Dear friends, economy ko samajhnay kay liay four terms use hoti hain, jin main expansion, peak, contraction aur recession shamil hain, agar trader ko market ki in terms ka acha knowledge ho ga to tab hi wo achi trading kar sakain gay kiun kay wo economic condition ko achy effect kay liay istemal kar saktay hain,
Meaning of Recession and its effect:
Economic term recession market ki down stage ko zahir karnay kay liay use kia jata hay, is stage ma sab chezain market kay against ja rahi hoti hain, Recession ki waja say investors apna confidence loose kar jatay hain or wo market ma mazeed investments ko ignore karty hain jab tak investor ka confidence normal nhi hota market recession ma hi rehti hay, recession k time par investor ka confidence bahal karny ki pori khosis karni chaiay,
Trade strategy during market recession.
is tarah ki situation main traders ko apny trading orders ko us waqt tak hold karna chaiay jab tak unko yeh lagy kay investor ka confidence bahal hona start ho gia hay to aisay time par trader ko long term buy ki trade ko open karna chaiay, jis trader ko market kay recession ka pata hi nhi ho ga wo kesy isko achay effect kay liay use karay ga, lihaza trader ko hamesa knowledge hasil karny kay liay tiar rehna chaiay aur ye kabi nhi sochna chaiay kay ab usko mazeed knowledge ki zarurat nhi hai kiun kay aisa sochny walay trader hamesa nakaam hotay hain, knowledge ki base par hi trader ko market ki samajh ho sakti hai aur ye profit hasil karny kay lae bhot zaruri hai,
Precautions in recession:
recession say recovery ki taraf market slow move kar rahi hoti hay aur repeatedly apnay lowest point ki taraf move karti rehti hay, jab kay market ka woh last point jahan say is na fall kartay huay recession par pohnchi ho, woh point iska bahut strong resistance level hota hay, laikin is kay bawajod trader ko chaiay keh recovery kay doran woh ziada selling na karain balkay sirf buy ki trading par focus karain,

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим