Price Action Using Different Time Frames

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Price Action Using Different Time Frames
    Time Frame And Price Action

    Dosto, Time frame key through candlestick chart pattern ko agar read kia jaye to previous candles key help se next candles ka andaza lagaya jata hay aur esi se traders market ki movement ko be maloom karny ki koshish karty hey es ko price action ka name dia jata hay, price action method ko samjny key ley zarori hay key pehly traders candlestick chart pattern ko samjny ki koshish karen, agar traders candlestick chart pattern ki complete learning aur study karny me kamyab ho jaty hey to esy traders hi price action trading strategy ka use karty howy market ko analysis karny ka advantage be hasil kar sakty hey.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2022-02-10T030031.771.png
Views:	3
Size:	26.8 کلوبائٹ
ID:	12503864

    Candle Wise Balancing

    Dakha jay to har candle hi time frame key mutabeq market ki next condition ki history rakta hay agar koch candles ko hi ham samjny me kamyab ho jaye to market ki situation next kia ho gi es key bary me maloom karna hamary ley bilkul be namumken nahi ho gi, magar jab tak ham candlestick chart key bary me achi aur informative information hasil nahi karen gey hamary ley price action trading strategy/method key through chart reading me asani be nahi ho gi, price action technical method hota hay aur low high, open close candles se help le kar price action trading ki strategy banai jati hay ye trading strategy short term trading key ley be reliable samji jati hay aur large time frame ka use karty howy long term trading me be helpful hoti hay maximum expert trader price action ko use karna be zarori samjty hey es key baghir be market ko analysis karna namumken samja jata hay.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2022-02-10T030022.497.png
Views:	1
Size:	23.3 کلوبائٹ
ID:	12503865

    How to find market trend.

    Forex trading ma market chart ko different time frame ma observe kar k eski up movement or down movement ko observe kiya jata hai. Jb market ma up movement ho to eska matlab ye hai k trader ko buy ki trade ko open karni chahe. Jb trader ko market k different analysis sy ye pata chal jae k market ma down trend hai or trader ko sell ki trade ko open karna chahe. Forex trading ma trend k against trade open karny ka nuksan ye hota hai k trader ka account wash ho jata hai kiu k market trader k sath dushman ka kirdar ada karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-02-10T030012.276.jpeg
Views:	1
Size:	42.8 کلوبائٹ
ID:	12503866

    Without identification of Trend Entry

    Kuch trader jo market ka trend find keay bgair is ma kamyab ho jaty hain wo profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain kiu k market unk ky sath friend ka kirdar ada karti hai. So trader k lae market ka trend find karna bhot zaruri hota hai jo trader market ka trend find karny ma nakam rehta hai wo asal ma profit hasil karny ma nakam rehta hai. Forex trading ma market ka trend find karna etna mushkil hai k bhot sary trader es khosis ma confuse ho jaty hain k is time kon si trade ko open karna hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2022-02-10T025940.017.png
Views:	1
Size:	28.5 کلوبائٹ
ID:	12503867
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Price Action Using Different Time Frames

    Importance of price action.
    Friends ager trader ko chart per analysis karny hon to woh sab say pehly price ko daikhta hay. Ji han har trader ziadah tar kuch particular pairs main he trading karta hay jin ki price ka usy idea hota hay aur recent and major support and resistance levels say woh waqif hota hay. Is liye woh sab say pehly price action ko he daikhta hay keh yeh major SR levels qaim hain ya break ho gaye hain. Jis say woh mazeed trading prediction karta hay. Indicators ka ager ham use karain to is main bhi price action ko sath lay kar chalna parta hay q keh leading and lagging indicators kay signals baz dafa divergence create karty hain jis say trafing main decision nai lia ja sakta.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220210-072302_1.jpg
Views:	1
Size:	105.9 کلوبائٹ
ID:	12367712

    Importance of time frames.
    MT4 Chart main ham time frames ko customisable kar sakty hain . Ji han one minute, 5 minute, 15, ya 30 minutes, one hour, 4 hour, one day, week ya month ki selection kay through ham time frame use karty hain. Ab time frame ki selection aik bahut iehm marhala hay. Chahy trader short time frame main trading kary ya long term trader ho. Q keh entry lainy kay liye all time frames ka sarsri sa jaiza zaroori hay. Maslan ager aik trader intra day trader hay to woh daily chart per last day aur current day ki price ka mawazna kary ga aur price ranges find kary ga. Hourly chart per woh support and resistance levels find kary kay trade ka decision lay ga. Iskay bad M30 to M5 chart main woh price consolidation daikhy ga. Jab keh M1 time frame ki woh trading kay liye entry lainy ka source banaye ga. Ham yeh nai keh sakty keh all time frames har pair main lazmi hain. Balkeh shorter time framas baz dafa har pair main mufeed nai hoty jaisy keh bitcoin ya currency pairs. Q keh bitcoin ka spread bahut ziadah hay jis say shorter time frame main hamain price momemnt ka pata he nai chalta jab keh currency pair ki slow momemnt main bhi shorter time frames say faidah nai hota.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220210-072404_1.jpg
Views:	1
Size:	78.9 کلوبائٹ
ID:	12367713
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Price Action Using Different Time Frames

      Friends, Umeed hai ap sab kheriat sy hon gy. The Forex market Market mn kamyab trading karny ky liye forex ki basics, technical analysis, fundamental analysis, candlestick styles or splendid indicators ky bary mn records hasil karna bht zaroori hai. Knowledge ky sath change kar ky ap 1 axha profit earn kar sakty hain. Yad rahy ky foreign exchange ki marketplace bht volatile marketplace hai. Iss mn loss karny ky possibilities bht zyada hoty hain. Agar ap without statistics iss marketplace mn enter hon gy to ap ko loss ho sakta hai. Issi bat ko mady nazar rakhty huay hum aj CCI Indicator ky bary mn communicate Karen gy. Umeed hai meri statistics ap ky liye worthwhile hon gi.




      WHAT IS CCI INDICATOR?


      CCI aik takneeki isharay hai jo mojooda qeemat aur tareekhi ost qeemat ke darmiyan farq ki pemaiesh karta hai. Jab cci sifar se oopar hai, to yeh batata hai ke qeemat tareekhi ost se ziyada hai. Is ke bar aks, jab cci sifar se neechay hota hai, qeemat tareekhi ost se kam hoti hai.




      EXPLANATION OF CCI INDICATOR:

      CCi bunyadi tor par naye rujhanaat ko dekhnay, ziyada kharidi hui aur ziyada farokht honay wali sthon ko dekhnay, aur jab isharay qeemat ke sath mukhtalif hotay hain to rujhanaat mein kamzoree ko dekhnay ke liye istemaal kya jata hai. Jab cci manfi ya sifar ke qareeb ilaqay se one hundred se oopar ki taraf jata hai, to yeh is baat ki nishandahi kar sakta hai ke qeemat aik naya oopri rujhan shuru kar rahi hai. Aik baar aisa honay ke baad, tajir qeemat mein wapsi ke liye dekh satke hain jis ke baad qeemat aur cci dono mein taizi aati hai taakay kharidari ka mauqa miley .
      IMPORTANCE OF CCI INDICATOR:

      Commodity Channel Index ( CCi ) aik takneeki isharay hai jo mojooda qeemat aur tareekhi ost qeemat ke darmiyan farq ko measure hai. Jab CCi sifar se oopar hai, to yeh batata hai ke qeemat tareekhi ost se ziyada hai. Is ke bar aks, jab cci sifar se neechay hota hai, qeemat tareekhi ost se kam hoti hai. Si si aayi aik laa-mehdood oscillator hai, yani yeh ghair muayana muddat tak oopar ya neechay ja sakta hai. Is wajah se, ziyada kharidi gayi aur ziyada farokht ki sthon ka taayun aam tor par har infiradi asasa ke liye tareekhi intehai cci sthon ko dekh kar kya jata hai jahan se qeemat tabdeel hoti hai .

      اب آن لائن

      Working...
      X