Divergence Explanation
Dear Friends, divergence basically forex me possible trend reversal ko kehty hen aur is me sirf hamen potential trend reversal k signal hi faraham nhi karti balky ye trend continuation k sign k tor par b use hoti hain jis ma prices current direction ma apni move ko continue karti hain, regular divergence trend reversal ko zahir karti hain jb divergence trend continuation ko show karti hain, divergence 2 types ki hoti hain,
Bullish Divergence : Dosto ye us waqt zahir hoti ha jb koi pair uptrend ma move kar raha ho, ye tb hoti ha jb prices apna higher low bna rahi hon lakin oscillator lower low show karay, iska mtlb ye ha k yahan par koi hidden divergence ha jis ki waja sa oscillator prices ko same show nhi kar raha
Bearish Divergence: Dosto ye hamesha down trend ma us waqt hoti ha jab prices apna lower high bna rahi hin lakin oscillator higher high show kar raha ho, is ma ye hi chances hotay hain k pair apni lower shoot moment jari rakhay ga jo downtrend ma ho gi,
Trend And Divergence
Divergence k mutabik hamen hmesha trend ko follow karna chaiay aur us k against trading sa avoid jarni chaiay q k ye divergances trend ko continue rakhnay ki indications daiti hain, hmain market aur pairs ko moment ko apnay experience k zariay thek tarah observe karnay ki koshish karni chaiay ta k hidden divergance ko point out kar sakain jin sa hm trading ma mistakes sa bach jaen gay aur apni tradesko trend k mutabik thek tarah open ya adjust kar paen gay aur profitable results hasil kar sakain gay.
Difficulty During Divergence Trading
Dear Friends mostly Trader's k leay sab sy mushkil ye he hota hai k wo main trend ma or retracement ma difference kesy find kary. But profit usko he hasil hota hai jo en ma difference ko find karny ma kamyab ho jata hai bakiyo ko serf loss he melta hai.

1. Bullish divergence
2. Bearish divergence

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим