Forex market mainly 3 tarha ki movement karti hai. Ik move wo hota hai jb market up trend move karti hai or prices high value par ponch jati hai. Ese tarah second move aisa ho sakta hai k jb market down trend ma jati hai or prices fall kar jati hai. Thirdly market side move ma hoti hai es move ma buyer or seller ki ratio same ho jati hai or market bar bar support or resistance sy hit karti hai but es ma enko cross karny ki sakat ni hoti. Trader en move k elawa b market k ik move ko aksar observe karty hain. Jis ko correction ka name deya jata hai.
What is market correction.
Market kbi chart k ik hesay sy dosray hesay par direct he ni ponch jati balky wo back and forth move karti rehti hai. Jb market up trend ma hoti hai to aksar aisa hota hai k ye tori dair k lae retrace karti hai. Es situation ma market ka main trend up ward he hota hai but ye khud ko correct karny k lae kuch dair down move ma ah jati hai. Es ko ham market correction k name sy janty hain. Jb market corrective move ko complete kar leti hai to wo previous trend ma wapas chali jati hai. Forex market ma trader k lae sb sy mushkil kam he ye hota hai k wo main trend or correction ko kesy judge kary. Jo trader achy market analysis karty hain wo he acha profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain. But trader ko ye zehan ma rakhna chahe k har correction ka move main trend sy alag ni hota. Aisa bhi ho sakta hai k correction he market ka main trend ban jaye. so trader ko soch samajh kar he trade karni chahiye kyunki market k main trend ma or correction ma differ karna easy ni hota.
Judgement of market
Forex main hum international currencies ki stock market ko follow karty hain jis main currencies ka utar charao humain es business main faida deta hai jis main hum currencies ki khareedo farokht ko yakini bana kar os se faida otha skty hain
forex market ko follow karne k liye hamare pass market ka overall knowledge hona zarori hai q k aghr knowledge hoga tu he hum forex main kamyab ho kar achi earning kar sakte hain forex market 2 tarah se movement karti hai jis main.
1: IMPULSE
2: CORRECTION
(CORRECTION|)
Forex market main jub candles ki movement ayes hoti hai k market main humain different time frame main choti choti candles bullish and bearish nazar aati hai tu osko hum market ki correction wave kehte hain jab k market continuously jub aik he trend main moe karti jay aghr market bullish ahi or continuously bullish hai os ko hum kahty ha market main impulse wave hai jis ko hum apni trading k liye move karty hain market main enter tab he hona chahiye jub market correction kar rahi ho q k ayse market main risk kam hota hai or loss hony k chances bhi kam se kam hote hain.
Additional information
Market correction ka matlab kisi khas currency, commodity ki price mein peak point se 10% ya zyada ki kami hona ha correction short time ya long time dono tak ho sakti ha correction ko mukhtalif tareeqay se analyse kiya ja sakta ha like jab koi currency ya commodity bahut strong ya over perform kar rahi ho, to wo hamesha aik hi direction mein nahi jaye gi aur jin traders ko profit hua ha, wo profit taking bhi karain gy jab profit taking start hoti ha, to price reverse ho jati hai corrections market ko refresh ya readjust kar leti hain aur correction se pehlay aur baad mein dono trade open karnay ki achi opportunity hoti hain kyun kay correction kay baad market wapas previous direction ki taraf chalna start kar deti hai jab market ka trend up ward hota ha yani ky market oper ki traf chali jati ha is waqat market correction krti ha market correction temporary be ho sakti hay jo market price ko reverse kar sakti hay, market correction overvaluation ko fix karny key ley hi 10 percent ki adjustment downtrend me karti hay, ham es ko kabi be bearish trend nahi keh sakta ye downtrend temporary hoti hay jo kisi be time U turn lekar up trend me change ho sakti hay, jab market me correction ho rahi ho to esy time me careful aur alert ho jana chahiye