Analysis of gold for 14 feb to 18 feb 2022

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis of gold for 14 feb to 18 feb 2022
    Gold main bohat ziada traders trading krty hain gold main trading krna difficult hai Kyon Ke gold ki market bahut jyada fast mood karte hain traders ko gold Mein trading Karke profit bhi bahut jaldi hota hai yahi reason hota hai ki Jyada traders gold Mein trading karna like karte hain.

    Kyon Ke gold Mein movement Jyada hoti hai isliye a gold Mein trading karna bahut jyada risky bhi Hota Hai lekin is ke bavjud traders gold Mein trading karte hain tab ke vah Thode time mein jyada profit banaa sake lekin is business mein jyada traders apni money cal loss kar dete Hain

    Aaj Mein traders ke sath Aane Wale bich ke liye Gold ke analysis course share karna chahta hun Kyunki gold Mein trading karna Jyada traders ko pasand hai isliye ho sakta hai ki Mere analysis traders ke liye Aane Wale bich Mein useful ho aur traders Achcha profit Hasil kar sake.

    Analysis of gold

    Gold Ne Friday Wale Din acchi bullish movement ki vidhi Gold ke liye prices Kafi e Upar ki taraf Munh Kar Gaye the gold Ne Apna previous resistance level ko aasani se break kar diya tha aur Gold ke price weekly chart per resistance se above hi close hue hain Jiski vajah se Gold ke aur Upar Jaane Ke Chances bahut jyada increase ho rahe hain

    Gold ke prices 18581 close next week Mein Mujhe ummid hi ke Gold ke prices aur open Ja sakte hain ab coming bich Mein gold 1875 ka level aaram se bade kar sakta hai hai aur ho sakta hai ki Gold ke prices 1900 takbeer Ja sakte hain aur bhaiya uski bhi Puri koshish hai ki Gold ke prices ko aur Jyada increase kiya jaaye.

    Jis Tarah Rasiya aur USA mein tensions increase ho rahi hai to iski vajah se bhi Gold ke prices ko per Jaane Ke chances bahut jyada increase ho rahe hain fundamental analysis aur technical analysis donon ke hisab se Gold ke prices Mein bullish movement a sakti hai isliye gold ko bye karna traders ke liye better hoga.

    Tention between Russia and USA
    Russia aur USA ke between tensions increase ho rahi hai Jiski vajah se Gold ke prices bhi Upar Ja sakte hain aur mujhe lagta hai ki Mande Ko Jab market open Hogi to Gold ke prices upar II a open Honge aur ham gold ki market Mein gap dekh sakte hain Gold ke prices Aaram Se 1875 Ke level ko break kar sakte hain aur ham Aane Wale Dinon Mein Gold per prices mein aur Jyada bullish movement dekh sakte hain.

    Jis Tarah gold ne apne resistance level ko break Kar Diya Hai Is hisab Se technical analysis ke hisab se bhi Gold ke prices se main bullish movement Dekhne Mein a sakti hai aur Jis Tarah Rasiya mein aur USA mein tensions increase ho rahi hai to yah bhi Gold ke prices ke upar jane ka ek bahut bada reason ho sakta hai.

    Isliye Jo traders Gold per trading karna chahte hain unko gold ko bye karna chahie Kyon Ke gold ab Upar hi Jaega aur traders is Mein acchi buying opportunity Hasil kar sakte hain
    منسلک شدہ فائلیں
    FRD 07 TRADING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis of gold for 14 feb to 18 feb 2022

    Gold Last Week Movement


    Gold ne pechle hafte k dowran musalsal bullish movement ki hai, yanni Monday ko gold ki market 1806.50 par hone k baad musalsal bullish movement karta howa $1865 k level se thora se nechay a kar 1855 par close ho gaya. Gold ki aik din ki movement me bhi bearish ya tanazali nahi dekhi gaye, jiss se andaza hota hai k ye mazeed bullish jane k mode me hai. Akhari karobari din yani Friday ko gold 1830 k level se thora sa nechay 1821 tak to aya tha lekin sellers iss pressure ko barqarar nahi pa sake jis ye wapis bullish chala gaya. Gold ki weekly sab se highest price 1865 ki hai, jab k sab se lowest price monday k opening price 1806 ki hai.

    Click image for larger version

Name:	download (27).jpeg
Views:	1
Size:	11.5 کلوبائٹ
ID:	12368553

    Gold ki Agli Mumkina Movement

    Pechley hafte ko dekhte howe aisa lagta hai k gold mazeed upward jane k mode me hai. Q k last Friday ko gold ne 1865 ki had ko touch kia tha jiss se prices kuch consolidation k leye nechay to aye hai lekin ye wapis bullish jane k mode main hai, pelhay 1855 ka area agle week aik small sa resistance level sabit hoga, jis k breakout k baad ho sakta hai k ye mazeed bullish jayen. Agar agle hafte dollar ki mazboti me koi wazih izafa dekhne ko nahi melta hai, to us sorat me gold k leye agla strong resistance level 1875 ka level hoga jiss ko breakout karne k baad hi wo mazeed bullish jayega, nahi to 1840 aur 1830 strong support levels hongay.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220213_153113.jpg
Views:	1
Size:	299.0 کلوبائٹ
ID:	12368554

    Calendar Events

    Agla hafta American dollar aur gold dono k leye khasa aik aham point sabit hoga, q k agle hafte bohut sare calendar events release hone wale hen, jo k gold par bohut ziada asar andaz hongay. Gale hafte, Retail Sales, Hone Sales, Jobless data, FOMC Minutes, Existing Home Sales waghera aise bohut sare awamel hwn, jis se American dollar aur gold bohut ziada mutasir hone ka hadsha hota hai. American dollar k 10 years bond yields bhi bohut asar dekhata hai.

    Fundamental Environments

    American dollar aur gold par sirf technical aur calendar events k asarat nahi hote hen, bulke kuch fundamental anasir bhi aise hen, jin se ye dono mutasir hone k hadsha hota hai. Agar Iran aur American Neuclear deal ho jati hai, to us se umeed hai k kuch had tak gold stable rahe. Jab k dosre taraf Ukrain aur Russian war ka bhi masla hai, agar war shoro hoti hai to gold bohut teezi k sath 2000 ka area cross kar sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220213_152523.jpg
Views:	1
Size:	292.2 کلوبائٹ
ID:	12368552

    اب آن لائن

    Working...
    X