Entry and Exit in Trade Using SAR
Dear Friends, Parabolic SAR aik bht useful indicator Hy hmis indicator Kay through trailing stop ya reverse method jisay SAR kehtay stop and reverse, suitable entry aur exit points ko identify karnay k liay use hota ha, ye dots ki surat ma appear hota ha, jb dots price k upar hotay hain to trend downward hota ha aur jb dots prices k below hotay hain to trend upward hota ha, jb dots flip kartay hain to ye price ki direction ma potential change ko indicate kartag hain, jb kisi pair ki prices rise karti hain to us k sath ye dots b rise hotay hain, jin ki moment pehlay slow hoti ha aur phr trend k sath speedup hotay rehtay hain, in ko use kar k traders achi trading katay hain aur profit hasil kartay hain lakin prices ki moments jb sideways trends ma hoti ha to ye kafi false signal daita ha jis sa loss k chances b ziada hotay hain.
Trend Strength Calculation
Parabolic SAR ko agr ap chart par draw kren ho teend ki strength bhi show ho rehi hoti hai ky Jesy Jesy dot candles ky qareeb hota jata hai tou same trend main strength bhi decrease hoti jati hai phir kisi bhi time jab market main retracement hoti hai tou dot shift hony per hamain yeh indication milti hai ky ap market reverse trend main movement kerny ja rehi hai jis ki strength ka andaza bhi Ham shift hony waly dot ky candle sy distance sy laga sakty hain ky agar dot bahot zyada existence per hai tou trend bhi long time ky liay same direction main reh sakta hai aur agar dot aur cuddle main zyada distance nehi hai tou yeh market ki normal retracement Ho sakti hai ky jisky bahd again dot shift hoga aur market previous trend ko follow kerty huey movement kerna shoru ker dy gi hamain phir trade bhi isi hisab sy open aur manage kerna hoti hai.
Benifits of Using Parabolic SAR indicator
Parabolic SAR ki madad sy ham ye janany ki khosish karty hain kay market kis jaga end ho sakti hai. Jb candlestick nechy dots banaa start hoty hain to eska ye matlab hota hai k downward trend over giya hai or market uptrend ma chali gae hai. But choppy market state ma ye indicator etna best work ni karta kiu k ye bar bar dots ki placement ko changr karta rehta hai. Pehle candle k uper dot appear hota hai but jb candle es dot ko touch kar deti hai to eska matlab ye hota hai k market ka trend end ho giya hai so bar bar dot ko touch karny or bar bar trend k end hony sy trader confuse ho jaty hain. Forex trading ma kio b indicator 100 percent accurate ni hota.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим