Bearish descending hawk

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish descending hawk
    Definition

    yeh patteren aik chhota sa safaid jism hai jis mein pehlay ke nisbatan lambay safaid jism hotay hain. yeh harami patteren se mushabihat rakhta hai, siwaye is ke ke dono jism safaid hain .


    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	7
Size:	28.8 کلوبائٹ
ID:	12504298


    Recognition Criteria

    1. market aik murawaja oopri rujhan se mutsif hai .
    2. pehlay din aik safaid jism ka mushahida kya jata hai .
    3. dosray din phir hum ne aik safaid jism dekha jo pehlay din ke jism se poori terhan lipta sun-hwa hai .

    Pattern Requirements and Flexibility

    bearish descending hawk do safaid candle stick par mushtamil hota hai, jis mein pehlay din ka safaid jism mandaa zail safaid jism ko ghair laita hai. sab se pehlay aik aam ya lambi safaid mom batii honi chahiye. dono shama daan ke body tops ya bottoms aik hi satah par ho satke hain, lekin jo bhi ho, dosray din ka body pehlay se chhota hona chahiye .


    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	11
Size:	36.4 کلوبائٹ
ID:	12504300


    Trader’s Behavior

    yeh patteren tafawut ka ishara hai. up trained ki khasusiyat wali market mein, hum sab se pehlay bhaari kharidari dekhte hain jo pehlay din ki safaid body se zahir hota hai. taham, dosray din namodaar honay wali choti body kharidaron ki kam hoti taaqat aur josh ki taraf ishara karti hai is terhan rujhan ko tabdeel karne ka mahswara deta hai .


    Sell/Stop Loss Levels

    tasdeeq ki satah ko aakhri qareebi ya pichlle safaid jism ke darmiyani nuqta ke tor par bayan kya jata hai, jo bhi kam ho. tasdeeq ke liye qeematein is satah se neechay honi chahiye .

    stap nuqsaan ki satah ko aakhri do bulandiyon se ziyada ke tor par bayan kya jata hai. mandi ke isharay par amal karte hue, agar qeematein neechay jane ke bajaye barh jati hain, aur stap nuqsaan ki satah se lagataar do yomiya oonchai ko band kar deti hain, jab ke koi taizi ka namona nahi paaya jata hai, to stap nuqsaan ko mutharrak kya jata hai .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bearish descending hawk

    Descending Hawk Pattern


    Descending hawk candlestick pattern aik bearish trend reversal pattern hai jo k high prices area ya bullish trend k baad paya jata hai. Pattern do same colour ki candles par mushtamil hota hai, jis me 1st candle aik bari real body wali white hoti hai, aur baad me banne wali 2nd candle aik small real body white candle hoti hai. 2nd white candle ki open aur close position yani pori real body 1st candle k real body k andar hota hai. Yani ye pattern bearish harami pattern se melta julta hai, lekin sirf opposite candle change hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	download (75).png
Views:	11
Size:	6.0 کلوبائٹ
ID:	12368558

    Pattern k Pehchan k Rules

    1. Descending hawk candlestick pattern aik bearish reversal honi ki waja se qeematen pehle se ya to high price area ya bullish trend me trade karti hen.
    2. Pattern ki 1st candle aik real body wali bari white candle hoti hai.
    3. Pattern ki 2nd candle aik small real body wali white candle hoti hai.
    4. Pattern ki 2nd small white candle ki pori real body 1st white candle ki real body k andar hoti hai.


    Click image for larger version

Name:	images (755).png
Views:	18
Size:	4.4 کلوبائٹ
ID:	12368559

    Pattern ki Tafseel


    Descending hawk candlestick pattern jo bearish harami pattern se melta julta ko bearish trend reversal pattern kaha jata hai. Descending hawk candlestick pattern aik bearish trend reversal pattern hai jo k high prices area ya bullish trend k baad paya jata hai. Pattern do same colour ki candles par mushtamil hota hai, jis me 1st candle aik bari real body wali white hoti hai, aur baad me banne wali 2nd candle aik small real body white candle hoti hai. Ye pattern do candles par mushtamil hota hai, jis 1st white aur 2nd white candle hoti hai. 1st White candle aik bari real body wali hoti hai, jo k market me bullish trend k tasalsul ko zahir karti hai. 2nd small real body wali white candle 1st black candle k close position se below open hoti hai, yani white candle ki real body me open bhi ho jati hai, aur close bhi. 2nd small white candle bullish trend k tasalsul ko rokh deti hai, aur qeematon k trend ko bearish trend me badal deti hai. 2nd candle ki lazmi real body small white honi chaheye, nahi to black candle hone ki sorat me ye pattern "Bearish Harami Candlestick Pattern" ban jayega.

    Pattern pe Trading


    Descending hawk candlestick pattern par trading karn se pehle aik to prices ka top hona chaheye aur dosra aik black confirmation candle ka honna chaheye, jo k small real body wali white candle k bad real body main banni chaheye, agar wo white candle k below close hota hai, to yahan pe sell ki entry ki ja sakti hai. Stop loss pattern k sab se highest resistance point yani white candle k top price pe set hoga, jo k pattern ka resistance level hoga.

    Click image for larger version

Name:	download (28).jpeg
Views:	2
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12368557

    اب آن لائن

    Working...
    X