Bearish belt hold candlestick

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish belt hold candlestick
    Definition

    bearish belt hold aik single candle stuck patteren hai, bunyadi tor par, aik black opening ماروبوزو jo up trained mein hota hai. yeh din ke ounchay hissay par khilta hai, aur phir market ke majmoi rujhan ke khilaaf din ke waqt qeematein girna shuru ho jati hain, jo aakhir-kaar kam ke qareeb band ho kar band ho jati hain, jis se mom batii ke neechay aik chhota sa saya reh jata hai. agar lambay jism belt hold ki khasusiyat rakhtay hain, to woh rujhan ke khilaaf jo muzahmat paish karte hain woh aur ziyada mazboot hogi .

    Recognition Criteria1.


    market aik murawaja up trained ki khasusiyat hai .
    2. market waqfay waqfay se apni bulandi par khulti hai, aur din ke nichale hissay ke qareeb band hoti hai .
    3. aik lamba siyah jism jis ka oopri saya nahi hota ( aik siyah khilnay wala marbouzo ) dekha jata hai .

    Click image for larger version

Name:	download (3).jpeg
Views:	12
Size:	4.7 کلوبائٹ
ID:	12506684



    Pattern Requirements and Flexibility

    aik black opening marbouzo ya black marbouzo ( baghair oopri ya neechay ka saya ) dekha jana chahiye, aur usay pehlay wali do safaid mom btyon se ouncha khilna chahiye .

    Trader’s Behavior

    mojooda oopri rujhan ki simt mein numaya farq ke sath, market onche khulti hai. lehaza, ibtidayi qeemat mein zahir honay wala pehla ta-assur oopar ke rujhan ka tasalsul hai. taham, market khilnay ke baad, cheeze taizi se tabdeel hoti hain aur market wahan se mukhalif simt mein chalti hai. yeh belon mein bohat ziyada tashweesh ka baais bantaa hai, jis ki wajah se woh bohat saari pozishnin baichtay hain, jo rujhan ki simt ko tabdeel kar sakta hai aur farokht ka aaghaz kar sakta hai .

    Sell/Stop Loss Levels

    tasdeeq ki satah ko aakhri band ke tor par bayan kya gaya hai. tasdeeq ke liye qeematein is satah se neechay honi chahiye .

    stap nuqsaan ki satah ko aakhri aala ke tor par bayan kya jata hai. mandi ke isharay par amal karte hue, agar qeematein neechay jane ke bajaye barh jati hain, aur stap nuqsaan ki satah se oopar rozana do lagataar oonchaiyon ko band ya banati hain, jab ke koi taizi ka namona nahi paaya jata hai, to stap nuqsaan shuru ho jata hai .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bearish belt hold candlestick

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Bearish Belt-Hold Line Pattern


    Bearish belt-hold line candlestick pattern prices k top par ya bullish trend main banta hai, jo k do candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik real body wali bullish candle hoti hai, jiss k baad aik bearish candle hoti hai, jo k pehli candle close point se gap main open hoti hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k top gap main open ho kar ussi k midpoint k nechay close hoti hai. Pattern ki dosri candle prices ko aik to mazeed bullish jane se rokti haia ur dosra ye candle aik bearish hone ki waja se trend reversal ka kaam karti hai. Price chart par jab prices buyers k bohut ziada pressure ki waja se bullish jati hai, to wahan par aksar iss ko reversal honne k imkanat hote hen, jiss main aksar kuch aise pattern hote hen, jo prices ko teezi k sath bearish push karti hen jaise, bearish belt-hold line pattern karta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (17).jpeg
Views:	6
Size:	15.5 کلوبائٹ
ID:	12446258

    Candles Formation


    Bearish belt-hold line candlestick pattern prices k top par do mukhtalif candles ka aik bearish trend reversal pattern hai, jiss ki pehli candle bullish aur dosri bearish hoti hai. Pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (15).jpeg
Views:	30
Size:	11.3 کلوبائٹ
ID:	12446259

    1. First Candle: Bearish belt-hold line candlestick pattern ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo prices k top par ya bullish trend ki continuation ka kaam karti hai, q k ye aik real body wali candle hoti hai. Ye candle white ya green color ki candle hoti hai.

