forex mai risk ko kaise kam kiya jaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mai risk ko kaise kam kiya jaye?
    Maine aksar suna hai kay forex buhut risky business hai aur is mai profit kam hai loss zada hai laikin mai pochna chahta hun kay hum risk ko kaise kam kar sakty hain takay humare profits zada hun aur loss kam
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    apnay belkul thk suna ha. forex business ma boht risk ha.
    or is risk ko kum karnay k lye or earning karnay k lye hamian best knowledge of highly experienced hona chaye. market ka analysis , use of indicators, fundamentals, emotion less trading in sub chezon ka pata hona chaye. or trading ma apply karna chaye.
    :cool::cool::cool:
    • #3 Collapse

      dear forex mein risk mara khal mein tu un traders k liya hai jis ko trading k experience nahi hia ya trading mein greedy ho jata hain other wise forex mein risky nahi hai. forex mein agar hum daily ya weekly k profit k target set kar leta hain tu hum risky se bhi bech skta hain aur hum ko earning bhi kafi sari ho jti hai.
       
      • #4 Collapse

        Well, rsik tou dunya k her business may mojudd hay or ager aap risk ko he mad e naazar rakh ker isay kren gay tou kamyabi hasil kerna mushkil hojeye ge, aap ko chhaye k proper direction or knowledge ka sahee use kerty huwey risk ko kum kren.
        • #5 Collapse

          Risk is present in every business including forex as well.So in my opinion,as a matter of fact,we should deal with forex tactfully according to the situation with correct info of forex so that we can reduce the risk factorh
          • #6 Collapse

            Less risk high profit aap money management ki study kar kay implement kar sakty hain. Ye aik proper planning hoti hai agar aap let say bullish trend me buying karna chahta hain tu aapko apna order previous level ki base pe plan kar kay place karna hoga buying me or uska stop loss agar 30pips ka banta hai tu profit 90pips ka hona chahiay. Ye one third strategy hai jisko use kar kay aap risk ko kam kar sakty hain or profit ko maximize karty hain.
            • #7 Collapse

              forex main risk ko kam karne kay liye apko sab se pehle apni lalach se gurez karna hoga warna ap is daladal main phanste chale jaen gay aur apko nikalne wala koi bhi nahin hoga
              • #8 Collapse

                ji haan forex mein risk hai but hum es risk ko kaam kar sakte hain wo ase k sab se pahle humhein forex k bare mein pata hona zarori hai k trade kase ki jati hai phr loss nh hoga profit he hoga......
                • #9 Collapse

                  forex ma losses ko kam sirf aik method se kia ja skta ha aur wo ha aap ka knowledge aur experience. jitna acha knowlegde aur experience aap ke pas ho ga utna achay se aap market flow ko analyza kr skte han aur indicators ka use bhe aap ko saheh simat le kr jata ha
                  • #10 Collapse

                    risk aise kam kiya ja sakta hai k ap ko agr experiance nahi hai to kam say kam invest karein so that loss agr ho jaye to ap isay cover kar lo.. aur invest karne say pehlay strategy bna lo k ap kya step kis time lo gy to loss ni ho ga.. is k elawa ap experience people say jo long time say forex use kar rahe hai un say help lay sakte ho.. aur jaha tak comments ki baat rahi to wo to the point karo .. zero loss ho ga .. apne aim par focus rahken
                    • #11 Collapse

                      Forex main risk ko ap aisy kam kar sakty hain k ap low rate pe kam bid man kaam karen jab bhi zaida ki lalach main aaen gy to phir by luck hi ap ko faida ho sakta hai werna nuqsaan ka chance zaida hota hai to ap kam rate pe kaam karen.
                       
                      • #12 Collapse

                        Forexd mein risk factor ko kam kernay k leye huemin bohat samjhdari se trade kerni chaheye aur trading k duran apni approach realistic rakhni chaheye, greed nehi keerni chaheye aur achi trah se analysis kernay k baad he koi step othna chaheye ta k risk factor kam se kam ho.
                        • #13 Collapse

                          may dear forex me risk ko kam krnne k lia zarori he k admi is ko kam istamal kre is s us ki dilchaspi kam ho jai gi aur wo khud ba khud is me risk kam ho jai ga.
                          • #14 Collapse

                            forex is very risky business. but if you have appropriate knowledge and you make more and more practice of trading on demo account then you will be confident in your trading then there will be low risk of loss
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear friend forex trading business un traders ke liye risky hai jo forex main experience aur knowledge hasil nahin kertay balkey direct real account mein trading kertay hein aur humein forex mein risk ko ko kum kernay ke liye humein apna rozana ka profit ka target banana hoga aur ziyada profit ki lalach nahin karni hogi.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X