Dear Forex members hum dekhty hain k jab ham kam kar rahy hoty hain to hamein soch samajh Kar kam karna hota hai. Dear technical analysis ko jab aap perform karty hain to ismein aap chart per different candlestick pattern aur chart patterns dekhty hain. Aur isk sath sath support and distance dekhty jis sy aapko trade find karne mein aasani hoti hai.
SUPPORT & RESISTANCE
Support :
Dear downtrend mein market mein aisa point jahan sy market ko nichy jaany, mein mushkil ho usko support kaha jata hai. Dear jab market downtrend mein movement kar rahi hoti hai aur market mein aisa point aata hai jahan market ko down hony mein ya phr usko break karny mein time lagta hai usko Support kaha jata hai. Support sy market ya to wapis uptrend mein ho jaati hai ya agar usko break karen to previous support uski resistance ban jaati hai.
Resistance :
Dear jab market up movement Kary aur market mein aik aisi jagah aaye jisko market break itni aasani sy na kar saky usko resistance kahaty hain. Dear market Uptrend mein movement karty huy kisi aise point per jahan per market ki movement slow ho jaaye aur jahan market bahut zyada candles banana start kar dy usko resistance kaha jata hai. Jab market kisi resistance ko uptrend mein break karti hai to uski resistance Support mein convert ho jaati hai.
Use Of Support & Resistance In Trading :
Trendline Strategy :
Dear is mein ham trendline ko Support and resistance k toor per use karty hain aur us per trade karty hain. Dear trend line Strategy mein apny market k trend k mutabik trade karna hoti hai jab market trend mein movement kar rahi hoti hai to aapko market ki Support sy buy ki trade lagana hoti hai ya phr market jab up trand ko touch karti hai to aap usmein buy ki trade lagaty hain isi tarah downtrend mein sell ki trade lagana hoti hai jab tak trend continue rahata hai aap isi tarah sy trade karty rahty hain. Dear market k trand ko dekhty huy trand line draw Karen aur us per aasani sy trade Karen.
Range Strategy :
Dear range Strategy main aap market jahan range banaa rahi hoti hai iski Support aur resistance per aap trade karty hain. Dear jab market in range banaa rahi hoti hai jasa k aik support per aati hai aur wapis resistance per chali jaati hai isk bad dobara Support per a jaati hai jahan market support aur resistance k darmiyaan range banaa rahi hoti hai. Yahan per trader support sy buy karty hain aur resistance per sell ki trade open karty hain jab tak kisi bhi side market usko break nai karti. Ismein aap pending order ka istemal karty rehty hain aur ismein stop-loss ka istemal lazmi Karen.
Breakout Strategy :
Dear jaisa ke mainy aapko bataya k market kisi bhi Support ya resistance ko break karti hai to uska next target next resistance hota hai. Agar market kisi resistance ko Uptrend mein break kary ge to uska next target next resistance hoga agar kisi support ko break kary ge to uska next target next Support hoga aur uski previous Support Resistance mein convert ho jaye ge. Pullback usi ko kaha jata hai jab market break karti hai support ya resistance to uske bad jab usko reset k liye aati hai to usko aap pull back kahaty hain. Jab market break krti hai to kisi bhi resistance yahan support ko to usmein jo trade lagai jaati hai usko break out kaha jata hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим