forex mai risk ko kaise kam kiya jaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    jee haan theek suna hai apne forex ak bht hi risky business hai magar ham forex mai demo acount use kar k forex k bare mai learning kar k kaafi had tak risk se bach bhi sakte hain ta k hamen profit zada or loss kam hoo...
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      forex me risk se bachne ke kye prctice karte rahna chahye iske bare me mukamal malomat honi zarori he.ap demo ke zarye apna experince barhain to ap risk se bach sakte hen....
      • #348 Collapse

        yes brother ap nay bilkul theak sona hay kay forex trading is so much risky work to do but ham es risk factor ko kam zaror kar sakty han by our learning . hard working and interest in this work and we should practice as well on demo account first before doing real trade
        • #349 Collapse

          Risk will be present within every company including forex Just like well.So throughout OUR opinion,as the matter of fact,we Just in case exchange inside forex tactfully according for the situation with suitable data associated with forex thus This i will probably reduce your risk factor
          • #350 Collapse

            meray dost may samajhta hun kay jo banda highly experienced hota hay aur jisky forex kay baaray may knowledge achhy hoty hay woh log apnay risks ko kaafi had tak kam karsaktay hain
            • #351 Collapse

              forex mai ap loss k risk ko stop loss k use sy km kr skty hai or is k elawa ap take profit use kr k ap acha profit hasil kr skty hai ltake profit or stop loss best hai loss k risk ko km krny k liay..
              • #352 Collapse

                In my opinion hamm forex mai risk ko asani se khatam kar sakte hai wo ese k hamm forex ki achi tarah knowledge hasil karen or demo account par tawaja den.......
                • #353 Collapse

                  ge ha is ma har koi kamkar sakta ha sab ka liy ha forex ak ach business ha sab ka liy is ka bar ma ap ko kamkarna ha to is ka liy ap ko is ka bar ma jan zarore ha sab ka liy ha forexak ach busiess ha sab ko is ma pat tim kamkar ka he ap is ma boht pisa kam sakta ho
                   
                  • #354 Collapse

                    bhai jan iska bus aik hi solution hai woh.......yeh hai kay aap ziyada say ziyada forex trading kay baray main learning karain......aur iska experience jasy jasy apkay paas ata ajye ga apko trading behtar tariqay say karni ajaye gi jis say apka loss ka kim aur profit ak ziyada chance ho jaye ga...........
                    • #355 Collapse

                      i mean experience nahi hia ya trading mein greedy ho jata hain other wise forex mein risky nahi hai. forex mein agar hum daily ya weekly k profit k target set kar leta hain tu hum risky s..............
                      • #356 Collapse

                        rsik tou dunya k her business may mojudd hay or ager aap risk ko he mad e naazar rakh ker isay kren gay tou kamyabi hasil kerna mushkil hojeye ge, aap ko chhaye k proper direction or knowledge ka sahee use kerty huwey, aap risk ko kam kar sakty hain or profit ko maximize karty hain.............
                        • #357 Collapse

                          meray khyaal say agar ham is kam ko kartay wakt daily bases par forex market or news par tawajja dain or us k mutaabiq apni planning karain to ham apni invesment main risk ko minimize kar saktay hain or seekh kar karain to loss bhi kam hota hai
                             
                          • #358 Collapse

                            good sir knowledge of highly experienced hona chaye. market ka analysis , use of indicators, fundamentals, emotion less trading in sub chezon ka pata hona chaye;;;;;;;;
                            • #359 Collapse

                              leverage. leverage aik aysa kam hy jis sy aap forex main risk ko kam kr skty hian but is k sath sath aap ki profit b kam ho jay gi. kiun k jis speed sy aap ko profit hoti hy usi speed sy loss hota hota hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                jee bilkul ham risk ko kam kar saktay hai is k lya ham ko apni risk management ko acha karna hoga aur asi trade llagani chahi jo k analysis ki gai hon aur risk kam ho aur profit ziada ho lahaza yah zrori ha k aap risk management ho acha karain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X