Dear friend, Jis k pass forex ki or crypto currency ki achi knowledge hoti hai wo us trader sy bhot agy nikal jata hai jis k pass knowledge ni hoti ya jo knowledge kay bgair trade karta hai. To is topic me ham crypto currency ko explain kren gay ayr is ko forex trading kay sath bhi compare krenn gy.
Crypto currency Basic Concept
Crypto currency wo currency hai jo serf digital form ma exist karti hai. Yani ham ye b keh sakty hain k ye currency physical state ma occur ni karti. Crypto currency ka sb sy bara side effect ye hai k es ma loss ka risk bhot zayada hota hai or trader ko loss ho jae to us k pass kuch baki ni bachta. Es he waja sy bhot sari countries ma ye business banned hai. aur jo chup chupa k is business ko carry karna chahta hai us ko bhot sari palenties or punishment di jati hai cyber crime Kay qanoon Kay mutabik.
Currencies Pairs and Crypto Currency
Jahan forex market main different currency pairs aur commodities CFDs waghera main trade kerty hain tou aesy hi market main ham crypto currencies main bhi trade ker sakty hain hamain market main normal currency pairs ky sath sath crypto currencies main bhi trade kerna hoti hai ky agar ham market main crypto currencies main trade kerny ka acha experience hasil ker lety hain tou market main hony wali crypto currency ki big movement per hamain bahot achi earning ho sakti hai jo bahot kam time main bahot acha profit Ham bana sakty hain.
Crypto Currencies in Trading
Crypto currency main trade kerny ka disadvantage bhi hota hai ky crypto currencies main spread bahot zyada hota hai aur kabhi kabhi market main trade open kerny per hamain long time wait kerna perta hai ky market spread main hi movement kerti rehti hai jabky agar ham market main aesy time per trade open kerty hain ky market continuously aik hi trend main movement kerti rehti hai tou same movement per ham trade open ker ky bahot kam time main bahot acha profit bana sakty hain.
Benifits Using Crypto Currency
Agr benifits ki baat ki jay to hamen ye kam time main Jitna profit crypto currencies main trade kerny sy hasil ho sakta hai itna profit haman other currency pairs ya other indices main nehi ho sakta jabky fast moving pairs main hamain trading main bhi bahot ehtiat kerni perti hai ky ham market main successful trade kerty huey market ki big movement per hony waly bary loss sy bhi bach sakain aur hamain big movement per bahot acha profit hasil ho saky hamain market main trade crypto currencies main aesy time per open kerni chahiay jab market continuously aik hi trend main movement ker rehi hoti hai ky ham trade open ker ky long time period ky liay continue rakhty hain tou hamain profit bhi hasil hota rehta hai so other currency pairs ky sath sath hamain crypto currencies main bhi trade continue kerni chahiay
Side Effects Using Crypto Currency
Crypto currency ka ik or side effect ye b hai k es business ma liquidity bhot kam hoti hai. Crypto Liquidity ka matlab ye hota hai is business ma trade karny ki demand bhot kam hoti hai jis ka further matlab ye hai k kio trader es par buy or sell ki trade ko open karny waly trader bhot kam hoty hain. Serf limited franchieses sy he ye crypto currency cash out ki ja sakti hai. Forex trading ma crypto currency ma security par b bhot faraq hota hai. Forex trading ma security high hoti hai or crypto currency ma securiy kam hoti hai. Forex trading ma middle man ki waja sy he trade ki jati hai jis ko broker kaha jata hai. Crypto currency me koi middle man ni hota yani is ma koi broker available ni hota.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим