Long lower shadow candle
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Long lower shadow candle
    Assalamu Alaikum Dosto!


    Long Lower Shadow Candle


    Long Lower Shadow Candle ziadda tar bottom trend k baad bantti hai, jo ziadda tar prices k bullish ya uptrend reversal ki alammat hotti hai. Long lower Candle k baane k pechay psychology ye hotti hai, k jab bhi prices aik session k dowran bearish jatti hai lekin baad main buying pressure ki wajja ussi session main prices wappis upper a jatti hai, is ko bullish trend indication samjha jatta hai.
    Jab bhi market main sellers bohut ziadda active ho jatte hen aur market par ghalbba panne ki koshash karrte hen to qeematen lower movement kartti hai, lekin usi durran bulls bhi market main active ho jate hen, jiss se qeematen wapiss upper jatti hai. Jis se candle ki aik small real body k sath aik lambba lower saya ban jatta hai.

    Candle Formation


    Kuch candles main real body ki nisbbat candle ki wick ya shadow ziadda strong indication detti hai, jiss tarah se aam tawar par doji candles main dekha jatta hai. Doji candles ki tarrah Long Lower Shadow Candle ki lower side wick bohut aham hai. Candle ki format darjazzel honi chaheye ;

    Long Lower Shadow Candle: Long Lower Shadow Candle main candle ki wick ki importance aur bottom price par honne ki wajja se candle ki real body ki koi ahmeyyat nahi hotti hai. Ziadda tarr in candles main real body small hotti hai, q k open aur close aik dosre k bohut nizdeek hotte hen. Candle ki real bullish ho ya bearish is se candle ki performance par koi faraq nahi partta hai. Yanni ye candle bullish aur beariah donno tarah se ho saktti hai.

    Explaination

    Long Lower Shadow Candle aik single bullish trend reversal pattern hai, aur jab bhi market main qeematen low area main janne k baad mustarad ho jatti hai to uss waqqat ye candle bannti hai. Candle ki lower side par lambi wick battati hai k candle k leye lower price par mazzed demand nahi hai, jiss k leye prices ko lower area main push kia jayye.
    Long Lower Shadow Candle shap main shooting star candle hi dekhaye detti hai, lekin aik to iss candle k upper side par bhi aik small wick ho saktti hai, dosra ye candle lower side par aik long real shadow rakhti hai. Candle ki bottom price k honne ki wajja se bullish trend reversal pattern ka kaam karrti hai.

    Trading

    Long Lower Shadow Candle trader k leyw buying ki opportunity detti hai. Is candle k banne se market main qeematon ki wazih nishan-dahi ho jatti hai, k prices bearish janne k baad aik khas position par mustarad ho chukki hai, jis se candle ki lower side par aik long wick banni hotti hai.
    Market me buy ki entry karne se pehel candle ki lower price par position aur trend confirmation lazzmi check karren. Candle k baad aik real body wali bullish candle lazzmi banni chaheye, jis se market k trend reversal pattern confirmation ka signal meltta hai.
    Stop Loss ki position candle k wick k low par ya uss se ek do point lower side par set karen. Candle se munafa k leye dosre pattern aur indicators ka istemal kia ja saktta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (546).png
Views:	3
Size:	10.4 کلوبائٹ
ID:	12503422
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Long lower shadow candle

    Sure dear, foreign exchange most important special signs traders ko marketplace kay baray predominant guide kartay hain, inki calculations aur values sa trades open aur modify ki jati hain, in principal sa aik average directional index bhi hay,

    Description of Average Directional Index:


    ye aik technical indicator ha jo fashion ki general power ko calculate karta ha, ye indicator J. Welles Wilder na expand kia tha, is sa traders ko trends kay strong momentum essential fees kay barhnay ya fall karnay ko janchnay foremost help milti hay, ye present day fashion ki route ki data nhi daita balkay sirf uski energy ko identify karta hay, is ki help sa hm ranging market ya new trend kay begin honay ki information hasil kar saktay hain,

    Information concerning Ranges of ADX:



    is indicator ki variety 0 sa a hundred tak hoti ha, jis kay zariay 25 sa above values trending marketplace ko show karti hain jb ok 20 sa below values ye suggest karti hain kay trend ki moment boht kam ya na honay okay barabar ha, 0 price costs ki kisi aik perticular path primary moment karnay ka ishara daiti ha jo effective ya poor ho sakti ha, ADX ma 60 sa above boht kam values hoti hain lakin in sa robust trend kay baray primary pata chalta ha, jb kay indicator ki cost one hundred ho to ye extremely strong trend ka signal hota ha, ADX excessive values sa down ki taraf ata ha to ye ongoing trend kay end honay ka signal hota ha, isi tarah agr ADX ki value ziada dair tak 20 say beneath reh kar upward push karna begin karti ha to ye running fashion ki path kay mutabik trade ka sign hota ha,

    Calculations and values of ADX:



    Average Directional Index ko calculate karnay kay liay hmain two signs kay baray important pata hona chaiay aik fantastic directional indicator aur dusra negative directional indicator, hum in ko add ya subtract kar kay ADX ki fee hasil kar saktay hain, difference ko sum sa divide karnay okay baad jo end result ata hay usay 100 sa multiply kar dia jata ha is sa hasil honay wala end result directional index kehlata ha aur us ka in addition transferring common calculate kar kay common directional index hasil kar lia jata hay, is tarah hum iski values kay mutabik signals hasil kar saktay hain

    اب آن لائن

    Working...
    X