What is Internal Rate or Return & Loss Determination?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Internal Rate or Return & Loss Determination?
    Internal Rate or Return (IRR Return) Definition

    IRR ko ham internal rate or return kehty hain. Es term ko ham investment k uper possible profit k rate ko predict karty hain. Irr ko ham annual growth rate b kehty hain jo hamari investment k uper hasil hota hai. Irr ki value hamy ik formulay k tehat hasil hoti hai or es ka formula npv k same hai. Investment par potential return hasil karny k lae irr ko ideal samja jata hai. So ye other trader ko batata hai k agr wo etni investment karyn gy to es pae unko ketna return hasil ho ga.

    Click image for larger version

Name:	images (6) - 2022-02-17T195451.724.jpeg
Views:	1
Size:	16.6 کلوبائٹ
ID:	12506908

    Benifits of IRR Return

    Business ko succesfully operate karny k lae hamy asi small small terma ko lazmi consider karna chahe. Jo trader en terma ko consider ni karty wo kbi kamyab ni ho paty. So trader ko eska ye beneficial hota hai k wo advance ma market ki value ko calculate karty hain. Agr trader asi terms ko use karny ki knowledge ko hasil ni karty to wo kbi advance ma apni profit ki cost ko ni jan paty. Kuch trader profit k lae bhot concious hoty hain or wo advance ma janana chahty hain k unko ketni ratio hasil hony wali hai.

    Click image for larger version

Name:	images (6) - 2022-02-17T195505.095.jpeg
Views:	1
Size:	18.6 کلوبائٹ
ID:	12506909

    Loss Determination

    IRR ki madad sy ham loss ko bhi determine karty hain or expected loss ko b well in future predict karny ma kamyab ho sakty hain. Irr ko formulay k zaryae es lae calculate kiya jata hai k analytically find karna bhot mushkil hota hai. Or analytically ham kibi market ki value ko determine ni kar paty.

    Click image for larger version

Name:	images (6) - 2022-02-17T195512.726.jpeg
Views:	1
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12506910

    IRR Return Use in Trading

    Forex main chahy short term trading ki jaye ya long term trading IRR ka use lazim hota hay kyun keh jab bhi kisi pair main ham trading order place karty hain to iska matlab yehi hota hay keh ham is investment kay zariye return ko bhi judge karain aur jab ham order place karty hain to is main lot size kay through he ham IRR ko control karty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (6) - 2022-02-17T195524.079.jpeg
Views:	1
Size:	23.1 کلوبائٹ
ID:	12506911

    How to Calculate IRR Return

    Jab ham investment karty hain to is per har periodically return ko inveatment main say minus karty rehty gain aur is main say tamam expenses ko bhi deduct karty hain is tarah hamain is calculation kay through IRR ka pata chal jata hay jo keh current NPV kay barabar hota hay.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-02-17T195530.714.png
Views:	1
Size:	12.4 کلوبائٹ
ID:	12506912
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Internal Rate or Return &amp; Loss Determination?

    Assalamu Alaikum! Dear seniers and juniers, umeed ha k ap sab kheriat sa hon ga or forex pa a6a quality work kr k forex market sa daily basis per ak acha gain kr raha hon ga.or meri duva ha k ap forec market sa a6a gain karan or success hasal karan ap ki success sa forex market or forex members 2no ko bht fida hasal hoga.

    Internal rate of return ( irr ) kya hai? aur yeh kaisay kaam karta hai :

    Hello qaryin. hamaray blog mein is ke aaghaz se hi bohat kuch shaamil kya gaya hai, hum ne maliyati bayanaat ki bunyadi baton se le kar tashkhees ke tasawurat tak ke mazameen likhay hain. aik qaari jis ne shuru se hamaray blog ki pairwi ki hai usay ab kisi company ka tafseeli tajzia karne aur sarmaya kaari ki tashkhees par pounchanay ke qabil hona chahiye .

    posts ki hamari musalsal barhti hui fehrist mein, aaj hum aik ko shaamil karen ge jo port folyo ki wapsi ki sharah ka hisaab laganay ka tareeqa faraham karna chahta hai. is tareeqa ko internal rate of return ( irr ) kaha jata hai .

    Click image for larger version

Name:	MDE-5660-internal-rate-formula-170621.png
Views:	2
Size:	19.9 کلوبائٹ
ID:	12370908

    port folyo ki karkardagi ki pemaiesh karne ka irr tareeqa haliya dinon mein bohat maqbool ho gaya hai kyunkay is ki cagr pamishon par taseer hai. is liye aap ko is baat se waqfiyat haasil karne ki zaroorat hai ke asal mein irr kya hai aur fori hisaab kitaab kaisay kya jaye .

    yeh aik bohat hi malomati post ho gi. to, chalo shuru karte hain .

    Loss determination kya ha

    farokht ki qeemat len aur ibtidayi qeemat khareed ko manhaa karen. nateeja naffa ya nuqsaan hai. sarmaya kaari se faida ya nuqsaan len aur usay sarmaya kaari ki asal raqam ya qeemat khareed se taqseem karen .

    Click image for larger version

Name:	Variance-CovarianceMethod5-5bde86ce7819405ca63f26aa275a4bd2.png
Views:	1
Size:	342.1 کلوبائٹ
ID:	12370907

    اب آن لائن

    Working...
    X