Explain The Downtick Volume In Trading Market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explain The Downtick Volume In Trading Market
    Aslam u Alaikum Dear member i hope ap sab thk hon gay, or acha kam kar rahy hon gay.Dear Agar Ham market me successful trading karna chahte hain to ismein humko fundamental analysis ki bahut jyada jarurat hoti Hai. Forex trading market Mein technical analysis ko complete karne ke sath sath fundamental analysis per bahut jyada tawajjha dene ki jarurat hoti Hai. Agar aap fundamental analysis ko ignore karte Hain to aap successful trader nahin Ban sakte hain aur aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai. Fundamental analysis ki vajah se market mein bahut jyada movement hoti hai aur ismein aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai.es liye ap ko achi tara judgment krna chahye ta k ap acha profit bna sakhyn.

    WHAT IS DOWNTICK VOLUME IN FOREX :

    Dear member Forex market main downtick volume ek most important term hai ais k nam sy he humy idea laga lena chahiye or indicaton mil rhe hai k volume main down ana downtick volume basically humy security k shares k bary main ye btati hn ais compare to last day ais ny km price py trade ki jye downtick k volume market sy humy ye information milti hai k market sy selling pressure bn rha hai jb market main downtick volume strong hota hai to selling pressure bhi ziyada hota hai or security shares mazeed km hn ge ais ko market main downtick volume kehty hain..

    Click image for larger version

Name:	images (81).jpeg
Views:	6
Size:	25.9 کلوبائٹ
ID:	12506743

    INTERPRETATION OF DOWNTICK VOLUME IN FOREX :

    Dear member Forex market main ttraders downtick volume ko ek cindicator ktor py use krty hain or or ais msin market ki current month vent jtny hain ais main agr ek share ki price immediate previous periodk ziyada pr trade kry to ais ko uptick volume kehty hain or gr low price pr tade kry to phr ais ko downtick volume kehty hin basically downtick volume ye btata hai k ktny shares ya contracts main price low rhe hai downtick volume ko hum overall market py calculate krty hain or ye dy krty hain k agr selling pressure ziyada hai to phr downtick volume hai..

    WORKING OF DOWNTICK VOLUME IN FOREX :

    Dear member Forex market k tick index main hum ye compare krty han k ktna downtic stocks hain r ktny upticking hain ais tahr indicator ki help sy downtiking stocks or upticking stocks man ratio ko zahir krty hain k overall stocks ki vlues down hain ya up ratio ki extreme values+1000 & - 1000 hain R+1000 pr ho to Urgently reversal k btati hai js main selling hoti hai..

    TRADING STRATEGY IN FOREX :

    Dear member Forex market main ek bt to pny dkhi ho ge jo 100%clear hai jo k tradrs trading decision lety hain wo check and balance bhi rkhty han even wo tmam timeframe sy transaction confirm krty hain downticking main bhi agr hum low price show to humy chahiy k hum na sirf day chart use kren balky short timeframe main overall downtrend bhi dkhen ais k bd he security main selling ki trade kren q k overall downtrend main selling k barbar chance milta rehta hai ais liye humy patience he real succhai..

    CHART ANALYSIS IN FOREX :

    Dear member Above mentioned discussion kay bad main aapko ya conclude krna chahta hun, kay jab aap market mein enter hona chahte hain, tu aapko hamesha major level per is zone ko find out krna hota hai. Otherwise aap successful trading nahin kar sakhty hain.Forex trading me jab aap liquidity ki study Karte Hain To usmein Aap Ko Kisi currency pairs are Kisi specific commodities ki spelling aur purchasing mein bahut jyada movement Najar Aati Hai Jiski wajah se market ki volatility bhi bahut jyada ho jaati hai dear jab aapko market Mein volatility Jyada milati Hai To Aisi situation main aapko bahut carefully trading Karni chahie aur Soch samajhkar market Mein entry leni chahie Kyunki Jab market Mein Kisi chij Ki demand and supply bahut jyada Hoti Hai To Aisi situation may use currency pair aur commodity trading karna bahut difficult hota hai.es liye ap ko demo account par bar bar practice karni chahye, ta k ap k pas acha experience ho or ap acha profit bana sakhty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (82).jpeg
Views:	3
Size:	37.1 کلوبائٹ
ID:	12506744
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Explain The Downtick Volume In Trading Market

    Assalamu Alaikum! Dear seniers and juniers, umeed ha k ap sab kheriat sa hon ga or forex pa a6a quality work kr k forex market sa daily basis per ak acha gain kr raha hon ga.or meri duva ha k ap forec market sa a6a gain karan or success hasal karan ap ki success sa forex market or forex members 2no ko bht fida hasal hoga.

    Downstick volume kya hai ?

    Downstick volume aik di gayi security ke hasas ki tadaad hai jo fori tor par pehlay ki lain deen ki qeemat se kam qeemat par tijarat karte hain. down tik volume ka istemaal market mein sargarmi ki miqdaar ko zahir karne ke liye kya jata hai .

    Click image for larger version

Name:	facebookdowntickvolume-5572f4fe27cb430f8af57208f963a86f.jpg
Views:	3
Size:	71.6 کلوبائٹ
ID:	12370685

    Key points

    Downstick volume hasas ya muahidon ki tadaad hai jo pehlay ki lain deen ki qeemat se kam qeemat par haath bdalty hain .
    down tik volume saylng pressure ki shiddat ki baseerat faraham karta hai .
    down tks par ziyada hajam taajiron ki farokht ki shadeed khwahish ki nishandahi karta hai .

    Downstick volume aap ko kya batata hai .

    Downstick volume aik isharay ka tajzia car hai aur tajir asasa ki qeemat ke andar mojooda harkat ko samajhney ke liye istemaal karte hain. jab koi lain deen pichlle lain deen se ziyada qeemat par hota hai, to yeh aik izafah hota hai. jab koi lain deen pichli lain deen se kam qeemat par hota hai, to yeh aik kami hai. tosee ke lehaaz se, down tik volume yeh hai ke down tik par kitney hasas ya muahiday bdalty hain

    Downstick volume ko poooray din mein majmoi tor par shumaar kya ja sakta hai. ya is ka shumaar mutadid astaks mein kya ja sakta hai — is terhan yeh batata hai ke aaya baichnay ki dilchaspi mutadid astaks mein phaily hui hai, ya aaya mazboot ( ya kamzor ) farokht kisi khaas stock ke liye allag thalag hai .


    hajam ko bhi dekha ja sakta hai ( kisi bhi time frame par ) is baat ka andaza laganay ke liye ke aaya is muddat ke douran hajam mein izafah sun-hwa ya kami. agar qeemat aik muddat ke douran girty hai, pehlay volume se ziyada par, jo is baat ki nishandahi karta hai ke farokht ki taaqat mein izafah sun-hwa hai. agar qeemat mein kami ost hajam se kam hoti hai, to is se zahir hota hai ke farokht taaqatwar nahi ho sakti, lekin bad qismati se qeematein kam hajam par bhi girty reh sakti hain .

    اب آن لائن

    Working...
    X