Long-shadow candlestick:
Kuch technical analyst believe kartay hain keh aik tall ya long shadow ka matlab hai keh stock turn hoga ya reverse hoga.
Kuch believe kartay hain keh tall ya short shadow ka matlab hai keh price rise honay wali hai, yeh trade tab create hoti hai jab aik security ka price action, opening and closing prices ki range say trade nahin karta.
Shadow trading range ka aisa portion hai jo keh outside body hota hai, ham aik candlestick ko tall shadow refer kartay hain ya phir long shadow tail. Aik tail shadow resistance ko indicate karta hai, aur long. Tail support ko signal karti hai.
Understanding:
Members long shadow candle aik baray timeframe mein kafi useful sabit hoti hai. Aur aksar jab aap analysis kren aur wahan aap long shadow candle ko dekha toh uski reality ka liye demo account per trade lazmi lgaya karen es sa aapko andaza ho jay ga. Aur aapko chahiye keh zyada tar aap " H1, H4 ya 1D" wali hi shadow candles per trade lagaen kyun keh 30-min ya es sa choti choti candles itna asar nahi rakhte.
Long shadow candle mein sell ka signal:
Members forex trading mein jab long shadow ki candle upar say neeche ki taraf bani ho aur nichy aa kar close hui ho toh iska mtlb hota hai keh market mein aapko sell ki opportunity mil rahi hai, sell ka signal mil raha hai aur es sa achy benefits hasil kar sakte hain.
Long shadow candle ka buy signal:
Members forex trading mein jab keh long shadow nechy sa oper ki taraf jay tou es bat ki confirmation hai keh market aapko buy ka signal provide kar rahi hai. Magar yeh bat apne mind mein lazmi rakhen keh jo bhi timeframe aap use kar rahe hon uske mutabiq order ko close karne aur stoploss and take profit lzmi use karen es se aap secure trading karty hain aur account bhi secure rehta hai.
Trading strategy:
Members forex trading mein jab candle banti hai tou us time market mein buyers aur sellers dono available hotay hain. R un dono ke darmiyan competition hota hai keh kon us candle ki closing ko apni side karwata hai dono hi movement mein hote hain kabhi seller ziada ho jaty hain to kbhi buyers to candle us side per apna close day deti hai jo k ye show krti hai keh candle ki closing ka according market aab kuch time ka liye sell jay gi ya
buy jay gi.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим