MFI Money Flowing Index Definition
Money Flow Index (MFI) basically aik technical indicator hy ye keemat aur hujjam dono ko use karta hai . lekin mostly Selling pressure Jo market me mojood hota hy us ko calculate karny k liye use hota hai. is indicator ko volume weight RSI bhi kaha jata hai.
MFI using RSI formula
Money Flowing index aik asa makhsoos indicator hai jo volume aur momentum dono ko RSI formula mein use karta hai. yeh indicator ki value ko above 50 ho tou market mein bull trend samjha jata hai . iss tarah is indicator ki value 50 se less than ho tou market mein bear trend samjha jata hai. jb MFI ki value 80 ho jaye toh yeh over bought ko slow karta hai is tarah jb MFi ki value 20 ho jaye toh yeh over sold show karta hai.money flow index aur relative strength index dono aek dusry k closely related hoty hainin mein difference yeh hai ky MFI volume ko use karta hai Aur RSI aesa nahi karta.
Signals Through MFI
MFI basically signal provide krta hai aur trader ko pehle se hi warning deta hai mumkin reversal ya trend ki tabeeli kay bary mein lekin RSI ki trha hi ye bhi signal provide karta hai. lekin RSI ki tarah is ki value bhi 0 to 100 k mid vary karti hai. MFI ki valus jab 20 se down ho jae tou trader ko buy ki trade open karni chahiye aur jab uski value 80 se up hoje you order open karna chahiye.
MFI Difference with RSI
MFI ky mutabiq central point 50 sy upper side per ho tou market uptrend main hoti hai jo continue rehta hai isi tarah agar market same centre point 50 sy down side per ho tou market down trend main hi rehti hai tou hamain market main trade bhi same trend ko follow karte huye hi open karni chahiye lekin jab market maximum position 80 per ponch jati hai tou market wahan tak overbought position main ja chuki hoti hai ky wahan per ham buy main trade enter ker ky bahot bara risk lety hain jab market same overbought position to meet kar chuki ho toh main wahan se sell main trade enter kerny chahien ky jab market overbought sy reverse direction main movement karna shoru kerti hai tou wahan per sell main open order main profit hasil hona shuru ho jata hai jabki agar market downtrend main movement kerty huey minimum position 20 per ponch jati hai jo market main oversold position bhi hoti hai tu wahan se hamein market main buy ki trade enter kar leni chahiye ky jesy main jab market oversold position to meet kar leti hai tou wahan sy market ky reverse bhi zaroor hona hota hai ky ham yahan per buy main trade enter ker sakte hain
Effectiveness of MFI
Money Flow Index Ka sahi istemal tab he ho sakta hay jab ham is ki indication kay bad fundamental analysis ko bhi zehn main ralhen aur is kay bad ham support and resistance ko follow karte huye stop loss and take profit ka use karain. Mazeed hamain MFI ki ranges main trading karny kay liye proper risk management karni chahiye.
Relativity Between RSI & MFI
RSI or MFI Kay Kuch disadvantages bhi hai ye trade ko trade open karny ma guide to karty hain but ye time ka ni bataty k trader ko kitne time bad is signal ki confirmation ka signal mily ga. Jo trader in signals ko follow krty huay bari lot ko place kar lete hain wo acha profit hasil karny me successful nhi ho paty kyun kay market mostly overbought or over sold ki mojooda condition sy bhi aage nikal jati hai. So trader ko market par trust nahi karna chahy or hamesa small lot sy he trade ko prefer karna chahiye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим