dear friend, force index indicator aik aisa technical tool hay jis kay zariay price moment ki strength ko jancha jata ha, ye indicator Alexander Elder na develop kia, ye aik aisa oscillator ha jo upward trend ki bullish force aur downward trend ki bearish force ko measure karta ha, is ma hmain market k related three main cheezain pata honi chaian jin ma price change ki direction, price change ka magnitude aur trading volume hain,
calculation of force index in bullish and bearish markets:
Force index ki calculation simple aur easy hay, is main current period kay closing main say previous period kay closing ko subtract karnay kay bad isko volume say multiply kia jata hay, iski confirmation kay liay exponentional moving average kay sath isko bhi use karty hain, matlab last periods ka EMA lay kar isko volume ka sath multiply karty hain, is main 13 period default kay torr par select hoty hain, jin ko ziada bhi kia ja sakta hay. Iska formula ye hay.
Force Index = n period EMA x volume
Validation of Force Index:
Force index main yeh consider kia gia hay kay ye higher time frames matlab Daily to monthly ziada effective hay jab keh short time frames jin main H4 ya lower per ye useful sabit nai hay, lihaza is hisab say hamain is main force index ki calculation kay liay number of periods ki selection bhi karna hoti hay, agr koi trader kuch days kay liay trade hold karta hay to woh iski basic period per calculation kar kay trade kar sakta hay, laikin agar koi trader trade ko ziad long position aur days kay liay hold karta hay to is kay liye isko high period set karna hota hay aur agr price zero say up ho to ye uptrend jab keh below zero down trend ko show karti hay,
Effectiveness of force index:
Is ki effectness higher time frames main ziada hoti hay kiun kay higher periods use karny say traders ko kam signals milty hain jin main change itny jaldi nai hoti, jab keh lower time frames main kam periods per ziada signals milny ki waja say in main say ziadatar signals false hotay hain jin per loss bhi ho jata hay

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим