How to trade with ""Support and Resistance Levels"" in forex trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to trade with ""Support and Resistance Levels"" in forex trading?
    Assalamu Alaikum! Dear seniers and juniers, umeed ha k ap sab kheriat sa hon aur forex market sa daily basis per ak acha gain le raha hon ga.

    Importance of Support and Resistance Levels in forex trading:

    Forex trading man trader currency pairs aur commodities ki price movements ko smajhna k liye price chart ko read kerta ha. Price chart patterns man changes, momentum aur price k trend man change ko accuracy k sath identify kerta ha. Support and Resistance Levels price chart man asa levels hota han jahan per price thora dair k consolidation kerti ha, asa levels ager current price level sa nicha hon to isko ""support level"" kehta han aur ager asa levels current price level sa oper hon to inko ""resistance levels"" kehta han.

    Currency pairs aur commodities k price chart man price support and resistance levels k dermiyan move kerti ha. Ager trader in levels ko price chart man draw ker le to price ki movement ko different candlestick patterns k through track ker k profitable trading ki ja sakti ha.

    How to Draw support and resistance levels?

    Support and Resistance Levels ko draw kerna k liye trader ko line chart ko use kerna chaheye q k line chart closing price k bara man batata ha aur closing price trading k important hota han. Support and Resistance Levels ko draw kerna k trader ko asi line ko draw kerna chaheye jahan per price at least two swing lows/swing highs ko touch hona chaheye. Trader jotna bara timeframes man support and resistance levels ko draw kerta ha itna he wo zayada strong levels hota han.
    Click image for larger version

Name:	images - 2022-02-11T142931.389.png
Views:	13
Size:	24.1 کلوبائٹ
ID:	12504036
    Trading with Support and Resistance Levels:

    Resistance Levels Breakout:


    Jab price continuously increase ker rahe ho aur price resistance level per phonch ker candle ka close oper de to is sa breakout ki confirmation ho jati ha. Lakin trader ko trade active kerna k liye price ka resistance level ko ""re-test"" kerna ka wait kerna chaheye. Jab price retest ki confirmation de to is per trader ko ""buy ki trade"" active kerni chaheye.

    Stoploss and Take Profit:

    Resistance levels k breakout per trade kerna k liye zarori ha k trader stoploss ko resistance level sa nicha place karen aur Take Profit ko next resistance levels per Tp-1, Tp-2 aur Tp-3 ker k place karen.
    Click image for larger version

Name:	images - 2022-02-11T142940.512.png
Views:	2
Size:	11.2 کلوبائٹ
ID:	12504035
    Support Levels Breakout:

    Jab price continuously decrease ker rahe ho aur price support level per phonch ker candle ka close nicha de to is sa breakout ki confirmation ho jati ha. Lakin trader ko trade active kerna k liye price ka support level ko ""re-test"" kerna ka wait kerna chaheye. Jab price retest ki confirmation de to is per trader ko ""sell ki trade"" active kerni chaheye.
    Stoploss and Take Profit:

    Support levels k breakout per trade kerna k liye zarori ha k trader stoploss ko support level k oper place karen aur Take Profit ko next support levels per Tp-1, Tp-2 aur Tp-3 ker k place karen.
    Click image for larger version

Name:	images - 2022-02-11T142903.371.png
Views:	18
Size:	18.6 کلوبائٹ
ID:	12504034
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How to trade with &quot;&quot;Support and Resistance Levels&quot;&quot; in forex trading?

    Introduction:
    Support our resistence forex trading main achi trading k liye bahut hi zarori hain jiski madad se forex main hum achi trading kar sakte hain our achi earning bhi hasil kar sakte hain our forex main hum loss se bhi bach sakte hain chart patteren main support our resistence ko samjhna bahut hi zarori hai our trading main chart patteren our candels ka knowledge bahut hi zarori hai our forex chart patteren main different candelsticks hoti hain.
    Difference between support and resistence:
    Forex trading main trading se pehle market ka acha analysis bahut hi zarori hai our forex trading main support our resistence ke levels ko samjhna bhi bahut hi zarori hai our support our resistence ki madad se hum aik achi trading kar k achi kamyabi bhi hasil kar sakte hain our begair market analysis our begair support our resistence ko samjhe begair trading karna loss ka sabab bhi ban sakta hai jiski wajah se forex main hamein loss ho sakta hai our hamari pori mehnat bhi waste ho sakti hai forex trading main support our resistence trading ko maintain karte hain jis se forex main hum loss se bhi bach sakte hain our forex trading main hamari aik mistake ki wajah se hamari pori mehna bhi waste ho sakti hai
    Support and resistence graph 1:
    Support our resistence ki mazeed wazahat hum graph ke zariye karte hain jis main sab kuch biyan kiya gya hai ap dekh sakte hain

    Support our resistence ko behter tareeqe se samjhne k liye graph ko samjhna hamare liye bahut hi zarori hai our graph ka knowledge bhi hamare lioye zarori hai our forex chart patteren main trading ki achi movement k liye hum support our resistence ko use karte hain our isko use kar k hum achi trading karte hain our forex main hum acha profit bhi hasil kar sakte hain our forex trading main hum market main koi bhi pair select karte hain our forex main achi trading k liye hamein trading main ahtiyat k sath kam karna chahiye our forex main hamein trading money management k sath karni chahiye our trading main chart patteren main pair le kar pehle hum uski support our resistence ko dekhte hain our usk bad hi trading karte hain.
    How to find Support and Resistence levels:
    Support our resistence ko kis tarah se hum find kar sakte hain iski wazahat karte hain hum forex trading main support our resistence levels ko hum chart patteren main easily find kar sakte hain kyunk forex trading main chart patteren main support our resistrence bhi hoti hai to is liye forex trading main support our resiustence levels ko dfekhne k liye hamein hamein trading main chart patteren ko achi tarah se samjhna chahiye our forex main hum trading kar achi kamyabi bhi hasil kar sakte hain.
    Graph 2:


    Explanation:
    Graph 2 main hum dekh sakte hain k kis tarah se hum support our resistence levels ko find kar sakte hain our chart patteren main hum eurusd pair ko select karte hai our hum is par trading karte hain our forex main trading k liye sabar bahut hi zarori hai our forex main achi trading k liye hamare liye market ka acha analysis bahut hi zarori hai our trading main hamein technical analysis our fundamerntal analysis ke ache analyisis ke bad hamein trading karni chahiye kyunk forex main achi trding k liye market ka fundamental our technical analysis bahut hi zarori hai our forex trading main support our resistence ko behter samjhne k liye hum 3 graph ko bhi rakhte han.
    Graph 3:

    • #3 Collapse

      Re: How to trade with &quot;&quot;Support and Resistance Levels&quot;&quot; in forex trading?

      Dear friends jesa kay ap jantay hen Forex trading all over the world famous business hay jis men takreban har mulk ki participation hay to jab bhi kisi mulk ki economy up ya down hoti hay to us ka asar direct forex Market pay zaror parta hay, to hamen har mulk ki economy pay kari nazar rakhi chaye ais tara kay analyse ko ham Fundamental analysis kehty hen, dosri position men ham market kay trend ko find out karnay kelye Market ka Technically Analysis karty hen, jo kay Graphs, Candle and Indicator pay mushtamil hota hay jisy "Technical Analysis" kaha jata hay. Tou dear frined aj ham (Support and resistance) kay baray men bat karen gay.

      What is Support and Resistance?

      Support level nechlay level ko represent karta hay jahan aik stock ki price time kay sath sath ponch jati hay. Jabkay resistance high level ko represent karti hay jahan pay price time kay sath sath ponch jati hay. Support tab banti hay jab stock ki price ais level tak gir jati hay jo traders ko Buy karnay pay amada karti hay.

      Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	21
Size:	167.3 کلوبائٹ
ID:	12368062

      How do you find Support and Resistance in day trading?

      Support mojoda market ki price say nechay ki price hay, jo buying ki taraf indicate karti hay. Resistance mojoda market ki price say opar ki price hay jo Seller ko activate karti hay yani kay market ko Sell karnay ka indicate karti hay. SR ko trade kay target kelye istimal kia ja sakta hay. Long term trading kelye target kay taur par Resistance level ko talash karen.

      Which time frame best for Support and Resistance?

      Sab say acha time frame jo kay market men tamam trade able Instruments including stock and indices pay use kya jat sakta hay wo 10,20,50,100 and 200 ki Moving Averages hay, jab kay time frame jitna lamba ho ga ais ki mumkina importance utni he zyada ho ge.

      Conclusion:

      Forex Market aik bahoot he risk wali market hay jis men hamen market kay baray men mukamal knowledge hona chaye aor khas kar jis pair men trade karny ka decision kia ho, us kay baray men (Technically and Fundamentally) fully trained ho kar trade lagani chaye.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: How to trade with &quot;&quot;Support and Resistance Levels&quot;&quot; in forex trading?

        Support and Resistance


        Support aur Resistance levels trading k do aham point hai, jis ka har trader ko zarorat hoti hai. Support area par hamesha assets ka demand barh jata hai jiss se prices ka yahan se rebound hone ka hadsha hota hai, jab k resistance levels par prices ki supply ziada hoti hai, jis se prices ka wahan se rebound hoen ka signal hota hai. Forex trading me kisi bhi currency jore ki qeematen support aur resistance levels k darmeyan hi harkat karti rehti hai. Forex trading k technical analysis me support and resistance ka tasawar bohut aham hai.

        Click image for larger version

Name:	images (690).png
Views:	1
Size:	23.9 کلوبائٹ
ID:	12368071

        Resistance level


        Resistance level wo zone hota hai, jahan se prices ka bearish side par rebound hone ka hadsha hota hai, aur is area par suplQeemat jis satah se tajawoz nahi kar sakti use muzahemat ki satah ya Resistance level kaha jata hai. Resistance level aik aisa peak point hota hai lekin baaz awqaat us ko maloom karna thora mushkil hota hai.
        Resistance level kisi bhi currency jore ka sab se ziada qeemat hoti hai to is bat ka imkan hota hai k yahan se qeematen wapis hongi. To jab bhi market me qeematen resistance level tak pohunch jaye, to wahan par hamen "sell" k order lagane chaheye.

        Click image for larger version

Name:	images (691).png
Views:	1
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12368072

        Support level


        Support level resistance level k barakas ya mukhalif hai. Forex trading me support level se murad aisi soratehal hai jahan qeematen kam ho chuki hoti hai lekin pher bhi mazeed kam honi ki koshash kar rahi hai.
        Support levels kisi currency jore k sab se kam qeemat hoti hai is waja se trading me is position par "buy" k order lagana chaheye. Q k ziada chance hoti hen k yahan se qeematen wapis oper ki taraf jayegi. Technical analysis aam tawar par scientific aur mathematics techniques hen lekin support aur resistance ka amal is me shamil nahi hai, q k is baat k taayunn katne k leye koi khas tareeqa nahi k kisi currency jore ka support ya resistancee maqam konnsa hoga.

        اب آن لائن

        Working...
        X