Assalam o alaikum Dear members, Umeed hai sab dost theak hain aur achy sy apny tasks complete kar rhy hain. Jasa k ap sab janty hain k forex trading main learning, knowledge aur experience ka hona bohat zarori hai. Dear members, forex trading me loss say bachny k liye, aur aik profitable trade krny k liye, candlesticks ka knowledge, aur technical analysis skills ka hona bohat zarori hai. Aj main ap sy aik important candlestick pattern k bary main discuss krna chahta hu. Wo pattern “Bullish engulfing pattern”hai. Agar hum loss sy bachna chahty hain aur risk sy avoid karna chahty hain to is pattern ki understanding bohat zarori hai. Isi candlestick ki knowledge gain kr k, hum blind trading sy avoid kar k profit earn kar sakty hain aur risk management kr k loss sy bach sakty hain. Aur perfect trading kar sakty hain.
Bullish Engulfing pattern:
Bullish engulfing pattern aik white candlestick hai, jo pichly din ki opening sy higher p close hoti hai aur pichly din k close sy lower p open hoti hai. Ye aik choti black candle sy indentify ki ja sakti hai, jo k bearish trend dikhati hai, agly din aik large white candle ko follow karti hai, jo bullish trend ko show karti hai. Jis ka jisam pichly din ki candlestick ko puri tra cover kar lata hai.
Important points of Bullish Engulfing pattern:
1. Bullish engulfing pattern tab hota hai, jab aik choti black candlestick, agly din aik bri white candlestick k bad chalti hai. Jis ki body pichly din ki candle ki body ko completely overlap kar deti hai.
2. Bullish engulfing pattern reversal ka signal deta hai, jab 4 ya 4 sy ziada black candlesticks sy pehly hoty hain.
3. Investors ko na sirf 2 candlesticks ki traf dekhna chaiye, jo k tezi sy Bullish engulfing pattern bnati hain, bl previous candlesticks ko b dekhty rehna chaiye.
Bullish engulfing pattern kya btata hai:
Bullish engulfing pattern ko sirf white candlesticks sy interpret nhi karna chaiye, jo uper ki price ki movement ko represent kar rhi hoti hain, aik black candlestick k bad, jo k downward price movement ko dikha rhi hoti hai. Bullish engulfing pattern ki formation k lye, stock second day per, first day k open sy lower price p close hona chaiye. Agar price kam na ho, to white candlestick ki body ko previous day ki black candle ko cover karny ka moqa nhi mily ga. Q k dono stock pehly din k band hony sy kam p khulty hain. Aur pehly din k open hony sy higher p close ho jati hai. White candlestick, bullish engulfing pattern main, us din ko represent karta hai, jab bears suba k waqt stock price ko control kar rhy hoty hain. Ta k day end p, bulls ko completely sambhal lia jaye.
Understanding of Bullish engulfing pattern with the help of chart:
Chart main Bullish engulfing pattern dikhaya gya hai. Agar is pattern ko samaj lia jaye to better trading kar sakty hain. aur loss sy bach k acha profit earn kar sakty hain. Is pattern ki understanding sy decision making aur strategic planning main aasani ho jati hai. Aur market k trend ka bhi better idea ho jata hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим