What is Support and resistance?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Support and resistance?
    INTRODUCTION:


    Dear is market mein agar aapane jab Tak es ke related proper learning aur knowledge Hasil nahin karenge aapko ismein benefit nahin ho sakta. isliye is market ke bare mein proper study Karen aur apna knowledge jyada se jyada increase Karen. Trading ko samajhne ke liye aapko experience or knowledge ki jarurat padati hai. isliye isko proper time de aur mehnat Karen trading mein support and resistance ke bare mein study karna bahut jaruri hai.

    WHAT IS SUPPORT AND RESISTANCE:

    Resistance:


    Dear jb market up movement Karen aur Market mein ek aisi jaga aaye jisko market break itni aasani se nahin kar sakte usko resistance kahate Hain.Dear market uptrend mein movement karte hue kisi aise point per ruk jaaye Jahan per market ki movement slow Ho jaaye aur jhana market bahut jyada candles banana start kar de usko resistance kaha jata hai. jab market kisi resistance ko uptrend mein break krti hai to uski resistance support mein convert Ho jaati hai.



    SUPPORT:


    Dear downtrend mein market mein aise point Jahan se market ko nechy jaane mein mushkil Ho usko support kaha jata hai. Dear jab market down trend mein movement kar rahi hoti hai aur Market mein aise point aate Hain Jahan market ko down hone mein ya phr usko break karne mein time lagta hai usko support kaha jata hai.support se market ya tou wapci up Trend Ho jaati hai hi yah Agar usko break karen to previous support uski resistance Ban jaati hai.



    ROLE OF SUPPORT AND RESISTANCE:


    Forex market mein support and resistance ka bahut important role play ho raha hota hai. aap eat samajhne ki market support and resistance ke base per hi move kar rahy hoti hai.jab aap technical analysis ko perform Karen aate Hain to ismein aap ko support and resistance ko mind mein rakhna hota hai aur uski base per aap ko apni trade lagani hoti hai. isliye support and resistance ke bare mein apni study ko complete Karen aur is ki acche se trading practis Karen aapko is bahut jyada fayda trading market se mil sakta hai.

    SUPPORT AND RESISTANCE TRADING STRATEGIES:

    BREAKOUT STRATEGY:

    Dear jaise ke main aapko bataya ki market kisi bhi support ya resistance ko break krti hai to uski next target next support ya resistance hota hai .agar market kisi resistance ko up Trend mein break karegi to uska next target next resistance hoga aur Agar kisi support ko break karegi to uska next target next support hoga aur uski previous support resistance mein convert ho jayegi. Pullback usi ko kaha jata hai jab market break karti hai aur support ya resistance to uske bad jab usko retest ke liye aati hai to usko aap pullback kahate Hain. jab market break krti hai kisi bhi resistance ya support ko to usmein Jo trade lagai jaati hai usko break out trade kaha jata hai.

    Name: IMG-20211105-WA0052.jpg Views: 14 Size: 83.0 KB

    RANGE TRADING:

    Dear range trading mein ap market Jahan range bana rahi hoti hai is ki support aur resistance per aap trade karte hain. Dear jb Market in range bana rahi hoti hai jaise ki support per aati hai aur wapas resistance per chali jaati hai iske bad dobara support per a jaati hai ,Jahan market support or resistance ke darmiyaan range bana rahi hoti hai .yahan per traders support py buy karte hain aur resistance sy sell kar k trade open karte Hain. jab tak kisi bhi side market usko break nahin karti usmein aap pending order ka istemal karte hain aur ismein stop loss ka istemal lazmi Karen.

    Name: IMG-20211105-WA0053.jpg Views: 13 Size: 31.0 KB

    TRADING STRATEGY:

    Dear ismein Ham trendline Ko support and resistance ke tor per use karte hain aur use per trade karte hain .Dear trendline strategy mein aapane market ke trend ke according trade karni hoti hai. jab market uptrend mein movement kar rahi hoti hai to aapko market ki support sy buy ki trade lagani hoti hai ya phr market jab trendline ko touch karti hai to aap usmein buy ki trade lagate Hain. ISI tarah downtrend mein sell ki trade lagani hoti hai jab tak trend continues rahata hai aap Is tarah sell trade karte rahte hain. Dear market ke trend ko dekhte hue trend line draw karne aur use per aasani se trade Karen.

    Name: IMG-20211105-WA0054.jpg Views: 12 Size: 104.6 KB
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Support and resistance?

    Definition of support level:

    Support level woh hota hai jahan per price regularly falling stop kar deti hai, aur bounces back krti hai.

    Definition of resistance level:

    Resistance level wo hota jahan per price normally rising ko stop kar deti hai aur dips karti hai back down.

    Click image for larger version

Name:	support-and-resistance-trading_body_Supportandresistanceimage.png.full_.png
Views:	31
Size:	15.2 کلوبائٹ
ID:	12368135

    Explanation:

    Misal kay taur per samjhne ka liay dekha jay tou, Supply ji hai aik lafzi Matlab say hi pata chalta hai keh supply ka matlb kisi cheez ko bhi provide karna hota hai aur demand ka kya matlab hota hai keh kisi bhi cheez ki demand kya hoti hai, matlab us chez ki market main mang kitni ziada hai aur kitna us cheez ki need hai basically agar real time trading main supply aur demand ko justify karty hain keh agar market main kisi bhi metal ki ya phir currency ki supply ziada ho jay to market main us ki jo demand hoti hai wo bhi kam ho to, us currency ki value kam ho jati hai aur us currency ya phir matel ko lenay walay log kam ho jatay hain. Agr market main kisi cheez ki demand bhi ziada ho aur us ki supply bhi limited ho to market main us currency ya phir matel ki jo value hai wo ziada hoti hai aur us ka buyers bhi ziada hotay hain kyun keh us ki demand ziada ho jati hai to us ki investment bhi ziada hoti hai aur us ki value bhi zyada hi hoti hai.

    Support level aur Demand Zone:

    Forex trading main demand ka kya matlab hota hai keh market main kisi bhi currency ya pher metal ki kitni ziada mang hai aur is say market main us currency ki value bhi kam ya ziada hoti hai kyun keh agar market main koi cheez limited maujood hai tw us ki demand bhi ziada hoti hai tw us ki value main bhi izafa hota hai

    Click image for larger version

Name:	Support-Resistance-on-FTSE-1m-chart.png
Views:	10
Size:	43.6 کلوبائٹ
ID:	12368136

    For example:

    Gold ko hi lay letay hain gold market main limited hota hai, es ki demand bhi ziada hoti hai aur market main isi waja say es ki value bhi zyada hi hai aur Gold mehnga bhi ziada hai aur es main investment bhi bahot ziada hain.

    Resistance Level aur Supply Zone:

    Market mein supply mein matlab hota hai, kisi cheez ya phir currency ki amount market main mojood hoti hain es supply say bhi market main kisi currency ya metal ki supply kam hogi to us cheez ki value bhi ziada ho gi aur log uska investor bhi ziada hon gy kyun keh us cheez ki value aur price main izafa hota jayega isliye log us main ziada say ziada investment karain gay tah keh us sa wo faida hasil ho.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20211122_202728.jpg
Views:	2
Size:	154.8 کلوبائٹ
ID:	12368137
    منسلک شدہ فائلیں
    • #3 Collapse

      Re: What is Support and resistance?
      • Dear part umeed ha k ap sab kheriat sa hon ga aur forex sa ak acha gain le raha hon ga. Dear broker forex market man acha gain lena k liye zarori ha k ap forex market ko learn karen q k bagair learning k is market man bhot misfortunes hota han. Aj man apka sath bhot significant exchanging technique talk about kerta hon.
        Support:
        Dear members,Support implies kisi bhi cheez ko girney sy bchany k hy aor us cheez ko secure krna support kehlata hy.forex mein support bht significant pretend krta hy.support aisa point hota hy jahan sy market ko downtrend jany principle mushkil ka samna krna prta hy. All things considered iska mtlb ye hota hy us specific sticker cost py selling pressure nearly end ho chuka hota hy aor break karny mein kamya nahi hota hy aur dealer wahan apny take benefit set kia hotahot aur purchaser market mein enter hony k liay prepared hoty hy phr kuch purchasers ny uss point standard apny forthcoming purchase request set kiye hoty hy support ek floor ki trah hoti hy jisko contact kar k ya to advertise reward back karty hy ya phr break kr next help ki tarf move ho jati hy.

        RESISTANCE:
        Dear poke market up development kary aur market fundamental ik esi jaga yes jisko market break itni asani sy na kar saky usko opposition kehty hain Dear market Upswing principle development karty huay kisi esy point py ruky jahan standard market ke development slow ho jaye aur jahan market bahot zyada candles bana start kar dy usko obstruction kaha jata hy Punch market kisi obstruction ko upturn primary break krti hy to uski opposition support fundamental believer ho jati hy
        HOW TO FIND SUPPORT AND RESISTANCE LEVEL:

        Dear forex members chart pr support or resistance levels ko samjna bht easy hota hai. But inko real method sy samjty hwy inki judgment krna mushkil hota hai.jb chart py price aik he jaga sy bar bar reject hoti hwi return hoti ha to us strong area ko hum support ya resistance level kehty hain.Aur jb price usi area ko break krti hai to levels k name change ho jaty hain . jesy k aik resistance level ko Jb price break krti ha to wohi resistance support ma change ho jata hai
        SUPPORT AND RESISTANCE KI VALUE:
        Support aur opposition levels hamare leye exchanging me assume benefit aur stop misfortune ka kaam karte hen. Backing and opposition levels pe wese to scalping exchanging ki ja sakti hai, lekin baqayeda exchanging k leye dosre markers ya outline designs ka sahara lena parta hai. Backing and opposition levels aik specialized examination me aik behtareen apparatuses ka kaam karte hen. Ye levels murmur bagher kisi pointer ya oscillator k maloom kar sakte hen, q k ye humen cha

        SUPPORT & RESISTANCE TRADING STRATEGY:
        Backing and Opposition Exchanging Technique ak bhot he basic aur seekhna man asan exchanging methodology ha, jis ko new broker b bhot asani sa learn ker apna genuine record per attempt ker sakta ha. Is exchanging procedure man merchant unadulterated value activity per work kerta ha aur jasa market value backing and obstruction levels ko break kerti ha to is per broker apni purchase/sell ki exchange dynamic kerta ha. Is exchanging system man ager dealer na backing and obstruction levels ko accurately draw kiya howa ha aur broker ko breakout aur re-test ki affirmation k baraan information ho to wo ak regular routine per ak acha gain le sakta haSupport aur opposition levels hamare leye exchanging me assume benefit aur stop misfortune ka kaam karte hen. Backing and opposition levels pe wese to scalping exchanging ki ja sakti hai, lekin baqayeda exchanging k leye dosre markers ya outline designs ka sahara lena parta hai. Backing and opposition levels aik specialized examination me aik behtareen apparatuses ka kaam karte hen. Ye levels murmur bagher kisi pointer ya oscillator k maloom kar sakte hen, q k ye humen cha
        DEAR FRIEND'S PLEASE THANKS ON MY POST



      • #4 Collapse

        Re: What is Support and resistance?

        Assalamu Alaikum Dosto!


        Support and Resistance


        Technical analysis k leye support aur resistance levels aik aham point k tawar par dekhe jate hen, jiss se prices aksar baar baar rebound ho jati hai. Ye levels analysis main market main entry, exit aur stop loss k leye istemal keye ja sakte hen. Support aur resistance zone do aham aur trading k leye strong point hote hen, jiss k bare main janna analysis k keye bohut aham hai. Jab bhi ye support aur resistance level breakout ho jatti hai, to ye samjha jatta hai k supply aur demand ki forces jinhon ne in sathon ko bannaya hai munttaqil ho gaye hai, aisi sorrat me naye support aur resistance levels k banne ka imkan hotta hai, jahan par assets ki supply aur demand main wazih tabdeeli a jati hai.

        Click image for larger version

Name:	images (4) (273).jpeg
Views:	1
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12368169

        Support


        Support prices k leye wo zone hota hai, jahan par sellers ki market main dilchaspi khatam ho jati hai, jiss se assets ki demand main supply ki nisbat izafa hona shoro ho jata hai. Support satah par qeematon ko nechay main dushwaree hotti hai, ye is waja se hotti hai, k jab bhi qeemat gerti hai, aur support level k qareeb atti hai, to market main buyers khareedne ki taraf ziadda mayel ho jatte hen, aur sellers market me ziadda kam mutaharek hotte hen, ye zone prices k taqat deti hai k yahan se prices mazeed nechay na jayen.

        Resistance


        Resistance wo zone hai jiss main buyers ki dilchaspi assets main khatam ho jati hai, aur assets ki value kam hoti ya demand kam ho jati hai, jiss se supply main izafa hota hai. Resistance levels stock ko mazzeed upper janne se roktti hai. Jab bhi kisi stock ki qeemat resistance levels k qareeb jatti hai, to us ko ziadda upper janne me mushkil pesh atti hai, is ki wajja ye hai, k jaise jaise prices resistance levels k qareeb pohunnchti hai, to sellers sell karne ki taraf mayyel ho jate hen, jo demand main izafay ka bahis bante hen.

        Explaintion of Support and Resistance

        Support aur resistance k pechay market main buyers ki waja se demand aur sellers ki waja se supply main izafay ka sabab hote hen, ye levels stock main kisi bhi position par ban sakte hen, lekin wo position baar baar prices ko breakout se bachane k leye iss ko reject karti hai. Misal k tawar par buyers ka ek group support area main stock ko khareed rahe hotte hen, aggar yahan par support level $50 ka hai. Buyers $50 par kuch stock ko buy kartte hen, aur prices yahan se move kar $55 par challi jatti hai. Is par buyers khush hotte hen aur wo mazzeed $50 par stock khareedna chahte hen, lekin $55 par nahi. So wo faisela karrte hen jab bhi qeemat wapis $50 par jayegi to wo mazzed stocks ko bay karengay, yahan par wo $50 par demand set kartte hen.

        Click image for larger version

Name:	images (712).png
Views:	1
Size:	14.2 کلوبائٹ
ID:	12368170

        Ab aik dosra traders ka group aisa hai, jo k $50 par stock ko khareedne par tazzabzub ka shikar they, lekin $55 par stock janne ki waja se wo $50 par stock buy na katke pechta rahen hen, aur faisela karte hen, k jab bhi stock wapis $50 par jayega to wo lazzmi buy karengay aur wo bhi $50 par demand set kar lette hen.
        Ab buyers ka ek teesra aisa bhi group hai, jis ne $40 par stock ko buy kia hotta hai, lekin wo $50 par us ko sell karte hen. Lekin jab wo dekhtte hen k stock $55 pe chala gaya to wo apne selling par pechtate hen, is waja se wo bhi faisele kartte hen, k jab bhi aggar stock dobbara $50 pe ayega to wo khareedengay. Ye group bhi $50 par stock k leye demand set karte hen, jis se demand bohutt mazzbot hotti hai.
        Resistance k mesal main bhi hum stock ki maojooda qeemat $50 hi tasawar kartte hen, aur buyers stock ko $50 par buy karte hen. Ab aggar qeemat $50 se $55 par chali jatti hai, to traders koshash kartte hen, k wo stock ko $55 par sell karden, bajaye ia k keh ye wapis $50 par aye, aur maximum traders aisa hi karrne ki koshash karrte hen. Jab bohut zyada miqdar main stock market me ferokht k leye pesh hogga to qeematen wapis support level ki taraf chalna shoro kartti hai. Stock par teen qisam k groups ka bohut ziadda pressure parne ki waja se stock $50 k level se wapis mor jata hai, lekin $50 par dobara demand ziadda hone ki waja se qeematen mazzeed nachay nahi jatti hen.
        Technical analysis main ka aik key concept hai k jab bhi prices support aur resistance levels kp breakout kartti hai, to is ka role reversal ho jata hai. Aggar qeemat support level se nechay atti hai to wo level resistance ban jayegi, aur aggar qeemat resistance level se upper jatti hai to ye aksar support level ban jatti hai. Jaise jaise qeemat support ya resistance levels se guzzarti hai, to ye khayal kia jata hai, k supply aur demand main tabdelli aye hai, jis ki waja se ye tabdeeli reversal role kartti hai, aur prices main faraq parhna shoro hota hai.

        Trading


        Support aur resistance levels trading k leye market main entry exit aur stop loss k leye bohut hi ziada zarori aur aham points hen. Traders lazmi trades entry leye support aur resistance indicators ko trading main istemal karte hen. Support aur resistance indicators main sab se ziada istemal hone wala indicators main fabonacci retracement aur extension indicator, pivot point indicator hai. Ye indicators prices ki bunyadi support aur resistance levels ki information dete hen, jiss ko buy, sell, stop loss aur take profit k leye istemal kia ja sakta hai.

        Click image for larger version

Name:	images (4) (274).jpeg
Views:	3
Size:	26.6 کلوبائٹ
ID:	12368168
        • #5 Collapse

          Re: What is Support and resistance?

          Assalam u alaikum dear forex friends kaisay hai ap sb umeed karta hn khairiat sy hn gy or ap ka forex business bhe acha ja raha ho ga. Forex Trading aik world wide business hai.

          What is Support and resistance?

          Stock market kay technical analysis main, support and resistance security ke price ke kuch pehlay predetermined levels hai jin par ye khayal kiya jata hai kay price rukh jaye ge or reverse ho jaye ga. These levels are denoted by multiple touches of price without a breakthrough of the level.

          Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	14
Size:	107.7 کلوبائٹ
ID:	12368292

          Click image for larger version

Name:	maxresdefault-1.jpg
Views:	16
Size:	72.4 کلوبائٹ
ID:	12368293

          How do you define support and resistance?

          Support occurs where a downtrend is expected to pause due to a concentration of demand. Resistance occurs where an uptrend is expected to pause temporarily, due to a concentration of supply.

          How do you determine strong support and resistance?

          Agar price zaida trend kar rahi the or phir downtrend main tabdeel ho jati hai to price jahan reversal howa wo aik strong resistance level hai. Jahan downtrend ends hota hai or uptrend shuru hota hai aik strong support level hai.

          Does support and resistance really work?

          So, agar ap exact price ko dekhtay howay in lines ko used karna chahtay hai, to bohat chances hai kat apko koi result nai milay ga.
          Support or Resistance lines kay around kay areas effect produce kar saktay hai, and experience taught me that this effect is generally stronger when prices arrive from far away.

          How important is support and resistance in forex?

          Support and resistance kay levels hamesha exact nai hotay; they are usually a zone covering a small range of prices so levels can be breached, or pierced, without necessarily being broken. As a result, support/resistance levels help identify possible points where price may change directions.
          • #6 Collapse

            Dear ap apni trading main jab support or resistance ko samaj jain gy tu ap aik achy trend ko be find kar skaty hain or sath main ap aik achi trade kar sakty hain. Support or Resistance ap ko analysis kay bina nahi milain gy.Us kay leye zarori hai kay ap kay pas aik tu achy indicators ki list ho jin ko ap bar bar pay pairs pay use kar kay un ki trend line, patterns ko find kar sakain us ki base pay ap ko support or resistance mil sakti hai. ap jitna apny pairs or indicators ki list ko change karain gy us kadar ap ko pareshani hogi. yeh dunu cheezain ap aik bar rahk kay in pay work kar kay achi earning kar sakty hain.
            • #7 Collapse

              What is support and resistance?


              jee han aj ham baat krna wala hai What is support and resistance je ya Technical analysis k leye support aur resistance levels aik aham point k tawar par dekhe jate hen, jee aur jiss se prices aksar baar baar rebound ho jati hai. je aur Ye levels analysis main market main entry, exit aur stop loss k leye istemal keye ja sakte hain. asa hi aur Support aur resistance zone do aham pahlu hai aur trading k leye strong point hote hain.hanjia aur ap jiss ka bare main janna ka liya analysis ka leya bohut aham hain. jee hana aur Jab bhi ye support aur resistance level breakout ho jatti hain. asa ma to ye samjha jatta hai ka supply aur demand ki forces jinhon ne in sathon ko bannaya hain. jee han aur aga sa ya munttaqil ho gaye hain. je aur asa ana wali sorrat me naye support aur resistance levels k banne ka imkan hotta hain.je han aur aga jahan par assets ki supply aur demand bhoot hi wazih tabdeeli a jati hain.



              Explanation..


              jasa ka ham baat kr rha tha ka Misal kay taur per samjhne ka liay dekha jay tou, ya ak Supply ji hain. jee hana aur ya aik lafzi Matlab say hi pata chalta hai aur jasa ka supply ka matlb kisi cheez ko bhi provide karna hota hain. je han aur demand ka kya matlab hota hai yaha keh kisi bhi cheez ki demand kya hoti hain. yani mtlb hai ka us chez ki market main mang kitni ziada hai aur kitna us cheez ki need hai je han basically ap agar real time trading main supply aur demand ko justify karty hai to wasa hi ap ki market main kisi bhi metal ki ya koi bhi currency ki supply ziada ho jay to market main us ki jo demand hoti hai asa agar wo bhi kam ho to, ap us currency ki value kam ho jati hain. asa hi jab bi aur us currency ya phir matel ko lenay walay log kam ho jatay hain. jee han asa hi Agr market main kisi cheez ki demand bhi ziada ho jaya aur us ki supply bhi limited ho to asa hi ap market main us currency ya phir matel ki jo value hai wo ziada hoti hain. je asa uska trading ma ya aga ana wala buyers bhi ziada hotay hain. jee han asa is liya ka ana wali markit ma us ki demand ziada ho jati hain.he ha asa hi aga ja kr us ki investment bhi ziada hoti hain aur phr asa hi markiting uski value bhi zyada hi hoti hain.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                What's Support and Resistance :

                Forex market mein support aur resistance price levels hote hain, jo traders ke liye important hote hain. Support level ek price level hota hai jahan par price downward move karne se rokta hai aur reversal ki possibility hoti hai. Resistance level ek price level hota hai jahan par price upward move karne se rokta hai aur reversal ki possibility hoti hai. Traders support aur resistance levels ka istemal karte hain trading decisions aur entry/exit points determine karne ke liye.

                Identify Support and Resistance :

                Support aur resistance levels ko identify karne ke liye, aap kuch strategies istemal kar sakte hain:

                1. Swing Highs aur Lows:

                Price chart par significant peaks (swing highs) aur troughs (swing lows) ko dekhein. Yeh levels potential support aur resistance levels ho sakte hain.

                2. Horizontal Levels:

                Pehle se define kiye gaye horizontal price levels ko identify karein, jahan par price ne pahle struggle kiya hai ya direction reverse kiya hai. Yeh levels support aur resistance ka kaam kar sakte hain.

                3. Trendlines:

                Swing highs ya swing lows ko connect karne ke liye trendlines draw karein. Yeh lines dynamic support ya resistance levels ke roop mein kaam kar sakte hain, trend ke direction par depend karte huye.

                4. Moving Averages:

                Moving averages ka istemal karein, jahan par price ko support ya resistance milta hai. Price often in moving average lines se bounce back ya react karta hai.

                5. Fibonacci Retracement:

                Fibonacci retracement tool ka istemal karein, key Fibonacci ratios ke basis par potential support aur resistance levels ko identify karne ke liye.

                Click image for larger version  Name:	images (9).jpeg Views:	20 Size:	62.5 KB ID:	12774791

                Yaad rakhein, support aur resistance levels exact nahi hote, balki zones hote hain jahan par price react karti hai. Apni analysis ki accuracy badhane ke liye, multiple strategies ko combine karein aur inhe dusre technical indicators ke saath istemal karein.
                Last edited by ; 04-11-2023, 10:05 PM.

                اب آن لائن

                Working...
                X