Dear friends, forex trading main technical analysis main hmain financial assets ki market price ka trend find krnay kay liay mukhtali pattern kay baray main pata hona bhot zarori ha, ye pattern hmain market price chart kay zariay price ki moment ko janchnay main help kartay hain, in patterns main kuch reversal pattern hotay hain aur kuch continuation pattrrn,
Continuation chart pattern:
Continuation Chart Pattern market kay running ya ongoing trend ko resume honay kay baray main batatay hain, normaly technical anaylisis main kuch commonly use hona wala Continuation Chart Pattern jo traders ko market kay trend kay continue rehnay ka signal detay hain un main "triangles, flags, pennant aur rectangles patterns wagera" shamil hain,
Main features of continuation pattern:
ye chart pattern hmain financial assets ya pairs kay trend continue rehnay kay baray main batatay hain, in sa traders ko market main prices kay perticular trend man continue honay kay bara main indication milti hain, normaly Continuation Chart Pattern par trade kernay ka tarika ya hota hay kay ham breakouts per already continue market price kay trend ko follow kartay hain aur tab trade main entry kartay hain,
Trading strategy with Continuation Chart Pattern:
in chart patterns main pehla traders running trend ko point out kartay hain, us kay baad market trend main continuation chart pattern ko locate kartay hain, third step main breakouts ko janchtay hain aur jaisay hi breakout hota hay to trader apni sell ya buy ki trade active kartay hain, stop loss order ko trader pattern kay breakout ki opposite direction main set kertay hain jab kay take profit rader ko hmasha next support ya resistance level par put karna chaiay
conclusions:
Continuation chart patterns bearish bi ho saktay hain aur bullish bhi, jab market lagatar downtrend ki taraf jati hay aur is mein correction aur retracement karnay kay baad bhi apnay previous trend ko jari rakhti hai aur apni movement downwards hi continue kar rahi hoti hay to isko aap bearish continuation kehtay hain, jab kay updirection main moment continue krnay ko bullish continuation kehtay hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим