forex mai risk ko kaise kam kiya jaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #946 Collapse

    G janab forex mai risk ko ap mangament ky tor pr kam kr skty hy bcz jab tk ap risk ko handle nai kry gy ap sy trade nai hop skti hy so trading ky liyay ap ko knowledge or experience ky sath trade krni chahyay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #947 Collapse

      bilkul forex me loss zayada ha ..lekin agar ap is ki learning nae krte phr..agar ap pehle is ki learning krte han or phr 3 month ki demo acc pr practice krte ha ..or profit earn krte han apni strategies bnate han..money management ka khayal rakhte han ..to ap consistent kabhi loss nae kr sakte ..ap forex ko achi trha seekh kr is pr working karain.
       
      • #948 Collapse

        risk ko sirf risk management se hi kam kia jasakta hai and what is the most important thing is that ap k imption ap ko aik sahi trader bnate hai.
        • #949 Collapse

          Forex trading aik great online business he es min loss bhi he aur profit bhi he es min khatra bhi hota he k hum apni raqam bhi doba beithin es k sath sath es min ye bhi possible hota he k hum bari earning kar lein es k lei agar hum kam se kam risk lein to acha he aur kam risk leine ka tareeqa he money management.
          • #950 Collapse

            hello! assalam u alikum bhai jaan kia haal hain ap ke? g is me risk ko kam karne k lea zrori hai k ap is me pehle achi practice karen or is me acha knowledge hasil karen tab hi ye apki help kar sakti hai or ap is se bhut acha faida hasil kar skate hain.
            • #951 Collapse

              Forex trading man key liye great hai ya pir women key liye is barey mien main yeh kehta houn key yeh koi gender base business nahi hai mera yeh kahayal hai key yeh business sirf or sirf un key liye great hai jo key forex trading ka knowledge or experience rakhtey hain.
               
              • #952 Collapse

                learning is the main thing we need to do, this is the first thing we have to do and if want to do something rightly , with learning and practicing, we will know how to take the right steps and do , learning and practicing will give us more understanding to manage the business, and a good trader is a good learner,.
                 
                • #953 Collapse

                  assalm alaikum bahi jan ap ney theek kaha hai key janb forex key kisi b kam main risk to hai janb is main koi nai bat to hai nai janb lakan risk ko kam kerney keley hum ko cahei key hum terminal ko achey sey dekehy our news ko our is key elaya hum apney zehan key sath sochy janb pher is main koi risk nai hai janb
                   
                  • #954 Collapse

                    We can reduce risk in forex business when we have proper knowledge and experience also we have to make plans that how can we avoid from risks, so we have to work hard.
                    • #955 Collapse

                      dear mary khial ma forex ma riski ko hum is trha kam kar sakty ha ka gab hum trad lgay to os wakt kam lot lga da or os ka bad confidence sa
                      soch samaj kar trad lga da is trha humara der khatem ho gay ga or hum kamiab ho sakty ha.
                      • #956 Collapse

                        bhai forex me high risk high rewrad ka mutlab yeahi nahi hota hay ka yap aik he trade me apni equity ka 10-20 ya 50% loss ker bethy blkay is me ap ko apna risk manage kerna hota hay ap proper lot size ker kay apnay risk ko manager ker skty hyn
                        • #957 Collapse

                          Aesa Kuch Be Nahin HOta. Market Ka Impact Samjhna Har Kisi Ki bas Ki Baat nahin. App ke Dost To Sirf Advance Level Ke trader Hein. Mein Professional Trader hoon. Aur Mere Dost Analyst Aur Strategist hein. Unko be loss Ho Jata Hai. Kabhi Kabhi Yeh Normal Si Baat hai Aesa Hota hai. Kya Google Ko Kabhi Loss nahin huwa ?? Kya Microsoft ko Loss nahin Hota. halanke Woh Bari Companies Hein.
                          • #958 Collapse

                            forex main risk ki waja greed hai jo hum log bpht karty hai es lyi hamein cahye ky hum jab bhi kam kary to hamein cahye ky hum forex per expereince or knwoledge ky sath kam kary taky hamein ziyada profit earn ho saky
                            • #959 Collapse

                              forex me risk ko kaam krne ka aik hi tareeka ha or wo ye ha k ap itne kabil bne k puri trading hi ap k lye maza bn jayee or aap enjoy kr k business karain..or us ka aik hi tareeka ha wo ye ha k ap pehle aik month ki learning karain chahe wo learning paid course se ho ya wo google se ho..us k bd ap 3 month demo account pr practice kr k consecutive profit earn karain ..is trha se aap forex ko easy bna sakte han..
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #960 Collapse

                                forex main risk ko kam krna ka aik hi treqa hai wo hai apki practicehai agar ap demo main full experiene yafta hai tu ap ko kafi had tak apni safty k pta chl jata hai demo is best tool to avide risk

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X