Significance of "Relative Index Indicator (RSI)"in Forex Trading :
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Significance of "Relative Index Indicator (RSI)"in Forex Trading :
    Assalam o alaikum dear people umeed hai k ap sab theek thaak hoon gy aur apna kaam torment filled treeky sy kar rahy hoon hy. Aaj ka hmara subject hai k RSI ki importance kia hai. To aj mumble dekhain gy k RSI hota kia hai es ki importance kia hai aur RSI ko use karty huay mumble kis trha sy tradin kar sakty hain

    RSI KIA HAI???

    RSI ka mtlb hai relative strength record. Ye aik marker hai aur es ko market mai power ko measure karny k leay istimal kia jata hai. Ye specific assessment mai istimaal hota hai aur es ki madad sy market ka energy measures kia jata hai ye current worth ki size ko measure karta hai aur market mai overbought aur over sold conditions k bary mai btata hai. RSI ko aik oscilator ki window mai show kia jata hain. Osilatir aik aisa pointer hota hai jo 2 crazy characteristics k darmeyan mai move karta hai aur ye aik line ki shakal mai hota hai.aur es ki readin 0 aur 100 k darmeyan rehti hai.es ko 1978 mai make kia gaya tha.

    RSI k bary mai eham baten:

    1.RSI aik mashoor energy pointer hai.
    2.RSI representatives ko truth be told negative aur bullish example k bary mai btata hai.
    3.kisi khe asset( share, cash pair, item) ko iver bought mana jata hai agr RSI ki cost 70 sy ooper ho.
    Aur kisi bhe asset ko over sold mana jata hai punch RSI KI regard 30 sy kam ho.

    RSI Ap KO KIA BTATA HAI?

    Hit RSI 30 k level sy neechy jata hai to ye es baat ki alamat hoti hai k market mai muscular strength bullish example aany wala hai RSI ka 30 sy neechy jana es bat ki alamat hota hai k market abs over sold hai mtlb ye k stomach muscle market apny demand zone mai enter ho chuki hai aur stomach muscle market mai bullish example aany wala hai. Es k kuch der horrendous vendor ko intizaar karna chaheay k hit RSI 30 k level ko cross kar k ooper aa jaye to buy ki trade open karni chaheay.

    Esi trha hit RSI Ki cost 70 k level sy ooper jati hai to es ka mtlb ye hota hai k abs market over bought ho chuki hai mtlb ye k bullish example khatam hony wala hai aur negative example aany wala hai. Mtlb ye k market mai muscular strength demand zone almost khatam ho gaya hai aur suply zine shuru ho chuka hai.
    Lezaha hit RSI. 70 k level sy ooper jaye aur phir RSI ki line dubara sy 70 k level ko cross kar k neechy aaye to sell ki trade li ja sakti hai.

    RSI Bullish DIVERGENCE KIA HAI?

    Bullish uniqueness os saqt paida hoti hai hit RSI oversold condition zahir kar raha ho aur market hai aik higher low leeway jaye.es ka mtlb ye hota hai k abs market mai down tred khatam hony wala hai aur stomach muscle rise start ho raha hai lehaza buy ki trade open ki ja sakti hai.

    RSI BEARISH DIVERGENCE:

    Rsi mai negative dissimilarity ka mtlb ye hota hai k RSI overbought show kar raha ho aur market mai lower high leeway jaye. Es ka mtlb ye hai k interest zone khatam hony wala hai aur aik buy ki trade open ki ja sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Significance of &quot;Relative Index Indicator (RSI)&quot;in Forex Trading :

    Relative Strength Index (RSI)


    RSI se murad "Relative Strength Index" hai, jo k aik oscillator hai, jiss ko J. Welles Wilder banaya hai. RSI aik technical movement indicator k tawar par kaam karta hai, jab over-bought ya over-sold soratehal me kisi security ki haleya profit ko us ki haleya nuqsan k sath muwazena karane ki koshash karta hai. Relative Strength Index indicator kisi khas value ki technical strength ya weakness ko malom karne k leye istemal kia jata hai.
    Financial market me khas tawar par forex trading me RSI indicator sab se ziada istemal hone wala indicator hai. RSI indicator ki by-default setting bhi hai wo fourteen-days ka simple moving average hai. RSI indicator ko trader ya analyst k trading, pasand ya analysis k mutabiq kisi bhi timeframe me tarjeehi base par kisi bhi dino k number me calculate kia ja sakta hai. Baaz short term traders apne analysis k leye five-day, seven-day aur nine-day ka RSI bhi istemal karte hen. RSI indicator ka istemal karne wale traders ko is baat ka ilam zaror hona chaheye k jab bhi market me qeematen bohut ziada upward ya downward ati hai to us waqat qeematen is indicator ko mutasir karti hai, jis se ye indicator false buy ya sell k signals genrate karta hai. RSI k natayej ko behtar banane k leye is ko dosre bare stock indicators k sath istemal kia ja sakta hai.
    RSI oscillator k tawar par qeematon ki raftaar (momentum) ko follow karne k leye design kia gaya hai, jis ki range 0 se 100 k darmeyan hoti hai. Aur 50 ki range ko iss ka center tasawar kia jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (172).jpeg
Views:	1
Size:	4.2 کلوبائٹ
ID:	12366724

    RSI Indicator Function


    Aam tawar par MT4 software par RSI indicator ko line chart ki shakal main dekhaya jata hai, jo k 30 aur 70 levels k darmeyan up down ho raha hota hai, lekin indicator ki ye up and down movement traders ko kuch information deta hai, jiss ki tafseel darjazel hai;

    Overbought / Oversold Zone


    RSI indicator ka sab se bara aur aham indication jo traders ko bohut ziada market main apni taraf ragheb karta hai, wo hai RSI indicator ka Over-bought aur over-sold zone ki information dena. Wese to RSI indicator me traders ya analyst apni marzi k mutabiq levels ki setting kar sakta hai, lekin is me jo by-default setting howe hen wo hai, 30 se 70 k darmeyan. RSI k 30 se below area ko overbought zone jab k 70 se above area ko oversold zone kaha jata hai. Aam tawar par agar RSI 25 pe gerne k baad 30 se uper barhta hai, to is ko bullish reversal ya bullish trend tasawar kia jayega. Is k bar-aks agar RSI 80-90 pe jane k baad 70 level se nechay a jata hai to ye humen bearish reversal ya bearish trend k bare me batata hai. Jiss k baad ziada tar prices downtrend par move honna shoro karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (171).jpeg
Views:	11
Size:	7.0 کلوبائٹ
ID:	12366725

    RSI Divergences


    RSI indicator ki chart line price k top (70 se above) aur bottom (30 se below) k elawa do qisam k divergence k bare main bhi information deta hai. Aik hai Billish divergence aur dosra hai, Bearish divergence. Bullish divergence us waqat hota hai, jab qeematen aik neye (new) nechli level tak ger (fall) jati hai lekin RSI apni pechli kami k muqabele me kam nechay level par ata hai. Jaise hi RSI apne dosre low position se uper ata hai, to yahan pe buy ki entry karen aur latest low price k nechay stop loss laga den.
    Bearish divergence us waqat hota hai, jab qeematen aik new up position pe chali jati hai lekin RSI indicator apne pechle high k muqabele me kam upward jata hai. Jaise hi RSI dosre high position se low ata hai, to yahan pe sell ki entry karen, latest high price k uper stop loss ki position set karen. Divergences aik qisam ka leading indicator k tawar par kaam karte hen.

    Click image for larger version

Name:	images (452).png
Views:	3
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12366726

    RSI & Price Action


    RSI indicator k apne lower reference line se nechay chali jati hai aur baad me wapis bullish move karna shoro ho jaye, to yahan pe buy ki entry karen. Jab bhi RSI apne upper reference line se above chali aur baad me wapis nechay a jaye to yahan pe sell ki trade open karen. RSI levels ka bhi ba khobi andaza RSI chart se hota hai.
    RSI indicator ka istemal Price Action se zaror karen. Jab RSI indicator apne down trend line ko break karta hai, to uper ki qeemat ki trend line se uper buy ki entry karen, takeh aik upward breakout ko pakra ja sake. Jab RSI indicator apne uptrend line ko break karta hai, to nechay ki qeemat ki trend line se nechay sell ka order put karen, isi tarah se downward breakdown ko pakra ja sakta hai. Kuch traders market ki qeematon k pehle long term ki trend malom karne k baad hi entry karte hen. RSI ka istemal dosre indicator k sath karna ziada faida mand sabit ho sakta hai. Q k single indicators ya oscillator prices k bare main false signal bhi de sakte hen.


    Click image for larger version

Name:	images (173).jpeg
Views:	4
Size:	7.7 کلوبائٹ
ID:	12366723
    • #3 Collapse

      Re: Significance of &quot;Relative Index Indicator (RSI)&quot;in Forex Trading :

      Assalamu Alaikum Dosto!


      RSI Indicator


      J. Welles Wilder ka banaya howa Relative Strength Index jiss ko aam tawar par RSI indicator bhi kaha jata hai, aik oscillator hai, jo market ki changing ki assal buy ya sell ka signal detta hai. Stock markets main RSI indicator ka istemal prices k tops aur bottoms levels ko maloom karnne k leyye kia jatta hai, jiss ka pemanna 0-100 hai, jaise mazeed 70 aur 30 k up and down levels main taqseem kia gaya hai.
      Wese to RSI indicator ko trader apni marzi k mutabiq apne timeframes main set karwa sakta hai, lekin sab se ziada is indicator main aur aam tawar par 14-days ka time period ka istemal kia jatta hai. RSI indicator up days k closing price k average ba-muqabela down days k closing price k average par mabbni hai.

      Click image for larger version

Name:	images (4) (208).jpeg
Views:	1
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12366728

      RSI Indicator Formula


      RSI = 100 – (100 / 1+ T/B)

      Upward prices ka Exponential Moving Average ko "T" se zahir kia gaya hai, jiss ka matlab hai, k Top closing prices.
      Jab k downward prices ko Exponential Moving Average k "B" se zahir kia gaya hai, jiss ka matlab hai, k Bottom closing prices.

      Explaination

      RSI indicator aik technical tools hai, jiss ko prices ki harkat ko samajhne k leye banaya gaya hai. Ye indicator dar-asal aik oscillator hai, jiss ko prices ko ki past movement ya slow movement ko mehsos karne k leye design kia hai. Technical analysis k dawraan charts pattern ko analyze karnne k leye, sab se ziadda mashahoor technical indicator RSI oscillator hai, jo k prices k mazzbotti main tabdeeli battati hai. RSI indicator aik sab se ziadda maqqbol aur assan tool samjha jatta hai, jiss ko aik basic graph par 0 se 100 tak dekhayya jatta hai.
      RSI indicator bhi dosre oscillators ki tarah bunyadi scals (jiss k darmeyan qeematen up and down hoti rehti hai) k tawar par banaya gaya hai. RSI indicator main bunyyadi tawar par 30 ya us se kam ki reading ko oversold sorratehall samjha jatta hai, jis ka matlab hai k market khareedari (buy) k leye tayyar hai. Jab us k bar akas reading par 70 ya us se ziadda overbought sorrattehal battati hai, jiss se market main ferokht kunenddagan (sellers) k leye sell ki opportunity hotti hai. RSI "Stochastics Oscillator" ki tarah market main bohut ziadda buy aur sell ki nishan-dahi kartti hai. Jiss se traders ko market main entry karne ka signal maosol hota hai.
      RSI indicator aam tawar par 30 se le kar 70 k darmeyan trade kar raha hota hai, lekin iss ka aik center point ya level hota hai, jiss ko 50 se zahor kia hai, k cross over honne par do tarah k signal deta hai, rising center cross aur falling center cross. Rising centre crossover uss waqqat hotta hai, jab RSI indicator ki value 70 ki tarraf barhte howe scale parr 50 line se upper challi jatti hai. Is se zahirr hotta hai, k market main bullish trend main chal raha hai aur 70 tak ye trend barqarrar rahegga.
      Falling center cross bhi main point 50 level ka istemal karta hai. Falling centerline crossover uss waqqat hotta hai, jabb bhi RSI indicator ki value 30 ki tarafc barhtte howe 50 k line ko cross kartti hai. Is se zahher ho rahha hotta hai, k market ki trend taqqat main kamzzor ho rahha hai, aur RSI k 30 k line tak pohuchne main ye bearish trend baqqarar rahegga. Jab k 30 ka level oversold area ban jata hai, jahan se prices ka reversal hone ka andesha hota hai.

      Click image for larger version

Name:	images (455).png
Views:	1
Size:	3.5 کلوبائٹ
ID:	12366729Click image for larger version

Name:	images (454).png
Views:	4
Size:	25.8 کلوبائٹ
ID:	12366730

      Trading

      RSI Divergence aksar aise hidden movement ki pehle se information dete hen, jis ko aam candlestick ya bar charts par assani se maloom nahi kia ja saktta, wo RSI indicator ki madddad se maloom ki ja saktti hai. RSI indicator par support aur resistance levels ziada wazzeh dekhaye de saktte hen. RSI indicator par 30 nechay aur 70 se upper ki nakkami reversal janne ka ishara detti hai. RSI indicator aur Prices k darmeyan divergence kamyyab reversal indicator ho sakkte hen.
      RSI indicator k over-bought (70 and above) aur over-sold (30 and bellow) area bohut zarrori hai. Is area main trend k reversal honne k bohut ziadda chances hotte hen. RSI indicator ko buy signal k tawar istemal karnne se pehle indicator par reading lazzmi 50 scale se upper side par honni chaheye, jab k down trend k leye indicator par reading 50 se below honni chaheye, jo k sell signal k leye perfect hongay, jab tak k prices ka 30 se above honna chaheye.
      Jab RSI indicator ki reliability ki baat ki jati hai, to iss ka istemal bohut iss waja se hai, ye indicator reliable indicator to zarror hai lekin zarrori nahi k har daffa indicator lazzmi 100% positive signal hi detta rahega. Is waja se RSI indicator ka dosrre indicators k sath ya charts pattern aur price action k sath istemal kartte rehna chaheye. Isi tarah se indicator ki accuracy main izzafa hogga. RSI indicator trading k leye sab se assan tool bhi hai aur dosrra ye bohut ziadda reliable bhi hai, jiss ki wajja se ziadda tar trader ya analyst analysis main RSI indicator ka istemal zarrori samjhtte hen.

      Click image for larger version

Name:	images (4) (209).jpeg
Views:	1
Size:	11.1 کلوبائٹ
ID:	12366727
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Significance of &quot;Relative Index Indicator (RSI)&quot;in Forex Trading :

        Assalam walekum Forex members ummid hai aap sab theek hongi aaj ka Hamara topic hai Hai Re lative index indicator per. Ham explain Karenge is integrator ko introduce karwayenge ke calculation Karke kis tarike se yah aapko Ek achi trade De sakta hai.

        Click image for larger version

Name:	download (1).jpg
Views:	1
Size:	9.6 کلوبائٹ
ID:	12366775



        Williams% R indicator:
        will arms indicator bahut jyada Universal hote hain aur yah indicator ko divide karte hain 1973 larry Williams ko technical indicator ke through record Kiya Jata Hai Iske naam ko bahut jyada acche tarike se adopt Kiya Gaya Hai Taki indicator ko buyers Kiya Ja sake aur trend ko co-processor ke aur Speed ke liye Hath Se Dekha Jaaye aur Iske alava Ham is indicator ko bahut acche tarike se Dekhte Hue kam karte hain aur is ko primary entry karte hue dekhte hain Jisko Ham overbought aur oversold Kahate Hain. Kuchh strong area market quadrant ko Dekhte Hue ko Pareshan karte hain tan ke Ham bahut acche tarike se price ko signifi karke point ko acche tarike se trend reversal kar sake.


        Click image for larger version

Name:	download (4).jpg
Views:	1
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12366772


        Aur kuchh aur abroad ko aur solve Level ko Bil names Ko Dekha Jata Hai indicator ko tang ke vah Maihar kar sake between bands ko 0-100 aur o-20 aur overbrought 80-100 oversold level Hote Hain.



        How to calculate Williams%R indicator:


        Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	1
Size:	8.7 کلوبائٹ
ID:	12366774



        is analysis Ko Dekha Jaaye to Williams aur indicator ko bhi bahut acche tarike se use Kiya jata hai usko follow Kiya Jata Hai permanent driver ko formula.



        Click image for larger version

Name:	download (2).jpg
Views:	1
Size:	9.8 کلوبائٹ
ID:	12366778


        A. Maximum price value ko previous period ke lye.

        b. Minimum Price value within the previous period
        c. Price close of the day.




        Therfore;


        Williams %R = (Price Max - Price day Close) / (Price Max - Price Min) x -100



        For example :



        Agar Ham observe Kari period ko 14 din ke liye to Maxi Mein Hamen price Di Jaati Hai for $40 aur price close ki Jaati Hai 35$ per minimum Hamen price calculate ki Jaati Hai $20 Jisko calculate Karke Williams %R;



        Click image for larger version

Name:	download (3).jpg
Views:	1
Size:	8.2 کلوبائٹ
ID:	12366780



        Williams %R = (40-35)/(40-20) x -100
        Williams %R = (5/20)x -100
        Williams %R = 0.25 x -100
        Williams %R = -25%

        Ham dekh sakte hain almost or abroad level quota ke vah Hamen delete kar sake bhaiya ko acche tarike se control Kar Ke Acche period ko Dekhte Hue Ham trade Le sakte hain aur lekin ise sample bhi karna padta hai moving trade per movie to word per aur hundred percent donate karna padta hai sala ko control karne ke liye of trade off the period Apne ko trade ko close karne ke liye

        اب آن لائن

        Working...
        X