Apni Trading Abilities Pe Bharosa Rakhen,Luck Pe Nahi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Hamari life me agar che Luck ka baht dakhal he Lekin ye bhi hamara good luck he ke hm Forex trading me Aa gae is liey is ki qadar karen aur apni mehnat ko barhaen sabar hosle aur mustaqil mizaji se work karen, lalach, jald bazi, aur jazbatiyat se bachen to Forex me success ho sakti he.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      jee han ap ne sahi kaha hi ap ko apni ablities per bhorsa kerna cheye na ke apni luck per luck per bhorosa kerne wale loss hi kerte hain agar ap ko iss main kamyb hona hi too ap ko proepr learning ke sath hi tarding ekrni ho gi then hi kamyb ho ge
      • #153 Collapse

        YEs my friend you are absolutely right that we should have faith in our abilities and have to work with hard work and devotion my friend other wise it won't work my friend
         
        • #154 Collapse

          bilkul ji abilities ko nikharana appki zimadarii hai kay app trading ko kis tarah lay kar chaltay hoo .luck appkay uss waqat tak kam nahi atii jab tak app apni salahitoo par kam na karoo
          • #155 Collapse

            Aap ny boohat achi cheez highlight ki hai, kiyun k majority of traders normally yeh hi soch rekhtay hain k aisay ker daitay hain luck main howa tu profit hoo jaiy ga, joo k boohat ghalt approach hai forex trading main. Trading main humain apni skills aur hard work say earning hoti hai, humain apna 100 percent daina chahiyea phir Luck per chorna chahiyea.
            • #156 Collapse

              bilkul right baat koi be buisness us par ap ka trusted hona buhat he zarror hota hai kiyon k trusted se he ap ku business mein successful ho sakta hain
               
              • #157 Collapse

                Ha gee bilkul every trader ko apni salaheeat aor apny knowledge pr beleive rakhna chahyee na ka apni luck pr luck be zaroori hoti hy lakin knowledge be aik lazmi step hy, knowledge make luck, without knowledge you can not win the forex, so never believe on you luck tau sath he rehti hy agr aap luck pr yaqeen na be kryn tau, wo tau ho ke he rehta hy jo luck ma likha hota hy, lakin aap ko luck ko dekhy baghair forex knowledge practice experience lazmi hasal krna chayee.
                • #158 Collapse

                  yes dear hume apni trading abillities per depend karna chaiye kyu ke hart waqt ap ka luck aap ka sath nai deta is liye hume trading karte waqt ye nai sochna chaiye ke hum is me without trading ke profit earn kar sakte is liye hume apni trading sabar se karni chaiye or apni trading abillity ko use karna chiaye
                  • #159 Collapse

                    mere khyll sai jo banda apni luck pr depend krta hy vo kbhi aghe nhi bar sakta q kai mera luck kbhi bhi mera sth nhi diya mere luck nai to agar banda apne uphar barosa rkhe to zindagi mai bht khamiyab ho sakta hy baki ap logo ki marzi
                    • #160 Collapse

                      agr hum sirf luck pe
                      depend kr ke trading kre ge tu ap jald hi is
                      market se tang aake is ko chor denge aur ap
                      ko kuch samajh nhn ayega is lye
                      understading ko develop krna bohat zarori
                      hai aur ap earning krne ka ap ko real
                      advantage mile ga forex trading ke kaam se...
                      • #161 Collapse

                        ma to hamesha isi bat py zor deta hon k forex luck ki game nhi ha balky ya experience or practice ki chez ha luck to sirf insan ki aik ya 2 trade ma chaly gi baqi time wo phir kis tara trading kary ga agr uska experience nhi ha is ma
                         
                        • #162 Collapse

                          humain trading abilities per to bharosa krna chahye q k woi humari effort hoti hai or luck per bhi thora bharosa rkhna chahye kyn k kia pta ap ki luck chl jae or ap ko ziada profit hojae!!trust on both!!
                          • #163 Collapse

                            Kya Forex se aapne paise kama kar BANK me rakhe hue hain ? .... Forex me luck koi important chiz nahi hai bahot se log trading karte hai par har koi apne luck pe depend nahi hota hai kyuki luck pe depend rahe toh forex nahi .... role hai trader ki apni mehnat , skills aur uski knowledge aur experience ka ..
                            • #164 Collapse

                              app na tiek kah ha k trading kartay howay app sirf apnay aap per bharosa karay na k apni luck pay ap ko apna knowledge aur experience increase karna chaiye aur zada say zada practice karni chaiye k ap apni abilities say zada say zada earn kar sakay....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                g han is kay liy ap ko apni luck par nahi napny kam par hi bharosa karna chahiy is kay bina ap ka koi bhi kam nahi ho sakta forex main q kay ap jint a kam kao gay ap ko utna hi pata chaly ga forex ka,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X