Humey lazman trend ka pata hona chahiye hamesha market k aik long move kisi trend pe he chal rahi hoti hai market main successful hony k liye aap ko market main achi tara analysis karny hoty hain tabhi aap trend jan sakte hain aur tab hi ap market main achi entry lay sakhty hain to ismein aapko sabse pahle aik best strong market trend se related apni skills ko complete karna chahiye samajh honi chhaiye jab aap market trend ko acchi tarah talash kar lete hain aap ko tabhi faida hota hai to aap ismein bahut achi trading kar sakte hain aur tab aap ki trading strong hoti hai ismein aapko bahut jyada faida mil sakta hai isliye trend ko value do market trend se related main aapko kuch behtreen information dunga.
What is Trend:
Market Trend aik eisa important tool hai, Jo aapko market mein profitable trading karne ke liye useful information provide kar raha hota hai. Market hamesha apni retracement complete karny Kay bad apni long term trend main apni movement complete krti hai.
Why Trend is Important:
Agar aap market ke overall long term trend ko find out kar lete hain, to ismein aapko definitely bahut acchi trading techniques aur strategies ki basis per profitable technique aur trading ke liye ek acchi position mil sakti hai. Market mein hamesha trend ki bahut jyada importance hoti hai. Agar aap market Trend ke against jaenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte hain.
How to identify Trend:
Agar aap market trend ki proper identification karna chahte hain to uske liye aap different important factors ko properly learn karke market ke trend ko find out kar sakte hain. Agar aap moving average indicator ki basis per iski identification karna chahte hain to aapko hamesha last 200 candlestick ki average ki basis per bhi market trend find out karne ke liye ek acchi information available ho sakti hai.
How to trade in Trend:
Dear member Jab aapko yah information mil jaati hai ki market mein selling ka trend hai to aapko hamesha market mein Buying trade se avoid karna chahie. Agar aap market mein Koi buying trade karna chahte hain, to aapko hamesha intraday trading ya phir scalping trading technique ki basis per apne targets ki achievement karne ke bad immediately market se exit kar lena chahie. Aur selling trend main hamesha aapko selling trend per hi focus karna chahie.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим