Tower Top Candlestick Pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tower Top Candlestick Pattern
    Assalamu Alaikum Forex members ummid hai aap sab theek Honge aaj ka Hamara topic Hai Tower top candlestick pattern per Tower top candlestick pattern kya hai Iske bare mein Jaam detail se baat karenge yah Mein price ki kis tarike se reversal pattern ke bare mein batati hai.


    Tower top candlestick pattern:


    Tower top candlestick pattern and reversal pattern has ok Hamen High price level ke bare mein batata hai aur typically Taur per Agar Ham usko Ek Dafa Dekhe Ja more than isko Dekhe aur usko follow Kare to bahut jyada similar body hoti hai jo ki Hamen bahut acchi tarike se bullish candlestick score follow karte hain aur ham bahut jyada real candle body stick ko dekhte hain aur pattern ko complete karte hain aur bahut jyada large Barish ke Dastak ko bhi dekha Jata Hai jismein bullish callister Ko left side per aur Badi statistics ko right side per dekhte hain aur do side Hoti Hai is Tower ki aur small real body hoti hai candlesticks ki Jisko roof Tower abhi kaha jata hai.


    Click image for larger version

Name:	11.jpg
Views:	10
Size:	21.0 کلوبائٹ
ID:	12506505




    Tower bottom candlestick pattern:


    Tower bottom candlestick pattern reversal pattern he has ok Hamen low price level ki taraf Lekar jata hai aur is Ko Agar Ham bahut jyada acche tarike se Dekhen to yah Hamen Ek site aur long Barish candlesticks ko follow karvata hai jo ke Hamen Kuchh Kuchh hi similar body hoti hai candlesticks ki aur vah calculation Karta Hai vah Keval Aaj bullish candlestick score follow Karen Jab vah Barish candlesticks ko dekhta Hai vah left side per hoti hai aur bullish candlestick right side per move kar rahi hoti hai ab side per to do side is Tower ki bhi hoti hai jo ki similar real body hoti hai candlestick ki jo up floor Tower Kaha jata hai.


    Click image for larger version

Name:	22.jpg
Views:	4
Size:	20.6 کلوبائٹ
ID:	12506506




    Tower Top candlestick Chart example:



    Tower top candlestick pattern ko Ham above karte hain Taki Hamen Chat ki energy ke bare mein pata chal sake aur large bullish candlestick Ko Hai new Hai banane ke liye aur is ko bahut jyada ab trent karne ke liye follow karne ke liye takat relative to a real body score candlesticks small mil sake aur Lord make carrot and smaller bodies candlestick ke patton ko samjhe aur large Barish candlestick ko follow karte hue right side per Tower hai jo ke candlestick ko chart above actually price ko head karta hai aur Shadow pattern dekhta Hai Jisko Jab Ham head karte hain part of the pattern vah create karta hai aap Barish Tower Ek format top format ke liye.



    Click image for larger version

Name:	33.jpg
Views:	4
Size:	17.9 کلوبائٹ
ID:	12506507




    Tower bottom candlestick chart example:


    charts Ko Agar above site per Dekhen S&P 500 SPDR ETF (SPY) vah show Karta Hai Laaj Badi scholastic ko left side Tower ki taraf aur follow Karta Hai for relatives similar Barish characteristics ko Tower bottom pattern ko complete Karta Hai large Barish ke Dastak per Jo ke right side ke Tower ko close Karta Hai same price level per Jo ke Badi scan Dastak open Karta Hai 5 days ke bad.



    Click image for larger version

Name:	44.jpg
Views:	4
Size:	17.4 کلوبائٹ
ID:	12506508
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tower Top Candlestick Pattern

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Tower Top Candlestick Pattern


    Tower top candlestick pattern main do long real body wali candles bullish aur bearish candles k darmeyan small real body k teen candles aisi tarteeb se ban jaye k un ka high aur low in candles k real body main a jati hai. Ye pattern aik strong bearish trend reversal ka kaam kartta hai, jabb qeematen bohut ziadda top trend par trade kar rahi ho. Pattern k aghazz par aik long real body ki bullish candle hotti hai, (aggar bullish candle na ho to ye small real body ki ziadda cabdles bhi ho saktti hai). Bullish candle k baad dossri aur teesri candles aik small real body main hotti hai, aur ye candle mukhtalif colours main ho saktti hai. Pattern k akher main chothi or fourth candle aik long real body ki beariah candle hotti hai, jo small body wali candles ko apne andar cover kar leti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2) (290).jpeg
Views:	4
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12415654

    Candles Formation


    Tower top candlestick pattern bullish trend ya higher prices main banta hai, jiss main candles ki tadad aam candlestick patterns ki tadad ki tarah nahi hai, yani ye pattern panch se le kar dass (10) candles tak bhi ho saktta hai. Lekin standard tower top pattern ko panch candles se bhi mukammal pattern kaha ja hai. Tower top pattern main candles ki tafseel darjazzel hogi;

    Click image for larger version

Name:	images (3) (621).png
Views:	11
Size:	760 بائٹ
ID:	12415655

    1. First Candle: Tower top pattern ki pehlee candle aik long real body wali white or green candle hotti hai, jo k pattern k aik side k pillar ya tower hotta hai. Ye aik long bullish candle hotti hai, jis ko pattern ka left tower bhi kaha jatta hai.

    2. Second Candle: Tower top pattern ki dosree candle small real body main hotti hai, ye candle kisi bhi trend (Bullish or Bearish) ki ho saktti hai. Dosree candles k color ki koi ahmeyyat nahi hai lekin is ka size bohut small honna chaheye.

    3. Third Candle: Towet top pattern ki teesree candle bhi dosree candle ki tarah snall real body main hotti hai, ye candle bhi kisi bhi color main ho saktti hai, yanni color ziadda important nahi hai, lekin small body main honni chaheye.

    4. Fourth Candle: Tower top pattern ki chothee candle bhi pehle do candles ki tarah samll size aur kisi bhi type ki ho saktti hai. Is candle ka bhi color black and white dono tarah se pattern k mutabiq hotta hai.

    Other Small Candle: Aggar tower top pattern main small candles ki taddad panch se ziadda hai to us sorrat main ye candles bullish ya bearish jo bhi ho pattern k muttabiq acceptable hai. Lekin candles ki real body lazzmi small size main honni chaheye, jo k pattern k leye zarrori hai.

    5. Fifth Candle: Tower top candlestick pattern k muttabiq pattern ki akhari aur panchwen candle aik bearish candle hoggi, jo k size main pehlee bullish candle k barabar ho saktti hai, yanni ye candle aik long real body wali black or red candle honni chaheye. Is candle ko pattern ka right tower kahha jatta hai, jo mumkinna tawar parr trend reversal ka kaam kartti hai.

    Explanation

    Tower top pattern main bearish trend reversal pattern hai, jo k prices k top ya bullish trend main banta hai. Pattern ka aghaz aik bari real body wali long bullish candle se hoti hai. Pattern ki panchwen aur last candle aik long real body wali bearish candle hotti hai, jis se pattern ka trend baddal jatta hai. Tower top pattern main pehlee bullish candle ko left pillar ya tower jab k last bearish candle ko right tower kaha jatta hai. Pattern k bullish aur bearish candles k darmeyyan main small real sizze main black aur white candles hotti hai, jo k bullush trend k khatme ka bahiss bantti hai. Small candles k leye zarrori nahi hai k ye lazzmi kisi white ya black color ki ho lekin sizze lazzmi small honna chaheye, jab k last candle ka color lazmi black ya red hona chaheye.

    Click image for larger version

Name:	images (2) (289).jpeg
Views:	21
Size:	10.2 کلوبائٹ
ID:	12415656

    Trading


    Tower top pattern long term k timeframes main bohut lambay arsey main banta hai, q k iss main shamil candles ki tadad ziada hai, aur ya aksar mazeed barh jata hai. Ya pattern aksar bearish trend reversal main dekha jatta hai, jab bhi prices aik market k top position par challi jatti hai, to wahan se trend reversal k chances ziadda ho jatte hen. Tower top candlestick pattern main small real body wali candles bullish trend k end ka signal detti hai. Pattern par trading karne se pehle pattern k top position aur bearish candle k baad aik confirmation candle ka intezzar zarror karen. Aggar ye bearish candle real body main bantti hai, to ye position market main sell ki entry ka hogga. Pattern ki confirmation dosrre indicators se bhi confirm kia ja saktta hai. Stop Loss pattern k sab se highest point se aik ya do pips top position par set karen, jo pattern ka mumkin resistance position sabit ho sake.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (622).png
Views:	1
Size:	29.3 کلوبائٹ
ID:	12415653

    اب آن لائن

    Working...
    X