Diffusion Index.
Diffusion index ka use technical analysis main kia jata hay. Basically aik diffusion index un stocks ko measure karta hay jinki price main advancing a rahi ho. Diffusion index market ki overall strength ko measure karny kay liye mufeed hay. Q keh ager ziadah stocks main price advancing show ho to yeh strong market ko indicate karty hain. Aur ager fewer stocks ki price main izafa ho to yeh market ki weakness ka bataty hain. Stock market main diffusion index ko generally day by day main measure kia jata hay. Advancing stocks woh hoty hain jo sabqa period ki closing price say ab upside chaly gaye hon. Is say yeh bhi matlab lia jata hay keh kitny business cycles indicators aik sath chal rahy hain jo keh economy ki strength ka andazah lagany kay liye mufeed hain.

More Consideration.
Diffusion index kay through traders business cycles indicators ko behter andaz say parakh sakty hain. Diffusion index different ways say calculate kia jata hay aur percent main express kia jata hay. Rising indicators 1 ki value daity hain, unchanged 0.5 ki aur falling indicators zero value daity hain. Misal kay tor per ager ham 10 indicators day 7.5 value laity hain to jab isko percentage main layain gy to yeh 75% ho jaye ga jo keh economic growth ko zahir kary ga.
Limitations of Diffusion index.
Diffusion some times kuch stock exchanges per work nai karta. Maslan jab NASDAQ main stocks rising kar rahy hon laikin baqi unlisted stick exchanges ka data mukhtalif hota hay jinko diffusion index phir bhi 1 show kar raha hota hay. Jo keh aik long time tak apni value change nai karty. Jis say is indicator ka faidah nai hota. Iskay ilawah iski divergence say poor timing signals generate hoty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим