Indicators are Working as Robot : Explanation
Dear Friends, Forex me indicators market main aik auto robot ki tarha kaam ker rahay hoty hain jes main ye jes bhe pair pay hum lagaty hain to us main humean trend up hai ya down ya ya change honay wla hai ye bta rahy hoty hain next move kia expected hai ye malomaat day rahay hoty hain
Support and Resistance*:
Hamery pass khuch indicators hain jo k market ki support and resistance major areas k barey main bta rahy hoty hian
Signal indicators*:
khuch indicator humean us main singal k toor pay downloaded hum mt4 min use kerty hain wo humean buy our sell signals arrow our different way main bta rahy hoty hain
What Indicators Do
Indicators ki basically traders ke madad kay liye banaya gaya hay yeh madad to nahin kertay lekin analysis main assistance detay hain yeh basically aik qism kay tools hotay hain indicators aap kay paas different types kay hain or her indicator ka apna apna function hota hay or her indicator ko use kernay chart me es key signals trend moving average ki waja se different ho sakty hey, traders ki trading me technical analyzing important role play kar sakty hey, agar trend ko identify kar leya jaye jo key ham indicator use kar key trend ko find kar lety hey es key sath fundamental analyzing be esi trend identification ki waja se easy ho sakti hay, indicators ya technical analyzing ko kabi be avoid nahi karna chaye ka apna apna tareeka hota hay aik hotay hain simple trend indicators jo kay trend identify kertay hain in main Moving Averages mashhoor hain doosray hotay hain signal indicators jo kay aap ko buy ya sell ka signal detay hain inn main ICHIMOKU CLOUD Relative Strength Index MACD waghera bohat zyaada common hain indicators ko use karty hain tu hmain apni trading main stop loss or take profit ka use lazmi karen es k ilwa koi bhi indicators hmain 100 percent result nahi deta hai es liye kbhi bhi hmain apny analysis k sath trading ko profiatble bnaa parhta hai es liye apny analysis bhi use karen