Gator Oscillator
Ye oscillator alligator indicator ki he use karda lines yani simple moving averages ko mukhtaluf time periods kay sath mil kar istemal kia jata hay.
Formula
Blue alligator jaw= 13-periods SMA shifted 8 bars forward
Red alligator teeth= 8-periods SMA shifted 5 bars forward
Green alligator lips= 5-period SMA shifted 3 bars forward
Detail of Gator 4 Phases
Gator oscillator hamain market yani trend ky 4 phases batata hay jiskay mukhtalif names aur functions hain.
1. Awakening phase. Isko ham entering positions kay liye use karty hain, jab red bars ka colour green ho jaye.
2. Eating phase. Jab current aur previous yani both bars ka colour green rahy to ham isko eating phase kehty hain. Jis main trend continue rehta hay aur ham trade ko hold kiye rakhty hain yani earning karty rehty hain.
3. Sated Phase. Is main jab current bar green say red ho jaye to ye is bat ki nishandahi hoti hay keh trend change ya khatam hony wala hay yani ham trade say exit ho jayain.
4. Sleeping phase. Is main no trend identication hoti hay yani jab market rebound ho
Working Technique
MT4 main jab ham is oscillator ko active karty hain to ham koi bhi values is main day sakty hain, laikin ideal aur classic values yehi uper wali hain. Gator oscillator price charts say nichy show hota hay.
Jaw and Teeth
Jaw aur teeth ka difference positive values batata hay jab keh teeth aur lips ka difference negative values batata hay. Is main bars kay zariye trend ki pehchan karty hain. Ager new bar ka magnitude previous bar say ziada ho to ye green jab keh ager new bar ka magnitude previous bar say kam ho to ye red bar say zahir hoti hay. Is oscillator main alligator indicator kay muqably main bar kay zariye trend ko bahut jald find kia ja sakta hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим