in a balance position. only then I close the trades. Thanks a lot for the post.
          • #65 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: m irfan پيغام ديکھيے
            bhai main abhi tak is kaam par pohancha nahin hun to iske baare main apko main kuch bol kay khamakha apka time bar baad nahin karna chahta hun main to khud abhi practice main hun learn kar raha hun
            nai aisa nai kar sakta hum apni loss wali trader ko bund nai kar sakta is ke liya behtar solution nikalta hai k kis tarah loss ko roka ja sake. best trader woh hota hai jo apni mistake ko agree kare
            • #66 Collapse

              brother pehli baat to yeh kay main bina stop loss kay koi trade nahin karti ager stop loss na use karo aur trade open kar dun aur woh loss main chali jati hai to us kay opposite aik aur trade open kar deti hoon.
              • #67 Collapse

                main Samajhtaa hon K Stoploss Ko must use Karna Chahiyee... is Say bara Faida hotaa hai...Agar Ap Target bana lain K market meray Analysis k mutabik Mujhe 0.01 ki lot par 2 $ profit dy Sakti hai Tou nuksaan ko 1.50 $ Tak zaroor lagayen... main samajhtaa hon k tade ko closs Kar Dena Sahi nahin hai Aisay kafi loss hotaa hai magar Stoploss Say Ap ye Faida ho Ga k Agar Ap Ki Ek trade loss main Gai tou Aap market Ko or zyada Achay Tarikay Say Analysis Kar k trading Karain Gy.
                Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                • #68 Collapse

                  dear yeah humesha market kay trend par depend karta hay kyu kay forex trading business me market kay trend change hhota rehta hay aur agar market opposite direction me ja rehi hay to me loss wali trade ko close kar deta hu.
                  • #69 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                    aksar hamari trades buhut dino se loss mai rehti hain aur kabhi uper ati hain laikin zada tar mazeed loss mai jati rehti hain aur aik din ap ko margin call mil jati hai tu kia loss wali trades ko band kar dena chaiye ya wait karna chaiye?
                    yes men apni hr trade stop loss k sath krti hon or jo b trade loss men jati he wo aik hd tk ja k close ho jati he ta k mera capital zero na ho
                     
                    • #70 Collapse

                      trading mainappko loss hota to hai lakin muhey loss ho bhi jaye to main fight karta rehta hu kyu kay gar hum trades main pani trade ko bacha nai saktay hain to hum phir trader nai ban saktay hain isi leyeh main koshish karta hu kay trade main loss na honay du.
                      • #71 Collapse

                        bhai jaan mein tab tak apney loss waley trade ko band nahi kartha jab tak woh rsistance point yeh phir support level touch na kar ley kiyun mein hamesha small lot use kartha hoon isliya mujey ziyada nuqsaa nahi hota aur mein hamesha usey next trade mein recover kar leta hoon forex mein small lot use karna bohut hi zaroori hai har trader k liya ...
                        • #72 Collapse

                          this is god qustion jub app ki trade loss ma ja rehy hoo to app ko chyea k app wa8 keroo or or alylissiz ko study karnoo woo kia bol rehy han agrr app ko samij nehy a rehy too app us ko choto loss par cat doo
                          • #73 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: abid rafique
                            Dear traders agar apko trading main zayada loss ho hata haor ap kay account ko khatra hota ha. to bahter ha apapney is trade ko close kar dain or aik or new trade laga lain. is tarha ap ko profit ka aik or moka mil jaya ga. or ap ka account b bakey rahay ga.
                            Han bhai sahi baat hai agar hume hamare trade se khatra ho matlab jab hamari trade loss me ja rahi ho aur hamare pass investment ziyada nahi ho to hume apni use trade ko close kar deni chayye...
                             
                            • #74 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                              aksar hamari trades buhut dino se loss mai rehti hain aur kabhi uper ati hain laikin zada tar mazeed loss mai jati rehti hain aur aik din ap ko margin call mil jati hai tu kia loss wali trades ko band kar dena chaiye ya wait karna chaiye?
                              Jee bhai main abhi demo per practice kar raha hon aur meri trade kai dafa loss main ja chuki hai lekin main uss loss ko recover karny kay liye ussi pair main aik aur trade laga deta hon agar pehli trade buy ki hoti hai aur loss main ja rahi hoti hai tu main sell ki trade laga deta hon ussi pair main iss tarah kafi had tak loss recover ho jata hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                agr aapne apni trade kisi logic ya proven system ke mutabik open ki hai tu ap ko itna fear nhn hota kyo ke ap confident hote hai agr mujhe profit nhn mila is trade se tu kum se kum is trade ko breakeven pe close kr do ga aur is se ap ko trade khud close nhn krni padhti ya phr margin call nhn ati hai agr ap ne lot size sahe select kya hua hai tu ap ko trade breakeven pe close krne ka chance mil jata hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X