Explanation
Friends Side ways movement ka matlab hota hai jb market stable ho jati hai or kuch dair ik he jaga bar bar move karti rehti hai. Asi situation ma jo price action hota hai wo na he bullish lagta hai or na he bearish. Sideway movement ko some time sideway drift b kaha jata hai. Ye sideway movement pair ya commodity ki us price ko show karti hai jo kuch dair k lae ik limit ma set ho jati hai. Es ko ham es tarah b describe kar sakty hain k market price support or resistance ma qaid ho jati hai. Asy situation ma trade karna tricky ho jata hai.
![Click image for larger version
Name: a.png
Views: 4
Size: 45.1 کلوبائٹ
ID: 12503966](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12503966&d=1598121054)
Benefits of sideways trend.
Agr es ko sensibally use kiya jae to support sy resistance tak or phr resistance sy support tak hamy trade ki entry mel sakti hai. Kiu k market asi state ma hamy clear entry or exit points nazar ah rahy hoty hain. So agr ham asy points ko entry or exit points k tor par use karyn to hamy profit hasil ho sakta hai.
Market ka uptrend
Jab market uptrend move kar rahi ho to ham us me trade Laga sakte hain aur accha profit bhi Hasil kar sakte hai market mein uptrend use Waqt Banta Hai Jab bire ki tadad bahut jyada hoti hai to use Waqt Ek bullish candle ki series banti hai Ham uptrend Kahate Hain aur jab market Mein ya trend ban raha ho To Hamen buy ki trade Lagani chahie Is Tarah Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain Hamen kabhi bhi uptrend ke andar sell ki trade Nahin Lagani chahie
![Click image for larger version
Name: grade12-market-ranging.png
Views: 22
Size: 15.0 کلوبائٹ
ID: 12503967](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12503967&d=1567606856)
Market ka downtrend
Market Mein downtrend use Waqt Banta Hai Jab sala ki tadad bahut jyada hoti hai use Waqt Ek Barish candle ki series banti hai Ham downtrend Kahate Hain Jab market Mein ya trend ban raha ho To Hamen sell ki trade Lagani chahie sell ki trade Laga Ke Ham isase profit Hasil kar sakte hain downtrend mein Hamne kabhi bhi by ki train Nahi Lagani chahiye Agar Ham downtrend Mein buy ki trade Lagate Hain To isase Hamara account wash Ho Jata Hai Jiski vajah se Hamari sari investment Jaaye Ho Jaati Hai
Risk and Control.
Sideways movement ma trade karna aksar bahut risky ho jata hi kyunki agr hamy achy entry or exit points mel b jayn to ham big profit hasil nahi kar sakta kyunki movement bhot limited hoti hai. But agr market hamari entry k bad wrong direction ma support ya resistance ko break kar jae to hamy bhot loss ho sakta hai. But es loss ko ham minimize kar sakte hain agr ham stop loss lo achy sy use karyn. Kiu k es sy ham maximum loss ay bach jae gy or may b small profit hasil karny ma kamyab ho jayn.
![Click image for larger version
Name: sideways-trend.png
Views: 7
Size: 119.2 کلوبائٹ
ID: 12503968](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12503968&d=1641969308)
So es sy ye bat clear ho gae k hame sideways ma trade ma agar jana hai to ye zaroor zehan ma rakhna hoga k risk sy barphor hai ab hame apne risk ko sath sath manage b karna hoga. Agr ham ye sochy k k pechly 1 ganty sy market ese state ma hai or agy b asy he rahy gi to ye possible ni hai. Kiu k market ki state ko change hony ma half minute b nahi lagta. Ap ny ye experience kiya ho ga k kahi bar aisa hota hai k market pora din etna move ni karti jetna ik ganty ya half hour ma move kar jati hai to market par kabhi bharosa na karyn. Hamesa trade k sath stop loss lazmi set karyn.
Friends Side ways movement ka matlab hota hai jb market stable ho jati hai or kuch dair ik he jaga bar bar move karti rehti hai. Asi situation ma jo price action hota hai wo na he bullish lagta hai or na he bearish. Sideway movement ko some time sideway drift b kaha jata hai. Ye sideway movement pair ya commodity ki us price ko show karti hai jo kuch dair k lae ik limit ma set ho jati hai. Es ko ham es tarah b describe kar sakty hain k market price support or resistance ma qaid ho jati hai. Asy situation ma trade karna tricky ho jata hai.
Benefits of sideways trend.
Agr es ko sensibally use kiya jae to support sy resistance tak or phr resistance sy support tak hamy trade ki entry mel sakti hai. Kiu k market asi state ma hamy clear entry or exit points nazar ah rahy hoty hain. So agr ham asy points ko entry or exit points k tor par use karyn to hamy profit hasil ho sakta hai.
Market ka uptrend
Jab market uptrend move kar rahi ho to ham us me trade Laga sakte hain aur accha profit bhi Hasil kar sakte hai market mein uptrend use Waqt Banta Hai Jab bire ki tadad bahut jyada hoti hai to use Waqt Ek bullish candle ki series banti hai Ham uptrend Kahate Hain aur jab market Mein ya trend ban raha ho To Hamen buy ki trade Lagani chahie Is Tarah Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain Hamen kabhi bhi uptrend ke andar sell ki trade Nahin Lagani chahie
Market ka downtrend
Market Mein downtrend use Waqt Banta Hai Jab sala ki tadad bahut jyada hoti hai use Waqt Ek Barish candle ki series banti hai Ham downtrend Kahate Hain Jab market Mein ya trend ban raha ho To Hamen sell ki trade Lagani chahie sell ki trade Laga Ke Ham isase profit Hasil kar sakte hain downtrend mein Hamne kabhi bhi by ki train Nahi Lagani chahiye Agar Ham downtrend Mein buy ki trade Lagate Hain To isase Hamara account wash Ho Jata Hai Jiski vajah se Hamari sari investment Jaaye Ho Jaati Hai
Risk and Control.
Sideways movement ma trade karna aksar bahut risky ho jata hi kyunki agr hamy achy entry or exit points mel b jayn to ham big profit hasil nahi kar sakta kyunki movement bhot limited hoti hai. But agr market hamari entry k bad wrong direction ma support ya resistance ko break kar jae to hamy bhot loss ho sakta hai. But es loss ko ham minimize kar sakte hain agr ham stop loss lo achy sy use karyn. Kiu k es sy ham maximum loss ay bach jae gy or may b small profit hasil karny ma kamyab ho jayn.
So es sy ye bat clear ho gae k hame sideways ma trade ma agar jana hai to ye zaroor zehan ma rakhna hoga k risk sy barphor hai ab hame apne risk ko sath sath manage b karna hoga. Agr ham ye sochy k k pechly 1 ganty sy market ese state ma hai or agy b asy he rahy gi to ye possible ni hai. Kiu k market ki state ko change hony ma half minute b nahi lagta. Ap ny ye experience kiya ho ga k kahi bar aisa hota hai k market pora din etna move ni karti jetna ik ganty ya half hour ma move kar jati hai to market par kabhi bharosa na karyn. Hamesa trade k sath stop loss lazmi set karyn.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим