Forex technical analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex technical analysis
    Assalamu Alaikum Forex members ummid hai aap sab theek Honge Aaj ka Naya topic Hai technical analysis per technical analysis kya hai aur Iske bare mein Aaj Ham detail mein baat karenge gay.
    Click image for larger version

Name:	technical-analysis-forex.jpg
Views:	2
Size:	75.7 کلوبائٹ
ID:	12503457
    Forex technical analysis:

    technical analysis Ek Aisi range Hai Jisko technique ke tarike se use Kiya jata hai aur TRAI Kiya Jata Hai forcasts for other profit ke liye acchi price ki movement ke liye aur bahut acche tarike se ke se technical analysis ko bahut acche tarike se product ko basically aur horizontal price ki movement ko Dekhte Hue aur Patra ko dete Hue change kiya jata hai.



    Click image for larger version

Name:	dotdash_Final_Most_Commonly_Used_Forex_Chart_Patterns_Jun_2020-01-a6be7f7fd3124918a519946fead796.jpg
Views:	7
Size:	885.7 کلوبائٹ
ID:	12503453


    Foreign exchange market Mein particulate aur per Ham technical analysis ko use karte hain aur hai level ko bahut acche tarike se Dekhte Hue liquid ko trading Mein volume aur numbers ke players ko bahut acche tarike se signify Kiya jata hai aur big longer-term ke National level Court rent Mein forex market ke time ko over pattern Kiya Jata Hai Taki Ek Achcha bn sake.



    Click image for larger version

Name:	Understanding Technical Analysis Chart.png
Views:	5
Size:	32.0 کلوبائٹ
ID:	12503454



    Forex chart patterns:




    trading ko bahut acche tarike se Dekha jata hai aur bahut jyada technical analysis ko technique ko market Mein including pattern ke went aur triangle ke channels ko double top or bottom top ko head for shoulders Ko Dekha Jata Hai Taki Ham bahut acche tarike se acchi technique se market ki moving average Koi dekh sake aur bahut acche blood ke Taur per acchi trade kar sake replacement ko bahut jyada popular along aur analyses ke Taur per Dekha jata hai aur integrated ko MACD kaha jata hai,RSI ko bahut jyada acche Din Kaise dekhne ke liye example ke Taur per popular technical analysis ki method ko use Kiya jata hai.


    Click image for larger version

Name:	Importance-of-Technical-Analysis-in-Forex-Market-1080x675.png
Views:	2
Size:	27.3 کلوبائٹ
ID:	12503455



    Wedge pattern:



    Wedge pattern generally Taur per integrated ko introduction Di Jaati Hai Ki trend reversal ho to immediately aapko price ko show Karen anchor downtrend ko agar aap within width ke Taur par istemal Karenge to aapko trend ki changing ke uptrend ke price ki breakthrough ke top pattern ko dekhna padta hai aur Bridge karna padta hai Barish karna padta hai depending hote hain current trend ko show karne Mein Daag Uske vate ko Dekhte Hue generally long-term pattern Ko Dekha Jaaye



    Click image for larger version

Name:	technical-vs-fundamental-analysis_body_new0.png.full.png
Views:	3
Size:	13.8 کلوبائٹ
ID:	12503456
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex technical analysis

    Technical Analysis


    Financial market me kaam karne k leye hamesha traders markets ki supply aur demand ko made nazar rakh kaam karte hen. Jab bhi kisi stock ya assets ki demand barh jati hai, to us se prices me izafa hota hai, aur us k bar akas jab supply ziada hoti hai, to us waqat price kam ho jati hia.
    Prices ka kam hona aur ziada hote rehna ye waqat k sath sath jari rehta hai, lekin jab baat ati hen, assets par trading ka, jiss se munafa kamana ho to uss sorat me bagher kisi khas techniques k trading ka amal karna bohut riski hai, q k iss amal k diwran hum virtual assets hi khareed rahe hote hen, actual item ya assets hone par agar prices ger bhi jayen to bhi assets hamare pass hone chaheye, lekin virtual me hargez aisa nahi hota hai, iss me sarmaye se mukamal hath dhoya ja sakta hai.
    Assets ki prediction aur mustaqil bhi uss ki qeematon me uthar ya charao k semat ko malom karnek leye analysis ki jati hai, ye analysis teen aqsaam par mushtamil hoti hai, jiss me aik fundamental analysis hai, jiss me economy me kami wa beshi se assets asar andaz hote hen, jab k dosre ko technical analysis kaha jata hai, jiss main asasajat ko technical base par historical data ki madad se study kia jata hai, jab k last par aik sentimental analysis ki jati hai, jo trader k mind set up k mutabiq hoti hai.
    Technical analysis sab se mushkil aur ziada knowledge par munhasir hoti hai, jiss me trader technical toolsbka istemal karte howe prices ki mustaqbil ki prediction karta hai. Technical Analysis main istemal hone wale tools me do aqsam ziada aham hen, jiss se ye analysis sar anjam de jati hai, aik hai technical indicators aur dosra hai, prices chart patterns ya candlestick patterns.

    Click image for larger version

Name:	images (553).png
Views:	1
Size:	7.2 کلوبائٹ
ID:	12367186

    Technical Indicators

    Technical indicators trading k dowran traders ki prices ki historical data ki calculation ku madad se kulyaat ka istemal karte howe mukhtalif qisam k results muhaya karta hai, jiss se traders kisi currency jore ya assets ki agli mumkina harkat ka nateeja ahaz karta hai. Technical analysis short term ki trading hoti hai, jo k ziada se ziada aik week aur uss se kam waqat par muhasir hoti hai, ye indicators bhi mukhtalif timeframes ka istemal karte howe data ki analysis karke apne formulas k mutabiq results deta hai.

    Click image for larger version

Name:	download (44).png
Views:	1
Size:	13.6 کلوبائٹ
ID:	12367187

    Price Chart Pattern


    Technical analysis main price charts pattern ka istemal bhi bohut had tak kia jata hai, jiss main wo charts ziada successful rehte hen, jin ka timeframes ziada waqfay par muheet hota hai. Prices charts pattern ko do hiso, candlestick pattern aur charts pattern main taqseem kia gaya hai. Candlestick patterns aik ya aik se ziada candles par mushtamil hota hai, jiss main ziada se ziada candles ki tadad 10 tak ho sakti hai, jab k charts pattern main ye tadad bohut ziada hoti hai, jo k 10 se ziada aur 50 ya 100 tak bhi ho sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (193).jpeg
Views:	21
Size:	11.8 کلوبائٹ
ID:	12367184Click image for larger version

Name:	images (192).jpeg
Views:	7
Size:	40.8 کلوبائٹ
ID:	12367185

    اب آن لائن

    Working...
    X