Dear friends, forex trading main boht saray indicators use hotay hain jo market aur pair ki state kay baray main guidance daitay hain, in main sa aik zig zag indicator bhi hota hay,
Working principle of Zig Zag indicator:
jab bhi prices pehlay say select ki hui variables say kam ya ziada hoti hain to zig zag indicator chart par un kay points bnata ha, jin ko straight lines say join kia jata hay, ye indicator prices kay trends ko bhi identify karnay main boht support karta ha, ya prices ki fluctuation aur trend changes ko show karnay kay rujhan ma changings ko khatam karta ha, zig zag lines us waqt appear hoti hain jab price ki moment swing high aur swing low kay darmian hoti hay jo aik fixed percentage sa ziada ho, ye indicator aksar 5% ki minor price moment ko clear kar kay trend ko tamam time formats ma samajhnay kay liay easy bnata ha,
Interpretation of indicator:
zigzag indicator market main trading kay liay bahut hi helpful hota hai aur is se hum market kay analysis kar sakte hain is indicator ko new trader support and resistance ko analyse karnay kay liay use kartay hain aur is indicator say support and resistance ko asani kay sath maloom kar saktay hain lekin expert trader support aur resistance ko technical method kay zariay analyse kartay hain aur agar hm thek method ko use kar kay support and resistance ko analyse karain to yah hamare liay boht best option hota hay, is tarah hm easily support aur resistance ko use kar sakte hain, zigzag indicator trading kay liay kafi useful hay hamen is ki proper practice honi chahie ta kay ye hamaray liay behtar ho, hm is sa se kafi achay benefits hasil kar saktay hain.
trend information with zigzag indicator:
is indicators sa upcoming trends ki prediction nhi ki ja sakti, ye potential support aur resistance kay darmian swing high aur swing low ko mark karta ha, zigzag mostly use honay wala indicator ha jo samajhnay main aur apply karnay ma easy hota ha, indicator ka proper use hi kamyab trading ki zamanat smjha jata ha, zigzag indicator aik relaiable aur valid indicator hay jo trading signals ki confirmation kay liay bhi use hota ha

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим