Demo account in forex:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demo account in forex:
    ASSALAM A ALAIKUM!

    Friends, Umeed hai ap sab kheriat sy hon gy. Forex Market mn kamyab trading karny ky liye forex ki basics, technical analysis, fundamental analysis, candlestick patterns or different indicators ky bary mn knowledge hasil karna bht zaroori hai. Knowledge ky sath trade kar ky ap 1 axha profit earn kar sakty hain. Yad rahy ky forex ki market bht risky market hai. Iss mn loss karny ky chances bht zyada hoty hain. Agar ap without knowledge iss market mn enter hon gy to ap ko loss ho sakta hai. Issi bat ko mady nazar rakhty huay hum aj Demo Account ky bary mn discuss Karen gy. Umeed hai meri information ap ky liye profitable hon gi.



    WHAT IS DEMO ACCOUNT?

    Kisi taraf Dil mein Kaun ke upar practice kar sakte hain jitna aap Dam account ki practis karte Hain To aap apne kam ko prapt tarike se Kar padhte Hain Ghar mein shish ka andha hai kya munhKisi taraf Dil mein Kaun ke upar practice kar sakte hain jitna aap Dam account ki practis karte Hain To aap apne kam ko prapt tarike se Kar padhte Hain Ghar mein shish ka andha hai kya munh kam chitram acche tarike se kam karenge To hamen use per dadhi Hoga apna Kam beta banaa payenge hamen har chij comment and karna hoga tabiyat kamyab honge Adam account ke upar practice karni chahie chitram acche tarike se kam karenge To hamen use per dadhi Hoga apna Kam beta banaa payenge hamen har chij comment and karna hoga tabiyat kamyab honge Adam account ke upar practice karni chahie jitna passport nahi Faraz lotr Ham use benefits bhi milte Hain Apne kam ko gajroula chetra kaise karte hain Jo kya aapko kamyab banata hai aur ham damoh ke upar kab sar benefits we hasil kar sakte passport nahi Faraz lotr Ham use benefits bhi milte Hain Apne kam ko gajroula chetra kaise karte hain Jo kya aapko kamyab banata hai aur ham damoh ke upar kab sar benefits we hasil kar sakte hain





    USE OF DEMO ACCOUNT:

    Jo log time ok ho upar kam karte hain usko use karte hain vah Kafi h Tak Apne kam ko pura kar padhte Hain Ramesh baat kam raja hai ki ko kis Tarah theek aur achchaJo log time ok ho upar kam karte hain usko use karte hain vah Kafi h Tak Apne kam ko pura kar padhte Hain Ramesh baat kam raja hai ki ko kis Tarah theek aur achcha kar jitna Ham Dam account ke upar practice karenge hamen use faded slow garam apni kam ko pura Karke rahenge Chitra mein har chij ko maintain karna hoga jitna aap ka kam achcha Hoga jitna Ham Dam account ke upar practice karenge hamen use faded slow garam apni kam ko pura Karke rahenge Chitra mein har chij ko maintain karna hoga jitna aap ka kam achcha Hoga aapka hamen har chij comment and rakhna Hoga jitna Ham Apne kam ko Patra theek aur acche tarike se karenge Ham mujhse capsule benefits aur demo ke upar hamen har chij comment and rakhna Hoga jitna Ham Apne kam ko Patra theek aur acche tarike se karenge Ham mujhse capsule benefits aur demo ke upar per hamesha Apne kam ko vetan banana chahie jitna hamen naat karenge to kamyabi ungaram maachis kobitar Andaz mein kar sakte hain


  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Demo account in forex:

    Demo Account


    Demo account forex trading market ki origenal aur asal trading seekhne ka aik aham platform hai, jiss ko har aik trader k leye free me dasteyab kia gaya hai. Demo account pe trading se na sirf ghaltion se chutkara mel sakta hai, bulkeh trading k dowran hone wale mukhtalif analysis ka bhi sahi tareeqay se istemal ka knowledge hasil ho jata hai. Forex trading ka karobar bohut zyada riski hai, aur koi bhi shakhs is ko asaani se sar-anjam nahi de sakta. Forex trading me real money ka istemal hota hai, dosra is business me mamoli se ghalti se minton aur ghanto k andar andar investors ko lakhon (millions) ka loss ho sakta hai. Is waja se har broker apne clients k help k leye free me demo account ki access deta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (229).jpeg
Views:	1
Size:	22.1 کلوبائٹ
ID:	12368190

    Trading k dowran loss sab ko hota hai, kamyab trader us loss ko kam se kam karte hen, jab k new trader ya na-turaba-kar trader losses me phanste jate hen. Agar hum demo account pe pehle se kaam karte rahe to is se hum real trading k dowran apne losses ko kam kar sakte hen.
    Demo account normal forex trading k live account ki hi tarah se kaam karte hen, bas me istemal hone wala raqam majazi (virtual) hota hai, yani is k nafa nuqsan se humen koi faida ya loss nahi hota. Demo account k bagher koi bhi trader asani is business me successful nahi reh sakta. Kam az kam aik new trader k leye seekhne k sath sath do (two) maheene tak demo account pe trading karna zarori hai.
    Jab tak trader mukamal tawar par expert nahi banta us waqat demo account istemal karna chaheye, lekin do maheene me agar koi seekhna chahy to bohut kuch learn kar sakta hai. Forex trading me demo account k wese to bohut sare fawayed hen lekin un me se chand aik aham hososeyat nechay deye gaye hen;

    Knowledge aur Experience


    Demo account se hi forex trading ka knowledge increase kia ja sakta hai, q k ye business bagher knowledge aur experience k karna bohut riski hai. Forex trading me wese to hazaron aur lakhon ki tadad main daily base par traders kaam karte hen, lekin ziada tar loss hi uthate hen, q k maximum traders ya to new hote hen aur ya un k pass forex trading ka knowledge nahi hota hai. Demo account k istemal se traders k experience aur trading k hawale se skills ki improvements hoti hai, jo k hamare trading k leye bohut hi ziada zarori hai. Knowledge se experience aur experience se knowledge bhi demo account ki madad se hasil hota hai.

    Technical Analysis ka Experience


    Demo account technical analysis main bohut help uss waqat deta hai, jab bhi hume new trading skills ya strategy banate hen lekin uss k azmane k leye koi account ki zarorat hoti hai. Demo account hamare analysis me bohut ziada kar-amad sabit hota hai. Seekhne k marahil k dowran jitne bhi analysis pehle agar hum demo account pe test karengay to is se hamare analysis ki success ziada hoti jayegi, aur trading me uss me koi masla nahi deta hai.

    Risk Management

    Forex trading me hamesha wo trader kamyab rehte hen, jo trading ko aik proper osool k mutabiq sar anjaam dete hen. Real trading me discipline ka hona bohut ziada zarori hai. Lekin aksar awqat jab trader loss me hota hai, to wo sab kuch bhool jata hai, is waja se humen trading k dowran discipline ko barqarar rakhne k leye demo account ka istemal karna chaheye, jo humen apne discipline pe barqarar rakhne me madad kare. Demo account se traders money management aur risk management seekh sakta hai, jo k humare trading me risk-reward ratio k leye bohut hi ziada zarori hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X