Zigzag indicators movement and analysis?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zigzag indicators movement and analysis?
    Introduction:
    ASSALAM O ALAKUM! kya hal he ap ka umeed krti ho sb khyrit se ho gy or forex trading me achi working kr rhe ho ge. Friends Forex pe trading krne k liy hme kafi experience ki zruet he ta k hm acha profit hasil kr ske. Market buht tezi se upr neche jati he jis se hme kbi to profit hota he kbi hm loss me a jate he. Friends aj hm bt kre ge zigzag k bare me h hm is ko forex me kase use kre gy.

    ZIGZAG TREND TRADIN:
    Friends, Jab bhi prices pehlay say select ki hui variables say kam ya ziada hoti hain to zig zag indicator chart par un kay points bnata ha, jin ko straight lines say join kia jata hay, ye indicator prices kay trends ko bhi identify karnay main boht support karta ha, ya prices ki fluctuation aur trend changes ko show karnay kay rujhan ma changings ko khatam karta ha, zig zag lines us waqt appear hoti hain jab price ki moment swing high aur swing low kay darmian hoti hay jo aik fixed percentage sa ziada ho, ye indicator aksar 5% ki minor price moment ko clear kar kay trend ko tamam time formats ma samajhnay kay liay easy bnata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (81).jpeg
Views:	2
Size:	59.8 کلوبائٹ
ID:	12507086

    READING THE ZIGZAG INDICATOR:
    Zigzag indicator ki reading bahut easy and simplified hay. Yeh indicator hamain trend ki direction batata hay. Ager yeh lower left say right side per up ja raha ho to yeh price rising ka batata hay aur trend kay up rehny ka signal day raha hota hay. Aur ager yeh upper left say lower right ki taraf show ho raha ho to yeh price kay nichy any ka aur trend kay bearish rehny ka signal day raha hota hay. Is say hamain na sirf general signals milty hain balkeh overall market states ka bhi pata chal jata hay. Ab ham sirf in signals ki base per bhi trade nai kar sakty, laikin yeh indicator hamain market ki direction ka aik overall idea day daita hay jis say ham mazeed hikmat-e-amli apnaty hain.


    Click image for larger version

Name:	images (67).png
Views:	4
Size:	19.4 کلوبائٹ
ID:	12507088

    ANALYSIS OF ZIGZAG INDICATOR:
    Dear Friends Zig zag indicator simple indicator hai jis waja say yeh hamain trend ki direction kay elawah baqi kisi factor kay bary main nai batata. Es liye yeh hamesha alone use nai kia ja sakta balky esko kisi aur technical indicators ya tool kay sath mela kar use kia jata hai. Yeh longer time frame main best kam karta hai jab kay yeh sideway ya choppy market mai less work karta hai. But eska ik or benefit yeh hai kay ye adjustable and customizeable hai jis waja say traders esko like karty hain aur apny hisab say esko edit kar latyn hain. Traders es indicator say sirf trend ki direction ka pata chala kar rectify kartyn hain aur baqi indicators kay sath market kay volume, momentum or strength ko find out kar latay hain.


    Click image for larger version

Name:	images (66).png
Views:	10
Size:	20.0 کلوبائٹ
ID:	12507089
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zigzag indicators movement and analysis?

    Dear aapane bahut acchi acchi information apni post Mein Hamare Sath share Ki Hai no doubt zigzag indicator Ek bahut hi important indicator hota hai jo aapki bahut jyada help Karta Hai zigzag indicator ko samajhne ke liye sabse pahle Humko yah dekhna Hoga Ki zigzag market Mein Mohammed kaun si hoti hai aur usko note karne ke liye Ham zigzag indicator ka istemal kaise karte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (41).png
Views:	10
Size:	20.0 کلوبائٹ
ID:	12371249

    Zig zag pattern :

    Dear jab market ki movement Kuchh limits ke andar hoti hai aur kuchh Upar jaane ke bad FIR down aati hai aur ISI Tarah market Ek channel Mein Apni movement ko Jari rakhti Hai To isko zigzag pattern Kahate Hain is Baton ko properly calculation karne ke liye Ham zigzag indicator ka istemal karte hain ya Ek technical indicator hota hai jo aapko is pattern Mein bahut acche tarike se indication provide karte hue aapko market mein bahut acchi trades provide kar raha Hota Hai.

    Click image for larger version

Name:	images (38).jpeg
Views:	1
Size:	48.3 کلوبائٹ
ID:	12371250

    Zig zag indicator :

    Zigzag indicator ko properly istemal karne ke liye aap koi si related complete information aur Na Lage Hasil karna chahie aur uske bad is ko Apne software metatrader 4 Mein apply karte hue isase indication Hasil karne chahie Agar aapko iski application aur ISI related complete learning nahin hai to aap kabhi bhi isase perfect results Hasil nahin kar sakte isliye aap ki puri koshish honi chahie ki aap zigzag indicator se related complete information Hasil karne ke bad usko apni e-trading Mein apply karte hue yah isase bahut acche tarike se facilitate ho saken

    Click image for larger version

Name:	images (40).png
Views:	1
Size:	24.8 کلوبائٹ
ID:	12371251

    Interpretation in market :


    Dear zigzag indicator ko properly apply karti hui aap market Mein different stages per acchi entry Hasil karke bahut hi accha profit Hasil kar sakte hain aur aur Apna daily ka target complete kar sakte hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X