Explanation of Gap and predictions of market movements after Gap

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explanation of Gap and predictions of market movements after Gap
    What are gaps.

    Forex market ki price ko bhot tezi sy break hony ko gap kehty hain. Forex market ma gap upward b ho sakty hain or downward b show ho sakty hain. Forex market ma gaps aksar hamy weekend k bad jb market open hoti hai to nazar aty hain. Enki main waja weekend par kio asi news banti hai jis sy market ma change occur kar jata hai. But ye zaruri ni hai forex market ma hamy gaps short timeframe m b dakhny ko mel sakty hain. Yani immediately news k foran bad ik min k time frame k andar andar he hamy gaps nazar ah sakty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (25).png
Views:	1
Size:	11.3 کلوبائٹ
ID:	12504324

    Why are gaps important.

    Forex trading ma gaps sy market ki sentiments ka pata chal jata hai k market ki es time par thinking kiya hai. Jb market ma upside gap banta hai to zero trader asy hoty hain jo ye sochty hain k market ko es time par sell karna chahe. Ese tarha jb market ma downside par gap banty hain to eska matlab ye banta hai es time par zero trader asy hon gy jo market ko buy karny ka sochy gy. But market k gaps ka ye matlab ni hai k market ab usi time jany ki paband ho gi. Bhot sari situations asi b hoti hain jb jb market wapas ah jati hai or ye gap ko fill kar leti hai

    Key points to Predict Market movements after Gap

    1. Ager gap slow movement main up side main bany to ye wapas ata hay aur ager down side main bany to up side movement hoti hay. Iski waja yeh hoti hay keh jab market slow movement main gap banaye to isko fill karny kay liye again wapas ati hay. Jis waja say slow movement main itni ziada movement nai hoti laikin phir bhi kuch pips mil jati hain. Waisy slow movent main ban'ny waly gaps main trading activity say baz rehna he mufeed hota hay.

    Click image for larger version

Name:	images (24).png
Views:	1
Size:	11.5 کلوبائٹ
ID:	12504325

    2. Ager hourly timeframes main market kay uptrend aur fast movement main new candle gap say open ho to bhi ye up side he jati hay, laikin ager day closing kay bad next day up gap ho to ye up movement main jata hay jab keh low side per gap down movement ki indication daita hay.

    3. Long down trend main aur fast movement main ager hourly ya short time frames main up ya down kisi bhi side per gap ho to phir bhi ye ziada tar nichy he barhta hay. But day close kay bad jab market re-open ho to up side main ban'ny wala gap uptrend main jata hay jab keh down trend main ban'ny wala gap mazeed down jata hay.

    Click image for larger version

Name:	images (22).png
Views:	1
Size:	12.2 کلوبائٹ
ID:	12504326

    Requires strong analysis

    Jab market ki movement bahut jyada fast hoti hai aur jab market mein volatily bhi bahut jyada ho Jay To Aisi situation Mein Hamen market Mein gap observe Hota Hai Jab Ham Apne analyses perfect kar lete hain aur Market Mein maujud Tamam factor ko Main acchi Tarah se learn kar lete hain To Hamen market Mein gap se related bhi important learning ko avoid nahin karna chahie Hamen is ko apni trading per reply karna chahie Jab Ham is ko apni trading per reply Karenge To Hamen apni trading mein bahut Achcha profit Hasil ho sakta hai Hamen Kabhi bhi apni trading Mein loss Nahin ho sakta Jab market Mein gap Hota Hai to yah Hamare liye bahut jyada faydemand Hota Hai aur yah gap Hamari trading ko profitable Banane Mein Hamari bahut jyada help karta hai Agar Ham Forex trading ke Business mein acchi earning Hasil karna chahte hain aur apne is business Mein professional trader Banna Chahte Hain To Hamen chahie ki ham Forex a ke Tamam important factor ko acchi Tarah Se study Karen aur unke bare mein Achcha Se Achcha experience or knowledge apne pass rakhen
    منسلک شدہ فائلیں
    Last edited by ; 13-02-2022, 11:04 AM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Explanation of Gap and predictions of market movements after Gap

    dear friend, forex ma gap hum us condition ko kehtay hain jab kisi activity kay baghair pairs ki prices previous day kay close sa above ya below open hoti hain, in gaps ki main waja market kay closing hours main kisi unexpected data release ya big news ya events hotay hain jo market ya piar ki prices ko effect kartay hain,

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220213_1309370.jpg
Views:	1
Size:	9.8 کلوبائٹ
ID:	12368522

    Gaps ki main types:


    forex trading ma gaps ki mukhtalif types hoti hain, jo overall trend ma kisi bhi jaga appear ho sakray hain in ki main types ye hain,

    exhaustion gap
    common gap
    runaway gap
    breakaway gap

    Exhaustion gaps:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220213_1309374.jpg
Views:	1
Size:	12.4 کلوبائٹ
ID:	12368521

    ye gaps trend kay end kay kareeb bantay hain, ye demands ki akhri above push ki waja sa zahir hotay hain, in gaps kay baad market kay trend change honay ki bhi indication milti hay, ye gaps show kartay hain kay ab perticular trend direction main thoray traders reh gay hain jo prices ko ongoing trend ma move karnay ko push kar rahay hain,

    Common gaps:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220213_1309371.jpg
Views:	1
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12368523

    Common gaps ko normal gap bhi kaha jata hay ye kisi breaking news ya headline ki waja say market kay open aur previous day close kay darmian bantay hain, istarah kay gaps ma open prices closing prices sa different hoti hain.

    Runaway gaps:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220213_1309373.jpg
Views:	1
Size:	14.3 کلوبائٹ
ID:	12368524

    Runaway gaps us waqt bantay hain jab market strong trend main move kar rahi hoti hay aur current trend ki direction main hi market further strong move show karti hay, ye gaps typicaly large hotay hain aur price trends inko follow kartay hain, ye gaps normaly trend kay mid ma bantay hain aur isko speedup kartay hain

    Breakaway gaps:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220213_1309372.jpg
Views:	1
Size:	13.7 کلوبائٹ
ID:	12368525

    tarah kay gaps ma prices significant resistance area sa above ya support level sa below move kar jati hain, ye us waqt bhi appear hotay hain jab prices tight trading range ma move karnay kay baad chart pattern sa out move karti hain, break
    away gap aik strong trending move ko indicate kartay hain,

    اب آن لائن

    Working...
    X