Distinction Between Line Chart, Bar Chart and Candlestick Chart

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Distinction Between Line Chart, Bar Chart and Candlestick Chart
    bhot he in general very best sharing ki hain apne Trading Chart ko achi tara aapne share ki hain achi kamyabi panne k liye forex trading standard har type k Trading Chart ko learn karna must hain bar chert b hota hain or light b is liye forex trading essential best learning k sath kaam karna parta hain kaam karna hain tu troublesome work karna must hain troublesome work k sath kaa karne k liye normal pratice ki need hain jis ne b strong learning k sath kaaam kia usne forex trading major full kmayabi b hasil ki hain kamyabi panne k liye forex trading essential strong learning karna parta hain kamyabi panen k liye ek merchants ko forex trading k releted bundle of infomastion hasil karna parta hain forex trading guideline full benefit mil skta hain agar troublesome work k sath work hoga tu kamyabi b mil jygi

    Trading Chart Mt4 Software:

    har agents forex trading guideline agar work karta hain tu forex trading essential package of infomation hasil kar k he kaaam start karte hain har individual ko kaam karna hain tu troublesome work k sath kaam karna must hain qk jaaab tak troublesome work k sath kaam nhe kia jata hain tu forex trading major best getting kabi b nhe ho skti hain kamyabi k liye ek vendors ko standard pratice ki need hain har shippers ko kaam karne k liye best learning ki need hain best learning he full kamyabi deti hain best learning he forex trading rule kamyab traders bana skti hain jsine learning nhe ki sune gaining neh ki learning and troublesome work k sath work karne grain sellers forex trading central full kamyabi pate hain or achi obtaining kar lete hain forex trading key troublesome work karna must hota hain troublesome work kia tu kamyabi hain best learning he full kamyabi de skti hain or achi earnig hasil ho skti hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Distinction Between Line Chart, Bar Chart and Candlestick Chart

    Forex Price Chart Pattern



    Price chart financial market me assets ki past ki qeematon k movement k bare me information deti hai. Price charts ya price charts market k mutaqbil k technical analysis k leye zarori hote hen, q k ye market ki pori structure zahir kar rahi hoti hai. Ye market me aam dekhaye dene wali value hoti hai jis ko indicators ka istemal karne k bad apne matloba nataej hasil keye jate hen. Traders apne leye mukhtalif chrts aur mukhtalif timeframe k hisab se tarteeb de sakta hai. Long term traders apne leye daily, weekly ya monthly timeframe ka intekhab karte hen, jab k short term traders panch minutes se le kar one hours tak ki chart pattern select karta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (436).png
Views:	1
Size:	3.7 کلوبائٹ
ID:	12366681

    Price Chart ki Aqsaam

    Price charts ko tarteeb dene k mukhtalif tareeqay hen jis me sab se ziaada Candlestick chart, Bar chart aur line chart ko qeematon k leye istemal kia jata hai. Traders apni analysis k mutabiq in charts ka istemal karte hen, jin se wo profit hasil karni ki koshash karte hen. Price charts pattern ki tafseel darjaze;


    Click image for larger version

Name:	images (437).png
Views:	1
Size:	19.5 کلوبائٹ
ID:	12366680

    Candlestick Charts



    Price charts candlestick chart analysis k leye sab se ziada istemal hone wala charts hai. Candlestick charts do se ziada candles par mushtamil hota hai, jis me aik candke ki qeemat ko do hison me taqseem karta hai, jis me aik hisa ko "body" aur dosre hese ko "wick" kaha jata hai, body aur wick k melane se ye shakal aik candle ki shakal banati hai, is chart ko is waja se candlestick chart ka naam deya gaya hai. Candlesticks ki body aur us k uper aur nechay aik line jese wick candle ki waqat k sath ziada se ziada aur kam se kam qeemat batati hai. Candle ki body yani candle ka mota hisa timeframe k hisab se open aur close position ko zahir karta hai. Candlestick k color trader khud badal sakta hai lekin aam tawar par agar candle ka rang (color) agar surkh (red/black) hai, to is ka matlab hai k close position open position se kam hai. Isi tarah agar candle ka rang sabaz (green/white) hai, to is sorat me close position ki value open position se ziada hogi. Yani open ki position se close price upper side par hota hai.
    Analysis k dowran candlestick ki body se traders do tarah ki results lete hen, aik sab se pehle candlestick ka size khareed-wa-ferokht ki shedat ko zahir karti hai. Candlestick ki body jitni lambi hogi us doran qeematon ki muntaqeeli ziada howi hogi. Choti body wali candle bata rahi hoti hai k opening aur closing qeematen aik jese ya aik dosre k bohut qareeb hai. Dosre tareeqay me candle ki wick jo body related hoti bohut zyada aham hen. Choti wick wali candle ka matlab hota hai k market me muntakhib karda timeframe me khareedari ya ferokht ka dabao ziada tha, is waja se candle ki wick choti hoti hai. Lekin lambi wick wali candle k asarat is se mukhtalif hote hen, lambi wick wali candle zahir karti hai k khareedari ya ferokht ka amal kuch waqat k leye to zyada tha lekin pore timeframe pe nahi tha. Candle k upper side ki wick ko high price jab k lower side k wick ko low price position kaha jata hai.
    Price chart par candles k leye timeframe ka hona bohut zarori hai. Har trader apne leye aik makhsos timeframe ka intekhab karte hen, jis pe unhon ne market ki analysis karni hoti hai. Candlestick ki timeframe 1 minute se le kar 1 month tak hoti hai, jis me har aik trader apne trading strategy k hisab se timeframe select karta hai. Aam tawar par short term traders aur day traders 1 hours se kam ka time frame select karte hen jab k long term traders ziada timeframe ka intkhab karte hen. Candlestick ka timeframe jitna ziada hota hai signal ki reliability bhi us hisab se achi hoti hai.

    Bar Chart



    Candlesticks chart se pehle Western countries bar chart ka istemal karte they. Bar chart bhi candlestick timeframe se melta julta hai lekin is ki shape aur candlestick ki shape me faraq hota hai. Baar chart ko OHLC baar (open-high-low-close) bhi kaha jata hai. Baar chart bhi candlestick ki tarah chaar qisam ka data deta hai, open, close high aur low. Baar chart me open price aik choti si horizontal line se zahir hoti hai jo k baar k left size pe ban jati hai. Jab k closing price baar k right size pe aik horizontal line se banti hai.
    Bar ka oper wala hisa (opening aur closing line se above) qeematon ki sab se high position aur baar ka nechay (opening aur closing line se) wala hisa qeematon ki sab se kam position ko zahir karti hai. Bar ko bhi candlestick ki tarah apni taraf se color deya ja sakta hai, lekin aam tawar par agar baar sabaz (green) hai to is ka matlab hai k qeematen oper gaye hen, lekin agar baar ka rang surakh (red) hai to ye qeematon ki nechay position batati hai. Bar ki timeframe bhi candlestick ki tarah mukhtalif hoti hai jis ko apni marzi se select kia ja sakta hai. Jo k one minutes se lekar months tak par muheet ho sakta hai.

    Line Chart


    Line chart me sirf market ki closing prices ko show kia jata hai. Line chart pehle do wale chart se bulkul mukhtalif hota hai. Line chart bhi mukhtalif time frame ka hota hai lekin is me sirf aik line hi show hoti hai, jis me humen sirf market ki qeematon ki last closing position zahir ho rahi hoti hai. Bahar hal long term trading k leye line chart ka istemal kia ja sakta hai. Line chart same aik moving averages ki tarah hota hai, jiss main lines prices k up jane par upper jata hai, jab k down side par jane se nechay ata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Distinction Between Line Chart, Bar Chart and Candlestick Chart

      Assalamualaikum dear forex members aj me apni post me forex market me use hony Waly patterns k bary me explain krny ja ri hun market ko analyse krny k liay hmain different tarah k patterns ko study krny k liay charts ki zrurat hoti Hy jab hum market ko readings Yani k market ki values ko dekhty Hain to us k liay hmain chart ko dekhna prta hy is liay Hun apni mrzi k chart ko select kr k us py market ki movements ko dekh skty Hain.

      ⭐Types of chart:
      Forex members yahan per hmain different tarah k charts diay gay Hain Jin k andar har currency pair ki movements hoti Hy or unhien 3 different forms me show kia jata Hy un teenon ko me apni is post me explain krun gi.

      Click image for larger version

Name:	IMG_20220613_074937.jpg
Views:	1
Size:	75.1 کلوبائٹ
ID:	12400616

      ⭐Bar chart:
      Dear forex members bar chart me hmain market me har currency or or commodity ki values ko bars ki form me show kia jata Hy jab market me movements ko bar ki form me dekhain to kuch difficult hota Hy is liay ziada tar traders bar chart ko use nahi krty lakin Jo professional traders Hain un k liay bar chart ko smajna bilkul bhi mushkil nahi Hy professional traders bar chart ko use krty Hain jab k normally traders isy prefer nahi krty.

      Click image for larger version

Name:	IMG_20220613_074917.jpg
Views:	1
Size:	87.1 کلوبائٹ
ID:	12400617

      ⭐ Candlestick chart:
      Dear forex members forex trading me sab Sy ziada use hony Wala chart candlestick chart Hy q k is me movements ko smajna bohat asan hota Hy ziada tar traders candlestick chart ko hi use krty Hain is chart me market ki movements ko candles ki form me show kia jata Hy professional traders or normal traders dono hi is chart ko use krty Hain.

      Click image for larger version

Name:	IMG_20220613_074906.jpg
Views:	1
Size:	75.3 کلوبائٹ
ID:	12400618

      ⭐Line chart:
      Members of forex trading ko smajny k liay hmain aik aisa chart bhi dia jata Hy jis me market ki movements ko lines ki form me show kia jata Hy jisy line chart kehty Hain market ki up and down movement ko lines ki shakal me show kia jata Hy is sy hmain market ki values ka PTA chalta Hy Kisi bhi chart ko hum use kr skty Hain q k har chart Me market ki previous movements bhi show ki Gai Hoti Hain or market ki current movement bhi show ho ri Hoti Hy.

      Click image for larger version

Name:	IMG_20220613_074855.jpg
Views:	1
Size:	54.6 کلوبائٹ
ID:	12400619
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Distinction Between Line Chart, Bar Chart and Candlestick Chart

        Chart Types: candlestick, line, bar

        Assalamu Alaikum dear Forex member Aaj Ham topic discuss Karenge chart type Ki Chahat Ki Kitni type hai ki Kitni type Hoti Hai in pattern Ko In Chahat ko Ham Kaise samajh sakte hain hi kar sakte hain Chat ki bahut hi type hoti hai jinko use Kiya Jata Hai market per any type kahan use Karke trade open karte hain hi type ke Ham market per knowledge create Karte rahte hain iske sath Hamen Apne per kam karna hai Hamen yahan se colourful trading ki Satyajeet ko banana hai jo Hamen trading ki strategy Ek Achcha profit bhi De jaati aur hamini Satyajeet ka use Karke market per profit Hasil Karte rahte hain

        Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	2
Size:	4.4 کلوبائٹ
ID:	12400695

        • Whether the market is trending
        • Reversal signals at market tops and bottoms
        • Periods of consolidation


        Candlestick Charts


        Candlestick chart Mein Hamen line chart milati Hai Hamen chabhar pattern Milta Hai graphic Kasam Ki Hamen chat Milte Rehte Hain Ham bhi nahin patton ka use karte hain any pattern ko calling karte hue Humse open Karte Hain Jo tender ke bare mein aapko study dene Mein Hulk mil jaati hai aapko Ek acchi formation to deti hi hai Hamen ki formation se trade bhi Hassan karne ka try Karti Hain sabse pahle Hamen study karni hai per apni ID ko Jyada se acche se Karen

        Using Candlestick Charts



        Today jo bhi candle ka chart use karta hai usmein Sabse pahle apne aap ko Bistar trader banane ka bhi try karta hai Kyunki Ek Achcha trader vahi hai jo market per kam to Karen aur apne profit ko Hasil karne k liye nhi struggle aur minut ke sath entry Nahin samjhoge training Karte Hain vah To Nahin kar sakte ho na hi Apne kar sakte hain unke Liye is vajah se hath ladle mehnat karte hain kam Karte apni performers to maintain banane ke liye koshish Karte rahte hain struggle Karte Hain ke ladle ko ek Achcha profit bhi ho jaaye apni trading kis Khel se vah apne aap ko Kamyab trade abhi Bana ly

        اب آن لائن

        Working...
        X