    2. Second Candle: Bearish belt-hold line Candlestick pattern ki dosri candle aik real body wali bearish candle hoti hai. Ye candle open pehli candle k top par gap main hoti hai, jab k close pehli candle k darmeyan se nechay hoti hai. Dosri candle k upper side par shadow nahi hona chaheye, yanni ya aik "Bearish Open Marubozu" candle hoti hai. Bearish candle black ya red color main hoti hai, jo k prices ko mazeed bullish jane se rokti hai.

    Explanation

    Bearish belt-hold line candlestick pattern aik bearish trend reversal pattern hai, jo k do candles par mushtamil hota hai. Ye pattern prices k top par ya bullish trend main banne ki waja se prices ko mazeed upper jane se rokti hai. Ye pattern same to same dekhne main ulta "Dark Cloud Cover Candlestick Pattern" ki tarah hota hai, lekin dosri candle ki real body k upper side par wick ya shadow nahi hota hai. Bearish belt-hold line pattern ki dosri candle aik bari real body wali hoti hai jo k pehli candle ki real body main close hoti hai, lekin iss ko candle ko pehli candle k open point k baad ya nechay close nahi hona chaheye. Bearish belt-hold line pattern ki dosri candle strong banne ki waja se prices reverse hoti hai, aur bearish trend reversal ka sabab banti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (18).jpeg
Views:	7
Size:	25.1 کلوبائٹ
ID:	12446257

    Trading

    Bearish belt-hold line candlestick pattern trend reversal ka pattern hai, jiss se market main sell ki entry karte hen. Pattern k top par sellers ziada active ho jate hen. Trend reversal pattern par trading trend continuation patterns ki nisbat ziada riski hoti hai, iss waja se pattern par trading se pehle market main aik bearish ya black candle ka hona zarori hai. Jiss ki real body honi chaheye, jiss main open aur close same point par na ho. Agar pattern k baad bullish candle banti hai, to ye pattern invalid ho jayega, jiss par entry nahi karni chaheye. Stop Loss pattern k sab se top position ya dosri candle k open point se two pips above select karen.

    Click image for larger version

Name:	images (19).png
Views:	10
Size:	14.9 کلوبائٹ
ID:	12446256
    • #3 Collapse

      Re: Bearish belt hold candlestick

      INTRODUCTION
      Dear buddies asalamo alykum kesay hain ap sab umeed hay ap sab tek hon gay aur aap ka trading week bhi acha ja rha ho ga.ye pattern*aur indicator humari trading main bht important role play karty hain.yeh humain profit delany main bht madad karty hain. Hum agr in ki learning nai krain gay aur in ko fazool samjyn gay to kbi bhi kamyabi humary kadam ni choomy gi aaj hum jis topic per bat krain gay wo hai bearish belt hold line in forex.Belt-Hold lines aik*candlestick*par depend kar raha hota hai jis ko ap Marobuzu*candlestick*bhi keh sakte hain yeh aik Aysi candlestick*hoti hai jiss ki long body hoti hai aur is ki shadow nahin hoti is*candlestick*ko ap*belt*hold*lines keh saktay hain jab ap is*candlestick*ko carefully follow karty hain aur focus karty hain to aap ko yeh Idea hota hai kay yeh*bearish*bhi ho sakti hai aur bullish bhi ho sakti hai.


      Click image for larger version

Name:	images (10).png
Views:	9
Size:	12.1 کلوبائٹ
ID:	12446313



      UNDERSTANDING BEARISH BELT HOLD LINE IN FOREX
      market main prices bahut ziyada chal rahi hoti hai usi stage par Jaise hi market ka trend reversal banta hai to use time par aap bearish belt hold line ko observe kar saktay hain yeh aik Aisi candlestick hoti hai jo aap ko market Main reversal trend ki identification day rahi hoti hai is time par ap entry Lay kar bahut acha profit hasil kar saktay hain.Is pattern kay liye market main pehlay bullish trend hota hai aur jab market new session main open hoti hai to yeh upward main gap say open hoti hai aur phir market mazeed up jany ki bajaye downward move kar jati hai.bearish*belt*hold*main last candle bear ki banti hai.jo previous session wali candle kay closing point kay bhot uper say open hoti hai aur previous session wali candle ki closing point kay bhot nichay aah kar close hoti hai.


      Click image for larger version

Name:	images (9).jpeg
Views:	10
Size:	13.4 کلوبائٹ
ID:	12446314
      • #4 Collapse

        Re: Bearish belt hold candlestick


        Belt Hold Candlestick Pattern ka Introduction


        Belt-Hold lines Ek candlestick per depend kar raha hota hai Jisko aap Marobuzu candlestick bhi sakte hain ya Ek Aisi candlestick Hoti Hai Jiski long body hoti hai aur iski Shadow Nahin Hoti is candlestick ko aap belt hold lines kaise sikhate hain dear jab aap is candlestick ko carefully follow karte hain aur focus karte hain to aapko yah Idea hota hai ki yah bearish bhi ho sakti hai aur bullish bhi ho sakti hai.Belthold candle bullish b ho sakti ha aur bearish b, bullish belt hold downtrend ma bnti ha, is ma aik rising candlestick hoti ha jo high k kareeb open hoti ha aur low par close hoti ha, isi tarah bearish belt hold ma aik dark candle hoti ha jo uptrend ko show karay gi, is ma opening pichlay din ki closing sa high hogi, isko ziada reliable nhi smjha ja sakta, prices ki kami ki waja sa aik long black candle bnti ha jiska lower shadow bht thora hota ha

        1. Bullish Belt Hold Candlestick Pattern

        2. Bearish Belt Hold Candlestick Pattern

        Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	6
Size:	11.1 کلوبائٹ
ID:	12446316

        Bearish belt hold.

        Bearish Belt hold line pattern down trend main bhi form hota hay jab bullish trend ki last candle say up ya same point say aik candle open ho kar down a kar precious canfdle kay lower point ko cross kary aur down side per small wick banaye. Iskay bad is per sell ki trade ki possibility ho skati hay. Laikin is main bhi ha short time frame ki bajaye daily ya weekly basis oer is pattern kay ban'ny per sell main kuch profit earn kar sakty hain.Es pattern k lae market ma pehle bullish trend hota hai or jb market new session ma open hoti hai to ye upward ma gap sy open hoti hai or phr marker mazeed up jany ki bajae down ward move kar ati hai. Bearish belt hold ma last candle bear ki banti hai. Jo previous session wali candle k closing point k bhot uper sy open hoti hai or previous session wali candle ki closing point k bhot nechy ah kar close hoti hai.


        Click image for larger version

Name:	images (5).png
Views:	11
Size:	26.1 کلوبائٹ
ID:	12446317

        Bullish and Bearish Trend main kia Farq hy


        Basically ye Aisi candlestick Hoti Hai Jinka Shadow Upar hota hai aur kuchh Aisi candlestick Hoti Hai Jinka Shadow neche hota hai aur kuchh Aisi candlestick Hoti Hai jinki Badi bilkul bahut hi Chhoti hoti hai aur Unki Shadow bahut long hoti hai agar aap technical analysis kar rahe hain to aapko is ka idea Hona chahie ke candlestick ki body aur us sy related Jo detail li jati Hai unky analyse observe Kiya Jata Hai Kyon Ke yah bhot important tools aapko technical analysis karne mein bahut jyada help Karte Hain aur ap Chart ko read krty hoe bhot Aasaani ky sath Analysis kar sakty han basically Jab Bhi market Up yah down trend Mein jaati hai aur vahan per Ek single long candles banati hai


        Click image for larger version

Name:	images (4).png
Views:	38
Size:	10.6 کلوبائٹ
ID:	12446318
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Bearish belt hold candlestick

          WHAT IS BEARISH BELT HOLD CANDLESTICK PATTERN :





          Bearish belt hold candlestick pattern huma market ka chart ma up ke traf dakhna ko mil jata ha or ya jo bearish belt hold pattern ha ya ak bahot he famous candlestick pattern ha or ya bearish belt hold pattern market ma short time par banta ha or ya bearish belt hold pattern market ko reverse karna ka kam karta ha. Ya jo bearish belt hold pattern ha ya tab banta ha jab market ke price high ke traf ja rahi hoti ha or bahot he strong market ka higher ke traf jana ka pressure hota ha or ya bearish belt hold pattern jab banat ha to is sa phalay market ma uptrend chal raha hota ha or ya bearish belt hold pattern is uptrend ka higher sa open ho kar market ka uptrend ko end karna ka kam karta ha or ya jo bearish belt hold pattern hota ha ya uptrend ko end karna ka bad market ko reverse kar data ha higher sa downward ke traf. Ya jo bearish belt hold pattern ka ya do candles or ak small gap sa mil kar banta ha or huma market ka reversal ka signal data ha or jab ya bearish belt hold banta ha to is pattern ke ka near ma resistance level hota ha jo ka huma market ka lower ke traf reversal hona ka strength ko increase kar raha hota ha. Ya jo bearish belt hold pattern hota ha ya market ma bullish belt hold pattern ka opposite ke traf hota ha or ya bullish belt hold pattern market ko lower sa higher ke traf reversal karna ka kam karta ha.





          FORMATION OF BEARISH BELT HOLD PATTERN :





          Is bearish belt hold candlestick pattern ke jo formation hoti ha ya market ka chart ma higher ke traf ak specific sequence ma hoti ha or ya market ko reversal karna ka kam karta ha. Jab ya bearish belt hold pattern banta ha to is sa phalay market high ma ja rahi hoti ha or is pattern ke jab formation hoti ha to is pattern ke jo first candle hoti ha ya ak long real body candle sa bani hoti ha or ya first candle ak long real body bullish ke candle hoti ha jo ka higher ma ban kar market ko upward ke traf continues karna ka kam karti ha or is pattern ke jo ya first candle hoti ha is ka koinlong shadow ni hota or ya market ko high ma new point ko bana kar close hoti ha or jo is bearish belt hold pattern ke second candle hoti ha ya first candle ka close hona ka bad ak small up ka gap ka bad oprn hoti ha or ya second candel resistance level ka near ma hoti ha or jo ya second candel hoti ha ya ak long real body bearish ke candle hoti ha jo ka first candle ka equal ka size ki hoti ha or ya higher sa open ho kar is pattern ke first candle ka middle tak market ko reverse kar ka la ati ha or ya huma market ka lower ke traf reversal hona ka strong signal dati ha.





          TRADING WITH BEARISH BELT HOLD CANDLESTICK PATTERN :





          Ya jo bearish belt hold pattern hota ha ya pattern traders ko market ka higher sa lower ke traf reversal hona ka signal da raha hota ha ya bearish belt hold pattern jab banta ha to is pattern sa phalay jo market hoti ha is ma bull ka control ata ha or ya jo bull hota ha ya market ke price ko higher ke traf la kar ja raha hota or ya bull market ma uptrend ko bana raha hota ha or is bearish belt hold pattern ke jo first candle banti ha ya ise bull ka control sa banti ha or ya market ko higher ke traf la kar jana ka kam karti ha or is pattern ke first candle ka bad jo small up ka gap ata ha ya bhi market ma isi bull ka control ke waja sa ata ha or is pattern ke jasa he second jo ka last candle hoti ha ya banti ha to market ma jo bull ka control hota ha ya lost ho jata ha or market ma bear strong control a jata ha or ya traders ko market ka lower ke traf jana ka signal da rahi hoti ha. Is bearish belt hold pattern ka complete hona ka bad traders is pattern ke jo first candle ho ge jo ka is pattern ka lower point bhi jo ga is ka lower sa sell ke trade ko enter kara ga or is ka jo stop loss ho ga os ko traders is pattern ke second candle ka higher ma place kara ga jo ka resistant level ka near ma ho ga.

          اب آن لائن

          Working...
          X