assalium o alekum
dear forex member umed krti hun ap sb kharyt s hun gy or mahnat s apna work krrhy hn gy hmy chaye k apna knowladge ko increase kry jitna knowledge hoga itna hi hm kamyab ho skyy hai chlty h aj k topic ki trf
support and resistance Define
Support is a price level where a downtrend can be expected to pause due to a concentration of demand or buying interest. As the price of assets or securities drops, demand for the shares increases, thus forming the support line. Meanwhile, resistance zones arise due to selling interest when prices have increased.
introduction
Financial market me aksar qeematen aik do sathon (levels) k darmeyan baar baar uper-nechay (up-down) ho rahi hoti hai, uper satah (level) pe jis point ko qeematen chone (touch) karne k baad wapis ati hai, qeematon ka Resistance level kehlata hai, jab k wo point jis pe qeematen nechley position ko cross karne me nakam hoti hai, aur qeematen wapis uper chali jati qeematon ka Support level kehlata hai. Qeematon ka resistance aur support levels hamesha aik jaisa nahi rehta, bulk waqat k sath sath ye market ki hado-hal (situation) k mutabiq up ya down shift hote jate hen.
how to trade with support and resistance
Support aur resistance levels hamare leye trading me take profit aur stop loss ka kaam karte hen. Support and resistance levels pe wese to scalping trading ki ja sakti hai, lekin baqayeda trading k leye dosre indicators ya chart patterns ka sahara bhi lena parta hai. Support and resistance levels aik technical analysis me aik behtareen tools ka kaam karte hen. Ye levels hum bagher kisi indicator ya oscillator k maloom kar sakte hen, q k ye humen chart me asani se nazar a jate hen.
techinal analysis
dear forex trading market main support and resistance maib trade entry and exit point ke liye use kiya jata hai aur ham apni trade ko manage karte hain to stop loss and take profit setting ke liye bhi support and resistance use ki jaati hai Forex trading market mein major support minus board kaun hoti hai market mein currency pairs and commodity pairs support and resistance ko completely follow karte hain vahan se mostly market double top triple top double bottom triple bottom banakar trading bn jati hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим