Mixed RSI.
Friends, trading main RSI indicator hamain aik acha plat form deta hay, but yeh profit hasil karny kay liye100 percent accurate nai hota is ki value aik stage tak any kay bad wapas bhi ja sakti hay, Jb RSI kisi trend ko follow na kar rahi ho or bar bar up down move kar rahi to isko mixed RSI kehty hain. So is state main trader ko apni trades ko hold kar dena chahiye q keh market ko smjhna mushkil ho raha hota hay. Because aksar market us taraf he ni jati jis taraf RSI show kar rahi hoti hay aur divergence a jati hay, lehaza jab RSI mix ho jaye to market ko sahi predict karny kay chances mazeed kam ho jaty hain.
Rebound RSI.
Friends RSI ki 3 states hoti hain jo oversold, overbought or neutral hain. Rsi jab oversold state main hoti hai to iski value bahut down below 30 chali jati hay, same isi tarha jab RSI overbought hoti hai to uski value bahut up yani above 70 chali jati hay. In 2 states sy RSI ki value jab neutral ki taraf move karti hay to is ko rebounding of RSI kehty hain. Simple words main isko aisy kaha jaye ga keh RSI ki value low ya high say jab normal state main ati hay to isko ham rebound RSI kehty hain.
Trading techniques with rebound and mixed RSIs.
Forex trading main RSI Oscillator aik lagging indicator hay. Jo market ki historical price ko use karty hoye market kay upcoming level ko predict karny main help karti hai. RSI hamain market ki short picture deti hay, mazeed hamin usko behter khud he utilize karna hota hai. But agr ap totally RSI per depend kar kay trading ki koshish karain gay to phir earning difficult hogi. Is liye yahan per trader ka experience bahut ihm hota hay ta keh loss sah bacha ja saky aur earning ki ja saky.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим